Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Apki baat theak hay forex market ki jab bhi price move karti hay uskay sath sath humara dill bhi usi hesab say dharta hay mery khyal main ye waja hay keh hum trades ki tension lety hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Bhai ye to apne bilkull 100% sachi bat ki hai, magar succesful trader wo hai jo apne dil aur emotions dono ko qabu me rakhay, dimagh forex pe lagao... aur dil forex k ilawa jahan b chaahy lagao :)
      • #618 Collapse

        g haan app ne bilkul thek kaha ha aur is liye humen chahiye k ham hamesha he price ko dekh ker aur poori tara se market ko learn kar k he trend karen tah k ham ek mutmin trading ker saken aur humen ek acha trend mil sake
        • #619 Collapse

          forex markt mae trader hamesha confused hi rehta hey kun k forex marekt mae 100 percent confrim koi bhi nahi hota hey kun k forex profitable hone k sth sth risky market bhi hey
          • #620 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
            Dear traders mere experience mein ye baat aai hai k jab hum starting mein trading karty hain to price k up and down hone k sath sath dil bhe dharkta hai.kia khayal hai ap ka aur kia karna chahiye?
            Main smjhta hu k forex main bht paisa hai,,or maket k rojhanaat badalte rehte hain,,jb koi bhi trader trade kr raha hota hai to us ka dil bht zor se dharak raha hota hai is lye k kahin loss na ho jae,,mere khayal se forex main ap ko achi planing k sath trade krni chahiye,,or market k rojhanaat ko mad e nazr rakhna chahiye,,i think bht soch amjh kr trade krni chahiye...
             
            • #621 Collapse

              Very true post bilkul esa hi hy brother graf k sath heart beat bhi burh jati hy or dil durhakne lg jata hy k loss hi na ho jae q k ye natural he hr bnda loss se drta hy or profit se khush hota hy.
               
              • #622 Collapse

                Starting mein aisa hi hota hai lekin jab trader is market ko samajhne lagta hai to woh loss ya profit dono par normal hi rehta hai.
                • #623 Collapse

                  Dear all pakistan forex forum members jo mera apna zati experience hai wo yeh hai ka main jb bhi trade krta hon to pehly bat to ye hai k trade ko soch smjh kr lgata hon. agar to trade favour main jaye to boht exite ment hoti hai agar against jaye to ap bhi jantay hain kay dhrkn taz ho jati hai.
                  • #624 Collapse

                    ha ye tu hai agar ap ka order ult laga hai tu ye ap k leye khtara he ho ga aur move se ap be move kare gay hahah but aga rpa ne marketko contorl keya huw hai tu ye bohat ach ahai
                    • #625 Collapse

                      je bilkul asa he ha jab koi be first time trading satrt karta ha tu tu jab be prices up down hot ha us kay sat sat dil up down hoti rahti han kay pata nai kya bany ga
                      • #626 Collapse

                        aho dear bht ajeeb kaam hai yeh or risky b kafi hai hmy chaiyeh mehnat kry ziada sy zaida tub e kamyab ho skty hai or firex world ka sub sy risky kaam hai may be hmy chaiyeh mehnat kry tyb e kamyab ho skty hain
                        • #627 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                          Dear traders mere experience mein ye baat aai hai k jab hum starting mein trading karty hain to price k up and down hone k sath sath dil bhe dharkta hai.kia khayal hai ap ka aur kia karna chahiye?
                          Forex main hmain agr sucess hasil krni hai to apne emotions se control rakhna chahiye,,ye fact hai k jb mraket price up down ho rae hote hain to dil bhi zoor zoor se dharakta hai emotions bhi high hote hain,,us waqt hmain chahiye k hm apni emotions pe kaabu rakhen,,emotions pe kaabu rakh k hi ap successfull trader bn skte hain,,forex ak bht profitable buisness hai,,forex main cool mind se kam kren...
                           
                          • #628 Collapse

                            forex trading aik online world wide business hay orr iss main loss bhe hay or profit bhe agar price up down kay satth aapka dil dharaka hay tooaapka forex say dour rehna chahyea..
                            • #629 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                              Dear traders mere experience mein ye baat aai hai k jab hum starting mein trading karty hain to price k up and down hone k sath sath dil bhe dharkta hai.kia khayal hai ap ka aur kia karna chahiye?
                              hum forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko kam be kam kar ta ha or is sa hum is ma trade kar ta ha or is sa hum is ma trade kar ta ha or is sa eran kar ta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                forex ail aca bussiness ha jic main agar ap ko 5 mint laggy hin to ap ko lose hona main sirf aik mint lagy ga icc liya ap ki baat bi teek ha k jab price upper nichy hoti ha to dil darkty hain bilkul g muja kisi ka nahi pata par mery sath to accca hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X