hamein loss kiyun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamein loss kiyun hota hai
    mera aap sab se question hai k hamein loss kiyun hota hai loss to sab ko hota hai uski wajah b hoti hai or wajah kiya hai ap sab apni apni loss ki wajah btaye ta k hum b wo galti na karein
    adnan ahmad riaz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere dost forex trading mein loss hone ki kai wajuhat hein lekin most common reason ye hae k hum is ko usi tarah hi simple lete hein jaisi simple forex trading dekhne mein lagti hae.
    • #3 Collapse

      Bahai sahab hame ziada ter loss iss liye hota hy k ham lalach krte hain or bhter treke sy trading nh krte hain insta forex main
       
      • #4 Collapse

        Dear hamein loss use waqt hota hai gab haam is forex trading ko start karna sai pehla practice bilkul bhe nai karta is sai haam zayada loss main aata hain.
        • #5 Collapse

          Bahai sahab hame ziada ter loss iss liye hota hy k ham lalach krte hain or bhter treke sy trading nh krte hain insta forex main hame experienc hasil krna chaye
           
          • #6 Collapse

            forex ki trading business mein hamein loss is waja sey hota hai kay hum is ko properly samjhtay ni hain aur phir trading karnay lag jaty hain so guys becarefull for trading on live account.
            • #7 Collapse

              loss or profit har business ma hota ha loss sa ghabranay ki zarorat anhi ha loos is lia hota ha q k aksar traders bina practice kiya real trading ki trf a jatay hain or loss kar baith thay ain to proper seekhna or experience gain karna bht important hai.
              • #8 Collapse

                dear friend humay forex main loss bohat si wajohat say hota hai kiounk agar hum trading kartay huy greedy ho jaldi karay ya over confident ho in sari batonsay loss hota hai
                • #9 Collapse

                  listen brother according to my knowledge loss trader ki apni mistakes ki wajah se hota he, agar ap mistake karo ge to zahir se bat he ap ko loss hoga, mistakes men traders ki greedy hoti he, overconfidence se trade karna, high volume ko use karna low capital men, without market ke analysis ke trade karna, is trha ki mistakes se trader ko loss hota he.
                  • #10 Collapse

                    agr ham senior na hon to tb aisa hota hai ye aik rsiky buiness hai is mein kai loss ho sakta hai is liye is buiness ko learn kr k start krein aur success ho jain ye aik acha buiness hai is ko kafi loog kr rahya hain
                     
                    • #11 Collapse

                      mujhy to loss greed ki or lack of knowledge and skills ki waja sy hua hai. q k mai abhi Forex mein new join kea hai Forex trading business so maera knowledge and skills abhi lo w level ji haien or mai es lye loss hua hai.
                      • #12 Collapse

                        forex ma loss ki sab se waja ye ha kahumara pas forex ki education nahi aur na he hum forex kitrainibg yeh humara loss ki sab se bari waja ha jis se hum loss ho jata ha profit karna ka liya hum as ki eduxation hasik karni chahiya
                        • #13 Collapse

                          forex buht risky karobar hai aor log is mai big investment sy kam nahi karte to risk barh jata hai loss k chance zeadaa ho jaty hain aor ak waja loss ki bina samj k trade karna hai wese to forex mai loss hone ki buht c wajohat hain important hain k greed aor faster.......
                          • #14 Collapse

                            humen loss is waja se hota hai hum trading karty huy mistake karty han or theek se forex ki learning bhe nahe karty is lye humen loss ho jata hai. phely ap forex ki practice karo us k bad apko loss nahe hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bilkul sah ekhaa apn mere bhai forex inetrnational market me hamne loss ais lea hota hy k hum ais ko sahe e learn kr k nhi parhty r phir ais ais me bs tarding krty hen jaty hen ais lea hota hy mere bhai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X