kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    ye baat to hai ke trading main jab profit hota hai to mood acha hota hai or jab loss hota hai to mood kharab hota hai ye mere sath bi hota hai mere khayal se esa sab ke sath hi hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      Trading say meray mood pay kaafi asar hota hy .. Jab trading achi ho rahi hoti hy i feel very good fresh and but some time when i loss something its totally change my mood not my patience.. Its very good for my mood.
      • #738 Collapse

        g bahi jan aap ki bat bil kol thik hay forex trading hmra mord 100 prsent chenj karti hay jab hmy profit hota hay to hmra mord our hota hay our jab hmy loos hota hay to hmara mord chenj hota hay jab bnda khos ho ga to aap ko to pta hi hay k wo boht hi achy triky sy kam karta hay
        • #739 Collapse

          g han treading hamra mod he change nahi karti balky humain sara change kar deti hay aur hum is main kam karny ki wajas ay boht profit hasil kar lety hay jis ki waja say hum phaly say bpht ziyada change ho jaty hay is liay agr ap is forum main kam kar k apny ap ko change karna chaty hay to is main sabr say kam kary ta k apki life bhe change ho jay......
          • #740 Collapse

            han aksar esa ho ti hai mere sath jab profit hota hai mood freesh ho ta hai jab kabhi loss ho jata hai mood zara off ho jata hai
             
            • #741 Collapse

              je bilkul krti hai jab trading mein profit a raha ho tu mood happy ho jaat ahai wrna sad ho jaata hai per yad rakhye trading mein emotions ko control mein rakhna chahye aor bus dhyeaan se trading krni chahye..........
              • #742 Collapse

                Dear ager hamen profit hota hy to hamara mood fresh hota hy, or jab hamen lose hota hy to hm dipress or bht pareshan hoty hen, hamen chaie, k ham trades py trades na lgahen or thory profit py guzara karen, emotional trading sy hamne kuch hasil nai hota, ager hm patience sy trading karern gy to hm achi earning kr ksty hen, or achy trader ban skty hen.
                • #743 Collapse

                  han g bilkul forex ka humari life or humary mood pe kafi zyada effect hota hy q ke is me agar hume loss hota hy to hum is me depressed ho jaty hen or agar profit hota hy to humara mood acha rehta hy
                  • #744 Collapse

                    gi han trading aap ke mood ko change kr deti ha aur aap ko is business main ager prfoit hota ha to aap bht khush hote hain is hi tra ager aap ko loss hota ha to aap tense han gay
                       
                    • #745 Collapse

                      mery bhi bat asy ha k forex par treding karty wakat jo shakas apna mod shi rakhta ha to us ko loss bht kam hony k chance han jis shakas ka mod kharab ho to usy treding nhi karni chaye kiun k treding fresh mind ka kam ha
                      • #746 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: 8us naveed پيغام ديکھيے
                        forex men hamara mood change hota hi rehta hai is ley forex men jab hamain achi earning hoti hai to ham happy hoty hain or jab hamain trading men loss ho jata hai to ham sad ho jaty hain.
                        ji han me jab bhi trading karta hon some times mera mood acha ho jata hai jab me profit me hota hon lekin jab dmeo per margin call aa jati hai ya loss hone lagta hai to mera mood off ho jata hai
                        • #747 Collapse

                          why not ,in the trading every day we face with the strong resistence if we have the ability then we will earn ,everday we face the challenge if we will get the skills then we will earn ,it is really the business which change our mind and mood
                           
                          • #748 Collapse

                            g hai is bu9insess mie kuch bi oata nai chalta hai kay kub apka mood theak ho ga aur kjub hi apka mood khatrab ho jiay ga kyu kay agar apjko is bat ko jari rekhnahai tu phir apko ye buijsness aik bohta hi easy lena ho ga
                            • #749 Collapse

                              forex hamara mood bhi change karti hai qk jab bhi hamen trading mai bar bar profit hota hai to ham bht khush rahte hain or jab hamen loss hota hai to hamara mood bhi kharab hi rahta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                trading se hmara mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X