Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Yes of course we should not disappointed in any situation and in any work we should always be hopeful because it is our faith that disappointment is sin and we should not do it sometimes we get loss but we should not think that we should leave it we should try to find out our mistakes and should remove them and should hope for the best.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      mere bhai trder ko umeed rakh k trade krni chahye g or mehnat krni chahye g or sis tra se hi us ko forex me success mil skti ha g forex me mehnat kro ge to success maile
      • #243 Collapse

        Humain har kaam mein kamiyabi hasil karny k liye mehnat ki zarorat hoti hai humain apni mehnat k sath sath achi umeed bhi rakhni chaiye kyun k achi umeedon sy he hum kuch hasil kar sakty hain khud py bharosa rakh k kaam karen gy to jald success hasil kar len gy kabhi bhi na umeed nahin hona chaiye kyun k insaan jesi umeed rakhta hai us ko waisa he us k sila milta hai.
        • #244 Collapse

          han g bilkul theka akh hay ap en,forex hum sb ky liy bhoot achi afcility ay , or hum is mai bhoot chy se earnming kar skty ahyn , is mai hums bko sbr se kam k lena cahye
          • #245 Collapse

            forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy jab work karen to pury confidences kam karen to hm achi earning kr skty hen, Ager hm fear ho k work karen gy to kuch b nai earn kr skty, earning lie hamen hard working krni parti hy
            • #246 Collapse

              g han aap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kiyun k mehnat bhi kabhi zaya nahi jati hai ap ke pass acha trading knowleged ho ap kobe mahnte kare or ruls ke aginst tradign na kare to ap in sahh allah successfull he honge
               
              • #247 Collapse

                bhai jo bi kam start kia jy wo saf neeat ho kar start kia jy,or phr us main pury dil k sath mehnt krni chaheh,jb mehnt kren gy to kamyabi yaqeeni ho jy gi..or aksar bnda kamyab ho jata hai hai agar expereince ho to loss bohat kam rah jata hai is liye himmat na haarain balkay mehnat krtay rahen or apni knowledge gain krtay rahain INSHA ALLAH zaror kamyab ho jaengay
                 
                • #248 Collapse

                  Trading karty wakt humen positive manner hi rehna chahiay ye zaruri nahi hai kay humen har trade me loss hi ho or har trade me profit hi ho. Profit loss dono ko mind me rakh kar 1/3 ratio se trading karni chahiay or risk ko accept kar lena chahiay or target kay hisab se jitna mil jay utna le kar dobara trade nahi karni chahiay next position tak.
                  • #249 Collapse

                    yes main forex trading main mehnat to kerta hun per main is say bohat zayada achi umeed bhi rakhta hun kiu kay main isay apna future sumjhta hun or is say main nay apni life ko change kerna hai
                    • #250 Collapse

                      Forex k business mein bhut sara log ata hain aur jab un ko loss hota hai tu wo iss business ko leave kar jata hain easa nahi karni chaya hum sb ko pata hai k forex aik bhut acha business hai tu hum ko iss business mein hard working karni chaya aur apni trading ko improve karna chaya aur aik na ek din hum iss business mein acha trader ban skta hain.
                      • #251 Collapse

                        g han koi bhe work ho us mein mehnat zarori ha is lye forex mein bhe achi trading k lye acha hard work zarori chaheye jis sy ap kafi achi earning kar sakty ho is lye hard work to get success easy in forex
                        • #252 Collapse

                          dear aap ko umed se he kam lena chahiye lakin ye bhi k agr aap ko kuch aata na ho aur aap umeed lga lain k aap rato raat ameer hon gy tu ye aat bhi galt hai iss liye aap ko mehnat karni parti hai.
                          • #253 Collapse

                            bhai jan me to abhi is bary me nahi janti hon q kay me to abhi is business me new hon or abhi mjhy is business ko join kiy houy sirf ik he month houa ha me abhi sath sath is business kay bary me b learning kar rahi hon ye ik acjha online business ha
                            • #254 Collapse

                              dear..aap ko loss ke bad bhi himmat nai chorni chahye aur koshish karte rehna chahye aur apni ghaltiyon se sekhna chahye aur sekh kar age barhna chahye aaur apni learning ko strong karna chahye ta ke aap kamyab ho saken,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                ji ha bhi ji aisa hi ha hum ko kabhi bi kam sia dran nahi chaye agr shro kiya hia to is ki akhiri hd tk jao is kia baghai r kam nahi ho skta is liy apko piawasta rah kr kam krna poary ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X