avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hmen short cuts se bachna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi earning tb hi kar paty hain jb hm is business me hardworking se kam karty hain or shortcut nahi istmal karty hain ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      forex eak esa bussness he jis me ap step by step age chalte hen our profit kamte hen .magar jesa k zindagi k our mamlat me koch log short cut use karne ki koshiush karte hen esa hi forex me b koch log short cut dhondte hen but yad rakhen forex me short cut apko bohat bara loss de sakta he.
       
      • #813 Collapse

        foerex already ak easy way of earning he or isme earning karna bhe boht hi easy he is lie hamko mazeed koi lalich nahi karna chhaiye jabke isme mahnat karna bhe koi mushkil nahi hota bas ham ne samjna hi hota he is lie hamko shortcuts se avoid karna chiaye wahi hamko kmyaab bana sakta he
        • #814 Collapse

          ha aapko kabhi koi shrtkut tarika nahiapanana hai agar aap koi shortkut tarikes eforex me trade karte hai to aapko loss hi milta hai is liye aapko kabhi ko galat tarikese forex me trade karna nahi jai aapko bahut hi hard work karna ohga to hi apko succes milta hai agar shortkut karte hai to aapko loss hi hota hai
          • #815 Collapse

            well said , hamen forex mein trading karte hoye shortcuts ko avoid karnaw he , shortcuts se kuch hasil nahin , balke wo tu hamari mistakes mein aajte hen :)
            • #816 Collapse

              forex me apko shortcuts se bachna hy kyun k agger app shorcuts k pechay jayengy tu apko real success naseeb nhi hogi aur app sirf temporary success hasil kerngy so apko profssionally kaam kerna hy.,.
              • #817 Collapse

                Apki baat theak hay shortcut say agar hum forex trading main profit earn karny kay rasty dhoonday gay to hum es say bohat ziada nuqsan kar lain gay so humay chahiey keh sinceir ho kar trading karen.
                • #818 Collapse

                  Forex trading min log ate hin to short cuts ki koshish karte hin es lei main ap se aik bat kehna chahta hon k humin shortcuts se ziyada kisi bhi munasib aur qabil e bharosa tareeqe ko apna na chahye. Jeise jeise hum es karobar min working karte hin aur qabil e bharosa tareeqe pe kaam karte hin to hum kafi bari earning bhi le sakte hin es business se.
                  • #819 Collapse

                    yes in my personal views the shortcut is never a way towards success so never adopt any shortcuts to get success and always adopt a full fledged path towards success and always work hard to achieve your goal in forex trading
                    • #820 Collapse

                      Forex trading ek business hai jahan agar apney shortcut use karney ki koshish ki matlat apney lot size big rakha greedy hokar trade lagadi to yeh shortcut hai iska natija bohat bura hosakta hai matlab apka account wash ho sakta hai islye ap apni rules banaen k daily k mughey itney dollar earn karna hai etc., aur apni strategy ko follow kar k trade karen.
                      • #821 Collapse

                        To be safe in this market need to avoid shortcuts , and negative image of Forex that a person can become rich in nights
                        • #822 Collapse

                          Assalam-o-alaikum g dear ap sahi keh rahe ho ke forex mai shortcut wali koi bat nahi hy yahan ap experience hi ap ke kaam ata hy warna ap ko kafi loss ho sakta hy and ap ko yahan sey koi faida hasil nahi ho ga.
                          • #823 Collapse

                            forex main wo insan kabhi kamyab nahi hota jo shortcut karta hay kiun kay yahan hamain bohat patience sey kaam lena parta hay main ne aksar logon ko dekha hay jab unko shuru shuru main loss hota hay to wo himat haar jatay hain phir wo shortcut methods apply kartay hain
                            • #824 Collapse

                              More greed is mean more loss in forex trading so away from greed and got experienced to gain more profit from forex trading is good way but greed make us bigger so just we connected with the analysis and review and earn more profit from forex trading but away from greed.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                avoid shortcuts in forex kio ky mein satisfied hon kiyon kay yeh aik worldwide business ha is mein tu earn krny ki bhi koi limit nahi hay isi liye mein kisi aur business ko prefer nahi karta hon sirf apna dhiyan forex par rakhta hay aur mein is say bhot ziyada profit make kar leta hon yeh aik lifetime business hay aur great business hay sab kay liye .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X