kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    nhi sir main aisa hargiz b nhi krta balkay main wait krta hoon or us loss k pooray honay tak main us trade ko nhi close krta q k mujhe umeed hoti he k market down ya up hogi or is kaam mein main apnay seniors se mashra krta hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      i am new qammar and i did not face this situation when trade is going to loss but in the comment the old trader are giving comments that one should close the trade when they are suffering loss it is good that so that they can earn more and more
      • #48 Collapse

        g bhai jab mujhe mehsos hota hain k yeh trade maina galat lagai hai to wo trade main close kar daita hun ya phir main trade ko hold kar daita hu.account ending par ho to main apna account ko hedging par laga daita hun...
        • #49 Collapse

          nai asa nai karna chaheya because jab koi loss hota hai wo sirf loss nai hota balka ap ko learn karna ka bohat say chances melty hai is liya zrori hai ka pahly ap is business ki tips ko jano or phar is mai koi trading karo because what out learning ap ko sirf loss he loss hoga or agar loss ho be jae tu apni trading ko kabi band mat karo bulka hemat say kam lo.
          • #50 Collapse

            Agar mujhy yeh feel ho raha hon keh mera account mazeed loss bear ker sakta hai aur account bhi bach sakta hon tu mein trades ko close ni kerta belkeh wait kerta hon keh market meri favor mein move kary
            • #51 Collapse

              asalam o alaikum bhai jan aesa ni ke kisi trade main loss ni hota har trade main loss kabhi hojata he hamen agar loss hota he to q hua sochna chahye aur wo cheez ni karni chahye hamen apne trade main to behtar rahega band ni karna chahye
              Luck After Hard Work
              • #52 Collapse

                bhai trading main apko profit ka bi target rakhna cahiya or loss ka bi jab apko profit ho jay to ap apni trade ko close ker do is business main zayada greed na karo.or same is tarha hi jab apka loss ka target pora ho jay to apni trade ko loss main hi bend ker do zayada loss say bachay kay liya ya 1 buhat hi asan tarika hay..
                • #53 Collapse

                  Ha aysa hi hay ap us waqt asa karay agar apko samjh aata hai k ap ziyada loss mein hain to ap us waqt usko close kar dien yhi ap k liy behtar hay
                  • #54 Collapse

                    mare kahyal se agr ap k balance strong hy to ap loss wali trade ko chalna diya karn jab ak week ya quch din k bar ap ki loss wali trade waps aey gi or ho sakta hy wo loss wali trade ap ko profit b da kar jay ap sbr se kam lete howe loss wali trade ko chale diay karn agr ap ka balance strong nhi hy to jaldi band kar dane he theek hy
                    • #55 Collapse

                      app apni loss wali trade ko close ker sektay han agr app ki koi trade loss me jaa rahi ha ore app ye semjtay han k trend bi app ka oppositte ha to app ziaada wait na hi kerain app trade close kier dain ta k mazeed closs na ho ore ye loss app kisi ore trade se reciover ker sektay han
                      • #56 Collapse

                        nahi band nahi kerna chaye q k is ko tou busdili kahin gay k app ko loss huwa tou app bhag gaye himmat tou is main hai k loss sy profit main lay k jain haan agar app k pass investment nahi bachi tou woh ek alag bat hai magar investment hai tou app ko esa nahi kerna chaye
                        • #57 Collapse

                          Kabhi bhi apni trade ko loss mein dekh kar close nahi karni chahiye,order lagate hue apko chahiye ke ap take profit aur stop los set karden aur phir just order ko chalne den,aisa na karen ke just thore se loss mein apni trade ko dekh kar close karden.
                          • #58 Collapse

                            i think jab hamen ziada loss nazra ara hoo aur hamen apne capital khone kabhi dar hoo ke market ab neche nai ayegi to hamen apni trade ko close kardena chaye kiun ke istarah hum apni equity ko bacha sakte hain aur next trade main is loss ko cover karne ki khosish karsakte hain kiun ke mistakes se hi trader ko experince barhta hai aur phr next trade main woh aik planing ke tehat trading karta hai.
                            • #59 Collapse

                              ya aksar long trade ma he hota ha is liay ap ko chaeay kay stop loss ko use karin or agar is ma loss hogato ap ko kum loss hoga or ap dosri jaga trade karin zaroori nahi ak h=jaga loss hua to dosri jaga bhi ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Yaar agar hume apni trade me ziyada loss ho raha hon to hume apni trade ko open rakhna chayye aur hume profit ka wait karna chayye sabar ke sath jab tak kuch profit nahi aye hume trade ko jaari rakhna chayye....
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X