News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    g hun jnab ap ki bat bilkyl sahi hy hum.ko for3x teding biznees ki news ko kabhi bhi nazer andaz nahin karna cahye kun "ah is biznees ki jab bhi news ati hy tab hum.ko achi pridit hoti hy "
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      news per nazar rakhna yaqinan important hai, or jaise k aap ne kaha k sirf market news nahi balkey social ya world news ko janna bhi zaroori hy kiok yeh business ya trade ko mutasir ker sakte hai, so traders ko in k mutabiq apni planning ko move kerna chahiye aur news ko dekh kar trading karni cahaiye
      • #1098 Collapse

        news ka bhot he important role mai forex trading ke market ho ya phir woh stock exchange ke market ho.forex trading mai fundamental analysis ko seekhna technical analysis se mushkil hai.isleye hamesha koish kerahe ke ap jo hai woh hamesha market mai news ke time per trade na kare tu behtar hai.
        • #1099 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me news ko kabhi bhi nazarandaz nahi krna chahe kyun k agr hm is business me news ko nazar andaz karty han tu hm us me loss b kar skaty hain is iliye hmen chahe k hm news k sath sath hi hmeshah is business me trading krni chahe
          • #1100 Collapse

            g han mera apna experience ha k news ka lazmi impact hota ha baz dafa ulta bhi ho jata ha pr bat ye ha k han impact zaroor hota ha forex ki market pr iss news ka tu iss ka analaysis bhi buht zaroori ha
             
            • #1101 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me news ko kabhi bhi nazar andaz nahi krna chahe hmen is business me news k sath sath hmeshah update rehna chahe tb hi hm is business me asani se acha earn kr k apna career b bana sakty haain
              • #1102 Collapse

                han dear ap ko news sy kafi earning ho sakt hai ye aik real buines shai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik acha buines shai si ko kisi timbhi kiajksta hai ye aik real buiness hai is ko kisi tiembhi kijaksta hai
                   
                • #1103 Collapse

                  hamesha news ko follow karna chahiye or un per bohat dehan se trading ki jani chahiye kiun ke news ke impacts se market me kafi badlao aa sakte hain or aksar news ki moves bari hone ki waja se bhari loss hone ka bhi dar hota hai is lye news ko bohat wisely use karna chahiye trading me .
                  • #1104 Collapse

                    ye to bhai jan ap ne theek bat ki hai k news ki taraf hamari tawajo honi chahiye kun k anews hamen market ka planning bta dety hain jesy kisi mulak ki news chalti he us se hamin bahut faida ho jata hai k ham kis simat par kam kr sakty hain.
                     
                    • #1105 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                      Dosto Aap logoun Ko Pataa hai k Forex Trading main Economical news Buhaat Ehmiyaat Ki hamil hain.. jaisaa K Aj kal Aap log Dekh Rahain hain K ukraine or Russia k Darmayan Maslaa chal Raha hai...G8 or NATO Ukraine K Sath hain or rusia k Sath China hai... So is qism ki news par khas toor par Buhaat zyada nazaar Rakhni Chahaiyee kion k jab bhi kisi mulk Main gar bar hoti hai tou us mulk Main Say investment nikalti hai,buisness kam honay lagtay hain,berozgari barhti hai,or yehi Waja hoti hai K currency Value Down ho jati hai.
                      yes my dear brother forex mein trading k douran economical news ki bohot ziyada value hoti hai aur aksar hamein in news ka trading k douran fayida bhi hota hai lekin hamein fully news par depend kar k apni trading nahi kanri chaiye is se loss bhi ho sakta hai
                       
                      • #1106 Collapse

                        in my point of trading view ik good trader her ik cheez ko plane bana lainy k bad hi order ko open krta hai kun k hum nay koi b kaam ko krny main jaldi krty hain to is say hum ko kafi nuksan ho saqta hai kun k is main sub say zada important baat ye hoti hai k trade ko krna her ik time main mumkin nahi hota hai market ki move teek say nahi hoti hai
                        • #1107 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                          Dosto Aap logoun Ko Pataa hai k Forex Trading main Economical news Buhaat Ehmiyaat Ki hamil hain.. jaisaa K Aj kal Aap log Dekh Rahain hain K ukraine or Russia k Darmayan Maslaa chal Raha hai...G8 or NATO Ukraine K Sath hain or rusia k Sath China hai... So is qism ki news par khas toor par Buhaat zyada nazaar Rakhni Chahaiyee kion k jab bhi kisi mulk Main gar bar hoti hai tou us mulk Main Say investment nikalti hai,buisness kam honay lagtay hain,berozgari barhti hai,or yehi Waja hoti hai K currency Value Down ho jati hai.
                          mere piyare brother ham har waqt news ko follow karne ki base par trading nahi kar sakty hein kiun k jab bhi market mein koi movements hoti hein to wo news mein bad mein pata chal raha hota hai us ka...isliye hamein news ko follow karne se mostly loss hi hota hai
                           
                          • #1108 Collapse

                            bhai jan ap ki bat baja ho sakti hai magr main abhi ap ko ap ki bat ka jawab nahin de sakta aur main abhi nahin bta sakta k trading karne waly ko news ko nazar andaz karna chahiye ya nahin ya is ka kiya karna chahiye kese istamal karna chahiye main abhi forex main naya hon aur ilam hasil kar raha hon.
                             
                            • #1109 Collapse

                              humain is main practice kar kay kam karna ho ga humain is main news ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky hum news ko avoid nai karna ho ga
                               
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                g han forex trading mien news ke time pe market bohat ziyada tezi se move karti haia ur apko chahiye ke ap us time pe trading nahi karen warna phir apko is mein loss hosakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X