hamein loss kiyun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: newtraders پيغام ديکھيے
    mera aap sab se question hai k hamein loss kiyun hota hai loss to sab ko hota hai uski wajah b hoti hai or wajah kiya hai ap sab apni apni loss ki wajah btaye ta k hum b wo galti na karein
    forex mein hamein loss hamesha apni hi ghaltiun ki base par hota hai aur ager main aap ko apni trading mein loss ki wajah bataon to wo greed hai mein ne apni trading mein thory profit earning k bad greed kar diya jis ki wajah se mujhe itna ziyada loss hua k acount hi wash ho gaya hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      loss hony ki sab sy main waja market analyse kiye baghair trading karna, jab tak market k bary mein thk tarhan say jan naa lain humain trading nahi karni chahye.
      • #48 Collapse

        Agr analyse kiya jaye to 90% traders ko trading mai honay ka reason greed hoti hai jinki wja say unhay trading mai loss hota hai.sirf 10% traders hi earn kr patay hai.Isi liye kbi b greedy or bina knowledge k trading nhi krni chahiye blkay koi b trade place krnay say phlay market chart ko analyse krna chahiye or trend ko follow krtay huway hi trading krni chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #49 Collapse

          ham ko loss is lye hota ha k market daily base par kafi dafa move karti ha is kiye movemnt kabi up hoti ha or kabi low hoti ha ye ap par depand karta ha k is may ap nay kab buy lagni ha orkab selllaga kar earn karna ha
             
          • #50 Collapse

            kyu k is may jab ham entry lagt yhna tu ham gready ho jaty han agr ham gready nahi ho gay tu phr hamen forex say kafi type k profit milye ga jiss mayham patien na ho tu phr is say hame kafi earn kar skyen gay
             
            • #51 Collapse

              Dear is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss k waqt hmeshah soch smjh k kam kana chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm acha earn kr skaty hain is iliye hmen chahe k hm soch smjh k kam kareen
              • #52 Collapse

                forex trading aik online business hai iss kaam ko agar ham pahly lear nahi karain gy or iss kaam ko seekh kar nahi karain gy to yaqinan hamain loss hi ho ga iss kaam main profit kyliye hardwarking ki zarorat hai
                 
                • #53 Collapse

                  humery loss hony ki different reasons hain aik tu humery pass investment kum hti hy second hum greed k sath trading kerty hain our humeri koi ache strategy humery pass nahe hoti hy so loss hota hy
                  • #54 Collapse

                    forex trading mien apko loss big tb hi hota hia ke jb ap is mien apne losses ko manage nahi karte is mien apko chahiye ke ap apne losses ko manage karen to ap is mien phir zaroor kamiyab honge.
                    • #55 Collapse

                      Dear is business me loss is hmen tb hi hota ha jb hm is business me lalach se kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nah kareen kabhi
                       
                      • #56 Collapse

                        ham ko loss hamari galati ki waja se or hamari carelessness ki waja se he hote hain ham mehnat sahi se karen or greed kam se kam ya bilkul na karen to he losses se bach sakte hain bas forex sirf mehnat or analysis ke sath he kamyab ho sakta hai .
                         
                        • #57 Collapse

                          dear mai ny srif osi time loss kiya jab mai ny koi bari trade dali es leyeh hmy chahiyeh k choti choti trade daly lot size chota rakhy gy utna hi faida hai or ap ko trade profit mai any k zaida chance hu gy es leyeh hmy chahiyeh jitna capital hu osi k lihaz sy trade karain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #58 Collapse

                            loss ham ko mistakes karne se he hote hain agar mistakes kare bina sahi se kaam karne lag jaen ge ham to phir ham ko loss nahi hon ge agar mehnat ke sath aap trading karen or lalach se bach kar chalen to forex se better koi business nahi hai .
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X