Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    nai aesa nahi hota app jab order lagate hain to us time app sell ye buy karte hain ager sell karte hain toh market up jati hai to app ka dil teez ho jata hai aur app dar se jate hain ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      bhai agar ksi ka sath ye sorthal ha to phir us ko to trading karni hi nahi chahia kayun ka forex trading buzdilon ka kam nahi ha. wasa ye bat to qudarti ha magar is business ka lia to dil ko bohat hi mazboot karna chahia taka loss ki sorat ma hear attack sa bach sakan. is lia sabar aur sakoon sa bila ksi dar ka trading karan.
      • #678 Collapse

        dear mere khyal se ye us waqat ziada hota hai jab apne trade bari lagai ho to us soorat mai dil ke dharkan kam ya ziada hoti rehti hai per jo chote level se trade karte hai un ki nahi hoti hai bus kam pa hi tawajo den to bhetar hai
         
        • #679 Collapse

          G han bhai jaan main ap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay jub bi market me tazi hoti ha hum bagher soch ay hi trade open ker deaty han jis se humain loss ho jaata hai humain loss se bach na hai
           
          • #680 Collapse

            g hai bikul aisy hihota hai kyu kay apko is buisness mei boaht hi stong ho kay bethna hota hai is buisness mei aik yehi bat hai kay kabhi bubi kuch bi ho skata hai is liay hi apko achi hiomat ka hosla rakhna ho ga
            • #681 Collapse

              g han bhai app ki bat sahe hai jub market move karti hai to hamara dill be bohat tezi say dahrta hai and bohat excitment hoti hai.
              • #682 Collapse

                price ko uper or nichy jany ;main zyada time nai lag ta or ha ye to such hai mery bhai k price k uper jany or nichy karny se dill to dhrkta haim mery bhai ap ko is bat ka khayl rkahy
                • #683 Collapse

                  hahaha, blkul bhai aapki rozi roti iskay sth juri hoti hai to hazir hai utaar chrhao k sth aik beginer ka dil dhrkta hai, unse yhi keh skta hun k kindklu guzara krain, dil pay mt laen, achay se kaam krain apka risk apko milayga. bt seekhna is importntr
                  • #684 Collapse

                    My dear brother assalam,o,alaikum yes dear you are absolutely right to sat about the thread price k up and down k sath dil b dharkta hai bilkul sahi kaha
                    • #685 Collapse

                      Yes....bro...agar apne marketo deka to apki jarur parice ke sat thread ko dekna paregi. kiuke dono aki sat barta reheta he.
                      • #686 Collapse

                        g han bilkul dharkta hai agr market hamare against chali jaye to hamaraa dil b dharkta hai is main magr agr hamari trade is main sahi lagi ho to is main aisa koi masla nahi hai phr hamai trade profit main zror ajati hai,,,,,,,,,
                         
                        • #687 Collapse

                          You can earn lot of money from forex at any time of the day but before that can happen you need lot of hard work in learning and demo trading. you can trade forex from any part of the world but you need knowledge and experience in order to succeed in forex.
                          • #688 Collapse

                            G bilkul bhai dil to dhrkta hi hai or bohat speed mein dhrkta hai us ki wja ye hai k hmra tmam tr dhayan jo hota hai wo usi pe hi to hota hai or isi k liay to hum forex trading mein sb kuch krtay hwun to isi liay hmen fikr rehti hai k kahin loss na hojaey
                            • #689 Collapse

                              g han app ki bat sahe hai forex mai jub prince up ya down hoti hai to is k sath hamra dil b darakta hai q k yah ek bohat he risky business hai and hmay lose ka fear hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Dear forex trading mein confidence level ko up rakhna parta hy sometime five minute mein agr trading ap ka huq mein na hu tu jic tarha ap kee condition hy tu ap tu trade ko loss pr close kr do gy jb ka after five minute wo trade hee ap ka huq mein chali jati hy ic leye trading mein confidence level up rakhna profitable hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X