Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    g hai apne blkul tkh kaha confidence nahi hona chahie Q k forex me confidence ka kam nhi hota yaha mind or luck ka kam hota hai confidence se koi earn nhi kr skta yaha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      g han aap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kiyun k mehnat bhi kabhi zaya nahi jati hai ap ke pass acha trading knowleged ho ap kobe mahnte kare or ruls ke aginst tradign na kare to ap in sahh allah successfull he honge
         
      • #213 Collapse

        g han aap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kiyun k mehnat bhi kabhi zaya nahi jati hai ap ke pass acha trading knowleged ho ap kobe mahnte kare or ruls ke aginst tradign na kare to ap in sahh allah successfull he honge
         
        • #214 Collapse

          g han hum ko forex se bhot c umeeden hen wo jab hi pore hon ge jab hum in k rull ko ache follow karen ge exprince or prectice per zor den ge or forex ko proper time den ge jab hi hamre umeeden pore hon ge
          • #215 Collapse

            Han fiqra to ap ne bilkul hi sahi kaha he or han me ap ki is baat seagree kerta hon k humy umeed ka daman hath se nai chorna chahiye q k her raat k baad din zaror ata hen or agr ap ko loss hoa he to ap ki mehnat se ap ko profit bhi zaror hoga,.............
            • #216 Collapse

              forex me aap ko kabhi b apnay rab say mayoss nahi hota nachahye jissay b ye kaam ko karna hai usay chahye k wo Allah say pori umeed rakhe k wo kamyab ho ga aur wo ek din achi earning kare ga.
              • #217 Collapse

                bohat khoob bahi ap nay bohat achi misal di hai ek achy plan ke sat ek achi trade ke sat umeed be achi rakhni cahiye or khud pe bhrosa rakhna cahiye
                • #218 Collapse

                  g han mery bhai aap bilkul theek keh rahy hen men ap ki is bat sy mukammal tor pr agree karta hn hum jo bhi kam suru karen umeed ko nahi chorna chahiy q ky umeed pr dunya qaim hy or achi umeed rakhni chahiy forex q ky risk business hy or is men loss bhi hota hy is iy loss sy ghabrana nahi chahiy or umeed qaim rakhni chchiy
                  • #219 Collapse

                    i think mary khayal sa ja thak ma janta hu k humain mehnat to karni he chahiye laikan achi umeed bhe rakhni chahiye aur confidence hona chahiye ha.......................
                    • #220 Collapse

                      Yes of course we should not be disappointed at any stage in any business because it is the hope which encourage us and we try to do better and it is our firm belief that disappointment is a sin and we should not be disappointed and we should work hard and should pray in our favor and definitely Allah will help us. INSHALLAH.
                       
                      • #221 Collapse

                        Ye apki bat thek hai insan ko umeed ni chorni chahye koshish jari rakhni chahye q k forex aik aisa business hai jis mai ap jitni galitya krte ho utna he ziyada seikh b rahe ho te ho . lakin aik bar galti kr k dobara usy galti ko duhrana nahi chahye balke us sy sabak seikhna chahye. agr aj ap ko loss hua hai tu kal ap profit b kmao gay par ap ko lagatar koshish jari rakhna hogy
                        • #222 Collapse

                          yes i agree with you that if you in touch with market and learn practice and have to face loss then you should learn more and correct your mistakes slow and steady wins the forex so work hard you will get success in future
                          • #223 Collapse

                            yes write hme har kam me mehnat karni chaiye q k mehnat k bina koi b kam kamiab nai hota jb tk ap mehnat kar k kam nai kare ge na ap ase sikh sakte he r na kisi ko kuch sikha sakte he ase me hme mehnat lazmi karni chaiye r forex pe b hm mehnat kare ge to is kam me b age nikal jay ge.
                            • #224 Collapse

                              hahaha dear friend ap nay ik acha sawal keya ah yaur may ap ko batana chahta hu kay ap nay jo mahawara kaha hay wo theek hay to humain ager forex may loss be ho to hum ko sabar say kam laina chahyia nshallah bahar be ayge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                jee han meray bhai ap ki baat 100 % durust hai jab tak ham apni soch ko postive nahi rakhengay or hamain apnay uper poora yakin nahi hoga jab tak ham kamhyab nahi ho saktay hain so confidence hona khd par bht zruri hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X