Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    aisa he hai ap bilkul thek keh rahy hai aisa he hota hai jab price zaida upper challi jati hai tou bilkul aisa he hota hai aisa nahi hona chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      bhai jaan jab prices upr or nichy hoti hain tau traders ko sch me he bht zaada hsoly orsabr ke zarort hoti hy sometime loss be afce krna par jata hy iss liya be care dull ho k kaam krna chye .
       
      • #648 Collapse

        Dear new trader kay lay hota ha phaly phaly dill darkhta ha lakin jb experence ata jata emotion cntoll hoty jaty hain lakin problm y ha k hum ap emotion ko contol nahi kerty jis ki waja hum loss ho jata ha.....
        • #649 Collapse

          bhi jan ap ka sawla bohet e acha hey muje ap ka sawla bohet e acha lga hey forex ek bohet e acha buesn ehy or as ko me like karya hn
          • #650 Collapse

            well brother according to my experience bilkul starting me esa hota he, jab trader trade open karta he aur price ke up or down hone se ya to woh trader khud ke emotion ko control nahi pata agar patience kara aur entry perfect hogi to acha profit mile ga nhi to loss me trade close kar deta he, forex business 1st trader ke pass knowledge and experience ho 2nd well strategy ho 3rd patience (sabar) ye things is most important...
            • #651 Collapse

              aap ki baat sahi hai lekin trading main jazbaat ko saamne nahee rakhna chaye nahee to loss ka chance bohat ziada barh jaata hai
              • #652 Collapse

                forex tradign ko ham jitna zayda time dy gay hamy utna hi acha benefit ho ga our ham utna acha profit earn kar saky gay is me hamy bht mehnat ki zarorat hoti ha
                • #653 Collapse

                  jab trade laggi hoati hay to iss ki feeling sirf trader he byan kar sakta hay keh jab price up and down hoti hay to dill bhe ossi hissab say dahrakta hay aur aik ajeeb see kafeat tari ho jaati hay
                  • #654 Collapse

                    ji bilkul ap ny thek kha or yeh bht tough sagta hai trading karna so jb hm trading karty hai to ho hamain dehan se karna chyie.
                    • #655 Collapse

                      Assalaam o alaikum aisa nei hona chahiye dil dharke kyun k jab aapne sei tarah se tarde lagaya ho issliye traders ko chahiye k rtade samjh akr karen then hi sei faida hoga forex trading mein .agar aapko kaamyab hona hai then jazbaat ko door rakhe aur sirf mind se kaam len forex trading mein.
                      • #656 Collapse

                        g han friends price jab up or down hoti ha to insan bi kafi exited ho jata ha ka yar pata ni is trade ma kya ho ga ye profit dy gi bi ya ni so aisa hota ha during trading or is per tention ni leni chahye ku k ye forex ka hissa ha.
                        • #657 Collapse

                          Upon arrival to the bottom price we buy and when he arrived at the peaks we sell, but important to follow chart well and know how to proper analysis
                          • #658 Collapse

                            bilkul ap ny theak kaha ha mara sth b easa hota ha lkn jasy jasy experiance hota gaya ab dil to nahe darakta ha lkn tension zaror hoti ha .agr ap ko apni tradinng py ahtemad ho ga to ap aik acha profit b earn kar sakty gy .tradinng plannig aur stratigy k sth karni chae ha
                             
                            • #659 Collapse

                              Ji han is kain hr waqt dil kobdhrka sa laga trhta hai k kahin kuch masla na ho jaye kuxh nuqsan hi na hi jaye well phr bh yeh aik bhtvintetsting phase hota hai jis main ap tradung ko enjoy karty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                ha yar bilkul thek kaha apne jab hum ksi currency pe trade lagate hai or phr uske price up down hota hai to hamara dil dhadakta hai ke kahin loss na hojae

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X