kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    maray khayal hay kay humein jab kaam lows ho raha ho tab hi trade baand ka kay new orders ko place kar lena chahiye na kay margin coll kay intzar karein aur yeh sabak mein nay aapni galti say seekha hay intzar kay chakar mein mein nay aapna sara pasa hi khou diaya tha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      g han bhai g hum apni loss wali trading ko bnd krdyty hae g han bhai g hum ass hi trha krtha q k as mein hum ko los jo hochka hae g bhai g forex men looss q hota hae
      • #798 Collapse

        hamin mery experience ky mutabiq hamin kuh sy bhi kam lina chahiey or shaied hamin loss ki bajay profit hoapny loss ki limit line bhi tajveez kar sakty ho jab aap ka loss us line tak ponchy ga to khud hi aap ki trade stop ho jay gi..
         
        • #799 Collapse

          ap ke sell loss mai hai to ap buy ke trade kol dy ap ko loss nahe hoga ais tarah ap buy ke aur kol dy ap ka loss cover hojaye gaapny loss ki limit line bhi tajveez kar sakty hoaap ka loss us line tak pohnchy ga to khud hi aap ki trade stop ho jay gi.
           
          • #800 Collapse

            No , main ne abhi tak trading start nahi ki . lekin jo men es main trading karte hain un k lye mashwara hai k wo loss hone wale account ko band na kare , bal k demo account main practice kar k apni trading skill ko better banae ta k un ko real account main loss na ho .
            • #801 Collapse

              baz okat ye b ho jata hai k ager loss ho rha hoo to hum apni trade band kar dety hai mery bhai is main ye hota hai k ager ap ko zyda loss ho rha hai to ap foran apni trade band kar dia karo mery bhai
              • #802 Collapse

                forex se ham bht acha profit ashil kar skaty hai our is se ham ghr bethy hoy hi bht achi earnign kar skaty ha ye ak world wide business hai ham isse bht acha profit hasil kar skaty hai
                • #803 Collapse

                  dear kabi kabi kar deta hon aur kabi nhn karta es liye ap ko chahiyek daikh sun aur smjh k kam karo aur apnii life ko enjoy karo ta k ap ko faida ho aur ap enjoy karo... aur faida hasil karo...
                  • #804 Collapse

                    g nahe ma apni loss wali trade ko close ni karta hon ku k loss wali trades ko close karna ek bewakofi ha ku k ye loss wali trades kuch time ka bad profit ma a jati ha.
                    • #805 Collapse

                      nahi main tu jb be trades lgata hun tu trade lagny kay bad esko nahi cherhta...jab tak take profit ya stop loss hit nahi kar daitra ..q kay main apni startegy phy regular chlta ahn agrc trade against be ho tu sl ka wait krta hn aksar price stop loss kay qareb ajati hai aur wahan say phr waps profit jki traf chli jati hai......
                      • #806 Collapse

                        g han iss baat main koi shak nahi ha ke aap apni loss waali trades ko band kr saktey hen aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur iss ke saath saath aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke aap ko iss kaam main loss ho sakta ha iss liye aap ko stop loss ko use krney ki zaroorat ha
                        • #807 Collapse

                          aik bar close nhi ki, to profit hoa, but aik baar close nhi ki, to 250 dollars ka loss ho ga. islye yeh baat 50, 50 cahnce he k kya sahi he, close krna ya nhi krna
                          • #808 Collapse

                            nahi aesa nahi karna chahiye ager app ko ho k market dubara us place par nahi jai gi toh app us ko band kar dein wese i think band nahi karni chahiye market dubara a hi jati hai us muqam par ....
                            • #809 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna chaiye?
                              mere dost me ne to abi tak koi trade ni ki ha is ki wja se me ap ko is k barre me kuch ni bta skta hon ager apna khiyal btao to hame close ker deni chahie q k ager wo pahle hi ap ko mazeed loss de rhi ha to ap kia us se or loss lena chahtain hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Dear friend ji haan agar aap ki trade ziyada loss mein jarahi hai aur woh aap kay trend say opposite jarahi hai tou aap ko woh trade close kerdeni chahiye kiyunke woh aap ka balance zaya kar sakti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X