News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    In six months you are only 3 percent will understand that and how it works here. You do not learn to trade for six months, even a year, I guarantee)). Do not think that I scoff or sneer, I just want you to understand the whole essence of the forex market, and that not everything is as simple as writing and talking about it.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      han dear newssbhi bahut achi cheez hai ye aik risky kamm hai is liye is ko bahut aci trah sy learn kr k kia jata hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buines shai is ko koi bhi kr ksta hai
       
      • #1083 Collapse

        haan sahi baat hai ky news ko kabhi bhi nazar andaaz nahi karna chahiye agar aap news ko nazar andaaz kar ky trading karty hain to aap ki equity gir sakti hai aur equity ko girna nahi chahiye agar aap profit chahty hain to.
         
        • #1084 Collapse

          ji bilkul dear mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai kabi bi news ko nazar andaaz na kare kun ke kabi kabhi news aise ajati hai jis ki waja se kafi movement hoti hai to first hame news ko daikhna chahiye then trade karni chahiye
          • #1085 Collapse

            Yes news ko kabhi bhe nazar andaz na karen kyoun k news se humen trend ka sahe pata lagta hai forex trading me bhe news ki bhot ziada importance hoti hai me to hamsha news ko follow karta hun or us pe he depend karta hun
            • #1086 Collapse

              ji han news bohat zaruri part hain forex ka is lye in ko hamesha nazar me rakhna chahiye or news ko kabhi bhi aap ko nazar andaz nahi karna chahiye kiun ke yahi news he hoti hain jin ki madad se hame forex me trading ke trend badalne ka pata chalta hai .
              • #1087 Collapse

                hanji bhi jan forex trdaing ma hum ko is par ap na belkul thek kaha hy News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain par hum ko nazr rkhny hoty hy forex trading ma hum ko is par mahnat sa kam krna cheahy
                https://t.me/pump_upp
                • #1088 Collapse

                  jnab hum jab trading karty hain to humain is main news say help lay kar trading main kam akrna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho news ki boht ahmiat hay trading main b so do not avoid it
                  • #1089 Collapse

                    asalam o alikum pyare dosto kia hal hai apka forex ak bhot hi fyda mand busniss hai iske iske lia apko is ka professionaly seekhna zarori hai iske best tips ye hain ke ap free vedios dekhen or on ko demo pe prectice karen os ke bad jab sekh jayen to real pe use karen g bhai apne bohot achi bat ki hainews trading bohot khatrnak hotiu hai
                    • #1090 Collapse

                      Probably not true will not listen to this advice as not to be open to start the transaction without first having studied the market and assess the situation in the market. probably also does not hurt that advice. how to do, do not open the deal with oversized volumes.
                      • #1091 Collapse

                        Forex trading bohat acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy lakin apko chahye ke ap market observe karo kun ke us per jobnewz ati hy unko nazar andaz nai hona chahye
                        • #1092 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے
                          g han aap theak keh rahy ho hum ko news ko kabhi bhi forex trading main nazar andaz nahi krna chahye kiyun k iss se hum thori dair main he buhat acha profit hasil kr lety hain agr aap complete trader ho tu aap news k doraan thori dair main he khoob acha profit kama skaty ho
                          Cary Ruiz i agree with you
                          • #1093 Collapse

                            Je ap ko roz news sunni cheyey us ma koi cheez eae hoti ha jo ap ko bht help dte ha is liy kisi be news ko ignore na krien kahe ap ko eaa krny sy kuch losss na ho is tara forex ma be jo newa ate ho ap ko usy ignore ni krna chaeyey us ko parna cheyey ky us ma koi ese bt to ni ha jo mry sy realtive h...
                            • #1094 Collapse

                              G han brother mein ap ki baat se itefaq karta hun kay news ka market par bohot ziyada impact hota ha and kisi bhi country mein koi special event honay ki surat market mein volatility aa jati ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me news ko kabhi bhi nazar andaz nahi krna chahe hmen is business me news k sath sath hmeshah update rehna chahe tb hi hm is business me asani se news k sath sath update reh kar k kam kar skaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X