avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    short cut kisy bhi kaam main thaik nahin hotay.so forex main bhi shortcut say bachnay ki koshish karin.forex k related knowledge hasil karin and is ki support ans resistance ko daikha karin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      Dear friende assalamu aylakumdear short chut se to insa he mar jayta ha aur ya bhot he ulta tareka ha js se insa n apne barbadi kar behta ha aur is se haem loss he hota ha
      • #843 Collapse

        Forex trading forum ko zayada tar log raton raat ameer bannay kay liye join kertay hain, magar ye nahi jantagy kay kamyabi kay liye mehnat zarori hai, or short cut ksi bhi mamle ma nuqsan deh hai, or business ma zyada tar, is forex ma shortcut ko zyada se zyada avoid kren
        • #844 Collapse

          Assalam o alaikum g. G bhai forex trading me short cut trading se avoid krna chahye kyu kee es shortcut trading me hmy lose hoo jaataa hy hmy chahye ke hm longterm trading kry long term trading se hmy lose nae hoo gaa blky ziada se ziada profit ke chances hoo gy
           
          • #845 Collapse

            ap ka kahna sahi hay kah forex trading me shortcuts say door rahna chahiay agar hum shortcuts kay chakar ma aa gaiay tu hum ko forex say loss he loss ho gay.isliay forex me hamesh sabar aur soch samaj kar trading karni chahiay.
            • #846 Collapse

              shortcut say avoid krna chayie aur forex ko hum is liye like kartay hay kiyon kay hum forex ki madad say earning kr letay hay aur achi income made kar letay hay yeh aik real business hay aur hum is platform say trading kar kay profit made kar letay hay sirf ap kay pass knowledge hona chayie kiyon kay knowledge na ho tu phir loss hoga .
              • #847 Collapse

                avoid karna chiaye loss sy aur successful trader kabhi loss nahi karta hay woh lalach nahi karta hay us kay pass knowledge hota hay agr aap bhi forex mein aik achay trader banna chatay hay tu forex ko learn karay aur ziada say ziyada demo account par practice kar rahay .
                • #848 Collapse

                  Assalam o alaikum g. G bhai g Forex is a long term business for success. so there is no easy or shortcut way for earning or become success. So never try any shortcut way. Just keep practice with patience for success
                     
                  • #849 Collapse

                    Assalam o alaikum g . G bhai g when you are too found of using short cut then you may be cut short sometimes. the forex short cut are when you want to make things happen within a very short time. short cut too involved the use of too many indicators
                     
                    • #850 Collapse

                      shortcut say avoid karna hoga an dsuccess honay ky liye ap ko knowledge ki need hogi kiyon kay agr ap kay pass knowledge nahi hoga tu ap forex say money made nhi kr pao gay isi liye tu mein forex ko sekhta hon takay mera experience acha ho aur mein mustakbil mein bhi earning kar sakon .
                      • #851 Collapse

                        Sirf forex trading main hi nahi apni zidagi main bhi aap dekh len keh shortcuts main kabhi insaan ka bhala nahi hua hai aur loss ka samna hota hai. Isi tarha forex main bhi success ke liay shortcuts ke bajaey mehnat aur lagan se learning karen.
                        • #852 Collapse

                          shortcut sey ap ko is main loss ho jata hai aur kabhi kabhar to ap ka account wash honey ka khatra ho jata hai.
                          • #853 Collapse

                            yar dekho forex trading ik bussiness hai or iss bussiness mai insan ko loss bhi hota hai or profit bhi hota iss ko insan apny zehan mai rakhy forex mai loss ki tension leny waly kabhi kamyab nai ho paty forex mai profit kamany waly kamyab nai hoty kamyab hoty hain jo loss ko manage karna janty hain.
                            • #854 Collapse

                              dear boht sa log forex main short cut use kartay hain lakin yeah short cut boht thoray time k liya hotay hain kyun hum some time thoray profit k chakar main bara loss kar latay hain ais liya long term planed trade karne chaya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                ji haan bhot he achi baat ki hai aap nay hamay hamesha kisi bi kaam main shotcut nahi marna chahye kyun ka iss main hum thora kaam karty hai or humay nuksaan hota hai humay chahye ka hum apna kaam ko pura tarika say karen or mehnat say karen taa k hum faida hasil kar saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X