hamein loss kiyun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Loss honey ki buhat si reasons hoti hain aur lack of knowledge un main sey aik hy. Maximum traders lack of knowledge ki waja sey loss kar bethtey hain. Is ky elawa emotions aur greed sey bhi loss ho jata hy aur wrong planning bhi loss ka bayis banti hy. Lack of confidence bhi loss ka bayis banti hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Loss honey ki aik reason yeh bhi hy keh hum apni previous mistakes ko control nahi kartey aur wohi mistakes bar bar krtey rehay hain. Jis ki waja sey wohi mistakes hoti rehti hain. Jab tak hum loss ko accept nahi karain gey, mistakes ko kaisey control krain gey. Hamain apni ghaltiyon sey sabq seekhna hy aur phir in ko control krna hy.
       
      • #18 Collapse

        humhe market mai loss isleye hota hai kuin ke hum log ke pass market mai experience nahi hai jis ke waja se humhe market mai loss hota hai.isleye kindly sub se yehe kehna chata hon ke market mai learning per focused kerahe app earning ap ko khud hote hai.
        • #19 Collapse

          loss hamesha ghalt trading ki waja se or hamari greed ki waja se hota hay agar ham apni ghaltiu ko control me karen gey to ye loss hamy kabi b nhi ho sakta hay.
          • #20 Collapse

            ap forex trading main sub se pehle demo per work karey then ap real ka scoho is forum per kari maloomat hai yahan se ap learning ker sakte hai yahan se ap kafi kuch laern ker sakte hai apnitrading skills ko increase kerey then ap ko losses nahihotey hai actually ap khud hi thora sa seekh ker kam kerne lahg jatey hai forex trading complete skills se ap ko profit deta hai na ke thora sa seekh ker
             
            • #21 Collapse

              loss is lye hota ha k market kabi b kisi b side par work karnay k lye taya rho jati ha or ye ap ko ak aucha loss day jati ha or agar ap entryay same direction mayho entry lagye ho tu tab he safe rah skty han
               
              • #22 Collapse

                Loss honey ki aik reason nahi hy aur hamain different reasons ki waja sey loss hota hy. Sub sey pehlay to hamain apney aap ko judge krna hy keh loss ki waja kia hy. Ya to hum greedy hain ya phir hum without planning key kam kartey hain ya phir hum emotional ho kar trading krtey hain. Yeh big reasons hain aur inhi ki waja sey loss hota hy.
                 
                • #23 Collapse

                  ye to saf si baat hai jo is business ko learn nahi krty hain aur pir andha dhund trading krtein aur profit k chakr mein jald bazi krty hain aur loss ko recoer krne ki try krty hain is liye loss bahut hota hai
                     
                  • #24 Collapse

                    aslam o alikum bahi jaan maien aap ki baat say agree karta hoien forex ka busniss ek online busniss hay is maien loss hum ko apni waja say hota hay lalach ki waja say hum loss karty haien
                    • #25 Collapse

                      loss humein humari apni galtiyoo ki waja se hota hy agr hum wo galtiyaan pechan ley aur un ko avoid krey gy tou humein phr loss bhi nhi ho ga lehaza humein chayein k hum apni galtiyoo ko pechany aur un ko avoid krey phr/ !
                       
                      • #26 Collapse

                        gee bhai forx trading mein loss es waja se hota he keh trader thek tareeqon pr kam nhe krta he aur apne trading mein risk leta he aur trader ko chahe keh woh apne trading mein experience se kam kre aur ache learning kre phr us ko loss nhe hota he
                        • #27 Collapse

                          jaba ap market ki direction ko samjh kar entry nahi lagyen gay tu ap ko loss ko face karna par skta ha or market ko samjha kar phr he kuch kar skty han other wir=se ap ko loss ka samana karna par skta ha
                             
                          • #28 Collapse

                            janab mjhe jo loss ki waja lagti ahe wo yeh k jab hamaray pass iss business main kaam karnay k liye proper knowledge and experience nahin hota hae tou hum jab bhi trading kartay hain hamen loss he hotaa hae... iss liye knowledge honi chahyie pehle har kaam ki hamen
                             
                            • #29 Collapse

                              Is business me loss hmen tb hi hota ha jb hm is business me lalach se kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam kareen gyn tu hmen is business me loss hoga hmeshah
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ham ko loss hone ki waja ye hai k ham forex ko samajh kar nahee karte balk tukke maarte hain aor wo kabhi theek lagete hain aor kabhi loss ho jaata hai balk ziada tar loss hi hota hai is liye forex ko pehle samjhain phir trade kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X