avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    g han humen forex k business mein kabi b shortcuts nai karna chahiye balkay humen chahiye k ham poori mehnat k sath kam Karen aur is k sath ham apni skills ko use karte huwe kam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      yes shortcut way sy avoid kary aur forex mein success ki liye menhat ki zarorat hoti hai jo aap ko lami karni parti hai aur is ky liye forex meiun aap ko tips air khuch point ko follow karna hota hai tab aap forex mein aik professional trader ban saktay ho aur forex mein achi earning kar saktay ho aur yehi best hai.
      • #873 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me shortcuts ko avoid karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning tb hi hoti ha jb hm is business me short cuts ko avoid kar k achi trading ki tarf jatry hain
        • #874 Collapse

          forex trading main shortcut ko sahi tarah sey samajhna chahiey k is ki waja sey ap main greed paida ho jata hai.
          • #875 Collapse

            there is no shortcut way to get successful in forex trading. it's very difficult and most complicated business. you can lose much money because of forex. need more time and long process to be able to earn money here. keep learn and practice to improve your trading skill
             
            • #876 Collapse

              bhai jan men ap ki bats amjh gay hoona p ye keh rahy hen ky forex trading business men shortcut sy avoid kren men ap ki bat sy agree krta hn aap theke keh rahy hen forex men success hasil krny ky liy is ky hr step ko follow krna zarori yh shortcut use krny wala los sho uthata hy
              • #877 Collapse

                shortcut sy avoid karna chayie aur forex mein wohi success hota hai jo hardworking karta hai aur wohi is mein fail hota hia jo effort nai karta aur tips ko follow nai karta is liye hardworking aik best way hai aap ka experince increase karnay ky liye aur success ky liye so yehi business first aur last business hai humara.
                 
                • #878 Collapse

                  forex me waqai me shortcuts ko ham ko avoid karna chahiye yahi aik forex ka business he hai jis se ham jitna chahen kama sakte hain or apni life set kar sakte hain agar ham mehnat nahi karen or greedy ho jayen to is melosses he face karne ko milty hain .
                  • #879 Collapse

                    g bahi jaan bilkul sahi kaha hy aap ny forex main short cut maar k earn kerna ka sochna b mery khiyal sy danashmandi ki baat nahi hy aur na hi forex main lalchi bnda survive ker skta hy kbi b
                    • #880 Collapse

                      ji yeh kam sahi hai but yeh kam bht mushkil hai es liey bonus sy help len na k apni jeeb sy paisay lagaen yeh kam sahi hai but etna asan nai hai
                      • #881 Collapse

                        We must avoid shortcuts in forex they are usually harmful so trade with mind or intelligence to win the position in the market of forex.
                        • #882 Collapse

                          dear brother.......bilkul thek hai k forex trading may trader ko short cut nai dondna chahiye aur na hi koi aesa kaam jo k rule k hilaaf ho jis say ap ko baad may pashtana na per jaye.
                          • #883 Collapse

                            dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k hamain forex trading mein shortcuts ko avoid karna chahiye aur mehnat karni chahiye ta k ham knowledge aur experience hasil kar sakien
                            • #884 Collapse

                              Ji Ji me app ki baat se zehmat rakhti hon.....Shortcut life me khabhi khabhi hot kam ata ha lekin har waqt shortcut use karne se wo shortcut bhot long per jata ha aur us bhot loss bhi hojata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum bhai jan is forex trading key business me koi short cuts wagaira nahi chaltey hen aur na he hum ko is me short cuts laganey chahyen is say ap ko bohat zyada loss be ho sakta hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X