Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    g dear ap ny bilkul theek kaha aur main ap ki ba say agree karta hun umeed pay to dunya kaim hy to koibhi kam ho hamyn umeed rakhni chaiy r jitna ho saky us kam main mehnat karni chaiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      actually many ways to avoid margin sell ya, among others, could by using SL and hedging, but for me the most important to avoid MC, is the analysis of price movements and money management
       
      • #438 Collapse

        g ha bhai jaan main ap ke baats e agree karat hoin k kaam koi bhe ho hamain chaye k hum us main mehnat karain and jan hum kissi kaam main bhe mehnat karty hain to hamain us ka phal zarur milta hai.
        • #439 Collapse

          Keep positive expectations, this will keep you motivated but only hopes will never work unless you get out of dreams and strive to make a winning strategy that will help to achieve your weekly and monthly targets.
          • #440 Collapse

            Assalam u alikum friend, jee haan aap ko apne kaam per or khud per poora bharosa hona chahiye k aap ne jo kaam kiya hai us se aap ko profit hoga kyun k jab hum iss soch me par jaaty hain k hum nhi ker sakty to phir wakai hum nhi kar paaty apna kaam, umeed achy ki rakhni chahiye baaki Allah ki marzi.
            • #441 Collapse

              Bilkul hopeful rehna chahye hamien her kaam mien patience key sath rehna hoga achey sey sub proper planning key sath karna hoga to hamien hamari umeed key mutabiq phal mil he jaiega hamien pir akhir kaar is mien success mil he jaiegi ik din InshaaAllah.
              • #442 Collapse

                g haan mayoosi gunaaah hy. . .hmn is umeed k saaath mehnat krni chahiye k hm aik din zaroor kamyaab hoan gay apny maqsad main. . .isee trha sochny sy insaaan aagy barhta hy or kamyaab hota hy. . . .
                • #443 Collapse

                  assalamu alaikum dear ge ha ham is business me is leye hi join keya hai ke ham ko forex trading me successfull hone ke umeed hai ye bhi ak umeed hi hai leken dear sirf umeed hi ham ko successfull nahi kar saktee is ke leye ham ko hard work karna ho ga
                  • #444 Collapse

                    dear agar loss ho b jata to pareshan nahi hona chaye loss forex me ho sakta hay or profit b ho sakta hay ham loss se gabrana nahi chaye
                    • #445 Collapse

                      dear forex trading mai b humay hard working karni hoti hai and har kaam mai humay kafi mehnat karni hoti hai mehnat say he humay leanring hasil hoti hai and forex trading mai b same aisa he hota hai humay mehnat ki base per kamyaabi milti hai and humay har haal mai apni umeed per kayem rehna chaiye
                      • #446 Collapse

                        Kisi b chez mein umeed bohat he zaida zarori hai , kiw k umeed he aesi chez hai jo insan ko kam kerne ki lagan deti hai or us ki himat berhati hai , agr insan umeed he chor dy tou insan us kam mein kabi kamyab nai hota hai is leye hamesha puri umeed k saat work kerna chaiye.
                        • #447 Collapse

                          mere bhai ye aiik achaa kaam he aur is se munafaa hasil kyaa jaskata he aur ye aik achaa kam he aur is es e munfaa hsil kya jaaskata he aur acha h
                          • #448 Collapse

                            Yes of course that you are say the right and I am agree with you. We are try and try. At the end wecare susuccessful trader.
                            • #449 Collapse

                              dost yhi bat to ha keh ham ny market main eanring krna ha to is say hamesha jury rhna ha is main epxerience hasil krna ha jab ham aisa krain gy to ham ko success mily gi aor ham mhnt say acha income bna lain gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                han g dear main b ye he kahuga k mehnat k begair koi b kaam nahi ho sakta or mehnat ke base par he hum kuch na kuch success hasil kar sakty hen is liay forex main b learning he sab kuch he..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X