kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1306 Collapse

    is main humain agr success hasil karty hain to humain market ki movment ko samjhna ho ga magr humain trdae main learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain is main loss km ho saky
     
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1307 Collapse

      g bhai forex trading hamara mood bhi change kardeto hai aur agar apko loss hojaata hai to phir apka poora di bura guzarta hai is liye apko chhaiye ke ap is mien emotion less hokar trading karen.
       
      • #1308 Collapse

        Bhai g bilkul trading maira upset mood change kerti hy kun ke jub forex per mja profit hota hy tu usko jub wothdraw kert a hun tub jaker maira mood fresh ho jata hy
        • #1309 Collapse

          jee han forex trading main agar hum profit earn hota hay tab hum esmain khush hon gay so humay chahiey keh trading main lalach na karen tabi hum esmain earning karty rahy gay
          • #1310 Collapse

            g han forex trading hamara mood change karti hai aur is mein apko ye hi cheez control karni hoti hai agar ap apne mood ko control kar sakte hain emotions ko manage kar sakte hain to ap phir bohat kamiyab hoskate hian.
             
            • #1311 Collapse

              forex trading mood change kar sakti hai aap ka lekin bas aap ko karna yahi hota hai ke aap trends ko dekh kar un per kaam karen jo insan trends ke hisab se working karta hai usay he bas market se profits kamane ka moqa mil sakta hai .
              • #1312 Collapse

                yes aisa hi hai jab trading main profit ho raha hota hai to mood acha hota hai jab koi trade loss main attak jaati hai to phir mood kharab ho jaata hai lekin aisa hona nahee chaye ham ko apni feeling pe control hona chaye
                • #1313 Collapse

                  same positions say guzerty hain tamam traders. aik nature ki bat hai jis insan ku profit hota hai wu khush hota hai or loss ki surat man tention create hu jati hai. forex man bhi same hai profit ki trade say dil khush hu jata hai.
                  • #1314 Collapse

                    Yes market jab traders ko profit day rahi hoti hai tu traders ka mood bhi acha ho jata hai.Jis say traders kay confidence me bhi izafa hota hai.Traders ko jab market me lose hota hai tu on ko mood bhi kharab ho jata hai.
                    • #1315 Collapse

                      hmm depend karta hy agar tu profit ho tu mood acha ho jata hy lekin meanwhile agar loss ho ajye tu mood phr khraab ho jata hy es lye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko acha earn karne k liye zyda earning k lye fiad aho aur ap acha kam kar sasko soo ap mehnat karo aur apnii life ko set karo...
                      • #1316 Collapse

                        yes dear i am new to this business and I am using demo account.demo account is the best thing for learning.i am also learning form it.you can also use it because without learning you can not become a good trader.i am also learning because demo account is the main thing for getting skills
                        • #1317 Collapse

                          Trading hamarey halat ko change kr sakti hy aur hamari life ko bhi change kr sakti hy. Trading key doran agar aap ko profit ho jaye to aap ka off mode bhi change ho jata hy aur aap happy ho jatey hain lekan agar trading key doran loss hona shuroo ho jaye to aap ka happy mode bhi off ho jata hy.
                          • #1318 Collapse

                            jee bilkul janab trading ki waja se mere mood swings hotay rehtay hain.. obviously jab hamen trading main profit hota hae tou hum khush hojaty hain or loss k bad hum sad hojatay hain yaa gussa karnay lag jatay hain.. or yeh sb kuch buhat common h buhat se traders m
                             
                            • #1319 Collapse

                              g bilkul trading ka effect merey mood par parhta hy kyun ky ye ek psychological fact hy ky agr humarey sath axha ho raha hota hy tou defintely humein axha lagta hy aur agr bura ho raha ho kuch tou humara mood bht ajjeeb sa chirchira sa ho jata hy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1320 Collapse

                                Jesa k forex business ha to business men hote hue kabhi bande ka mood kesa hota kbahi kesa to normally hamen saber k sath kam karna chaheay, lalach or jald bazi ni karni chaheat, khte hen k trade na karna bhi ek trade hi ha being a trader .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X