High leverage bad for Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    hum is ma jitna kam lot ko ues kary gay hum ko is ma itmna he kam loss ho ga is liay hum ko is ma kam lot sa trading karne cahay our is sa hum ko loss be kam hota ha our is ma hum ko zada sa zadad invst karna cahay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      G han forex trading main agar apki hugh lervage ho gi to apko iska bahut ziada faida hy aur ap is sy bahut aasani sy apny account ko mazboot kr sakty ho aur jo bi apko profit milly ga trading k doran to is sy apka account ki equity ziada ho gi
      • #558 Collapse

        G deat ap ki bat thek ha high level leverege rakhne k liye hamre paas acha experience be hina chaiye ye hamre liye sab se important business ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
        • #559 Collapse

          Ye ap py depend krta hy agar ap kandar skills hain aur kudh py trust hy toh high leverage rakhen aur agar zaida experience ya skills nh hain toh leverage kam rkhen profit kam hi ho ga pr business toh aagy chaly ga na
          • #560 Collapse

            is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur demo main practice kar k hi hum real main trade karny k kabil hon aur demo main practice kar k hi hum kam kar skaty hain it is best job
            • #561 Collapse

              forex trading main agar hum leverage ko high rakh kar trading karen gay to es trha hum market main loss kar sakty hay humay chahiey keh kam leverage ko use karty huway trading karen kam leverage use karnay main he humay faida hota hay aur tab he hum esmain safe trading kar sakty hay aur humay esmain jald bazi bhi nahi karni chahiey
              • #562 Collapse

                Mai tou yahee kahon ga k apny knowledge k hisab sy leverage rakhna chahye agar sahe experience hy tou leverage bara rakhen aur lot ka size bhe bara is sy kam time mein acha profit hasil kar len gy
                • #563 Collapse

                  Agar ap ka leverage kam ho ga to ap ka lot size bi kam ho ga aur ap baro lot ni laga saken ge kun k ap ka Margaret n kam ho ga ,is ka faida ye ha k loss ki soort mn ap ka account zero ni ho ga aur ap ki saving bach jae gi but nuqsan ye ha k agar trend ap k haqq mn ja raha ha tu bi ap k bari lot na lagane ki soort mn ap ka nafa zayada ni ho ga
                  • #564 Collapse

                    Dear zyada leverage is lye trading mn bad smjha jata ha kyun k agr ap ko loss ho jaye to ap ka account minto mn wash ho jaye ga.ap jitna zyada leverage lo gy utna zyada lot lagao gy,is pr profit b zyada ha r loss b.ye bht risky ha.
                    • #565 Collapse

                      g hun jnab gar aap logun ne is bunzees maain yahun par deposit kiya hy to maain kahun ga kah si buznese main hum logun ko apne deposit paar hum ko apne kaoutn ki levrig buaht hi zyda mil skati hy is lie hum ko hatyat se hi kaam karna cahye is buznese maain apne de[posit ke sath
                      • #566 Collapse

                        Dear leavreg ko do dhari talwaar kaha jata hai, leavreg ka bara hona jahan per hamare liye faida mand hota hai wahan per hamare liye ye loss ka bhi sabab bnti hai, agar ham leavreg se trading men barri lots ko use krte hain to market agar hamare fever men aati hai to hamen profit ziada hota hai, agar market hamare against jati hai to phir hamen loss bhi bahot Ziada hota hai jo k recover able ni hota hai , isliye main kahun ga k hamen leavreg ko kam hi rakhna chahiye ta k ham better trading kr saken.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #567 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dangerous007 پيغام ديکھيے
                          Kafi Traders ye mashwara dete hen k hamesha Low Leverage Use ki jayy. lekin mere Khiyal se leverage maximum honi chahye. Qn k jitni ziada Leverage Ho gi ap utni hi ziada Volume (LOT) use ker sakte hen. Is bare me ap logon ki kia ray he Please share karen...
                          Aksar traders Jab Apna account banate hain to leverage ka size bahut jyada Lagte Hain Ke Jab in Goa profit hoga toh bahut Hoga Lekin size Bada rakhne ki wajah se lost Bebo Jyada Hota
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #568 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: imran36
                            Desi Asar Mere Khayal maybe low leverage use karna chahiye qk is se Los bahut kaam Hota Hai Kyunki jitni Jyada lot lagayenge uttana aapko nuksaan hone ke vichar Se Jyada hi hote hain
                            Loss kam hony ki bat bhi theak hai lakin low leverage rakhne se hum utni hi lot ki trading khol sakte jitna hamara capital loss bardasht ker sake koshish yahi honi chahiye leverage chahy jitni bhi hai lot size bohat ehtiyat se rakhain.
                            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                            • #569 Collapse

                              Mera khayal hai k low leverage hi best hai kion k iss se aap ka account wash hony se bach jata hai. Kion k hmm jo lot size lagaty hain wo kam hota hai aur iss terah loss ager ho to wo b kam hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                levrage ki help say humain market main kam karna hay to kafi mehnat say kam karna ho ga demo ka use karna ho ga low risk main trade ko start karty hain to trade karna humary liye asan ho sakay is mai nlow risk main trade main ye hota hay levrae ko b km rkhana ho ga magr trade ka use best ho sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X