High leverage bad for Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dangerous007 پيغام ديکھيے
    Kafi Traders ye mashwara dete hen k hamesha Low Leverage Use ki jayy. lekin mere Khiyal se leverage maximum honi chahye. Qn k jitni ziada Leverage Ho gi ap utni hi ziada Volume (LOT) use ker sakte hen. Is bare me ap logon ki kia ray he Please share karen...
    Brother high leverage ko expert traders dangerous ku khete hein apny jana ki kushsh ki agar nhi tu ap jaan lay,Ya baat sach ha ka high leverage boht bhri lot size dete ha magar kia jis pair pa ap ya lot size laga rahen apko 100% yaqeen ha ka ya profit may jaye ga agar ha tu boht achi baat ha ap high leverage rakh kar trades laga sakta hein lakin agar nhi tu please leverage kam karlen ku ka agar trade loss may gi tu ap loss nhi account wash karwa betha ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Dangerous007 پيغام ديکھيے
      Kafi Traders ye mashwara dete hen k hamesha Low Leverage Use ki jayy. lekin mere Khiyal se leverage maximum honi chahye. Qn k jitni ziada Leverage Ho gi ap utni hi ziada Volume (LOT) use ker sakte hen. Is bare me ap logon ki kia ray he Please share karen...
      High leverage ka ik faida yeh hota hai ke jab aap experienced trader ho jatay hain tu baaz oqaat asi situation samnay ajati hai ke aap ko kisi pair ke baray main sure hojata hai ke ye kis direction main move karay ga. us makhsoos situation se aap faida lete hoay high lot ke sath aap acha profit kama saktay hain.
      • #543 Collapse

        Friend ap ki ye bat to theek hay k ager leverage ziada ho to hum Forex trading se ziada earning ker sektay hain but mare khyal main asa kerna wrong hay kuin k forex trading ka business to pehle he bohat risky hay aur leverage k ziada hone se ye risk aur b increase ho jata hay humain Forex main greed ni kerna chahie.
        • #544 Collapse

          levrage ko set karty hoye kam karna hota hay agr hum high risk main kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay humain demo ko use karna hota hay ta kay is trah ki trade karny main humain loss km say km ho
          • #545 Collapse

            forex trading account ki leverage humay kam say kam rakh kar trading karni chahiey agar hum esmain kam leverage rakh kay trading karen gay to humari trading bohat acchi ho sakti hay
            • #546 Collapse

              dear forex mai ager app ka lot size control na horha ho tu app pany acocunt say leverage ko kam kar dain phir apka broker app ko zaida trade nhi lgany day ga yhi aik main trika hai forex mai risk ko kabu rakhny ka.
              • #547 Collapse

                yah hmary experince par depend hota hai or hmain yah dekh kr karna hota hai agr kam leverage ka mashwa dety hain tu es mn hmain apny exprince par shak hota hai es liye agr ap achy tradoer hain tu ap high leverage use kr len koi masla nh hai
                • #548 Collapse

                  g hai is liay aik trader ko akbhi bi high leverage rekh kay trade ko karnay kay baray me kabhi bi khayal nai karna chaiy kyu kay is say ap greedy ho jiay gay zayadah say zayadah orders laganay ki koshish karay gay
                  • #549 Collapse

                    g bhai ap ny sahi kha hai k forex trdaing main trde gaty wakt kbhi bhi high levarge nahi rakhna chahye ayse apko loss k chance zeyda hoty hain es liye apko leverage jitna kam ho ga otna he acha profit mily ga
                    • #550 Collapse

                      lot of size ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur experience hasil kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur greed ko avoid kar k earning ho saky gi
                      • #551 Collapse

                        Brother ye to ap ki trading strategy par munhasar hy k apko leverage kitna darkar hy. low leverage low riski hota hy jabkey high level leverage main lots to bari hoti hen lekin ye risky bhi itna ziada hota hy yani agar profit hoga to wo bhi heavy lekin agar loss ho ga to wo bhi heavey hoga.
                        • #552 Collapse

                          yes, bhai jan app nay sahi farmaya leverage forex trading main bura hay lakin sirf aur sirf beginners k liye ager app new hain to leverage kam say kam rakhein ic c app bht sekh skhein gay - leverage asal main professionals ya expert k liye hote hay takeh wo ziada say ziada kama sakein - app bhi expert ban jyein gay agar app kam leverage kay sath market main enter hn
                          • #553 Collapse

                            lot of size ko mange kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur emotion ko kao main rakhna ho ga ta k acha earn karein gay aur profit ho
                            • #554 Collapse

                              leverage zada hona market main kaam ko krna is say kafi zada muskil ho jata hai is tara say nahi hai humy agar is main maloom hai kay kis tara say trading ko krna hai to kum waqt main zada leverage account say kama saqty hain bina nuksan kiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                forex ma aap ko cahay kay kam lot set kary q kay is ma hum ko loss kam hota ha our agr invst zada ha to lot is kay hasb sa lagy q k is ma aap ko zada profit ho ga our ya aik best business ha jis ma hum ko knowlged sa kaam karna hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X