avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    There is no fast way in the trading process and we all need to be ready and all will be good with self control and hard work we will be very good and all need the process and it would be very nice and all need the process and all will be good with ready then all will be well.
    :(
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      jo log forex ko shortcut samjhty haiin or is men profit kamany k ley enter hoty hain un ko profit nahi loss hota hai kion k forex men koi shortcut nahi hai is ley is se avoid kerna chahye.
       
      • #603 Collapse

        forex trading me me nay ek cheez dekhi hai k yha pay hum ko shortcut karnay k bhot he shok hoty hain hume kabhi b short cuts ko nahi dekhna chahye bus yha pay kam karna chahye aur earning karni chahye.
        • #604 Collapse

          ji haan sai kaha ap ne ake dum hamain chiay ke hum forex mai shortcuts na marain kabi b, is se hamin loss ho skta hy kiu k shortcuts marany se hm mehat nai krty and kam ko nai seehtay and is tarah hum kabi b successful nai ban sksain gay
          • #605 Collapse

            Shortcut use karnay sy hm ko avoid karna chahiya. hm ko chahiya k hm kaam k sahee tareeka use karain or hm theek tarah kaam karain. hm ko chahiya k hm Forex k rules ko follow kar k kaam karain then hm ko loss nai ho ga.
            • #606 Collapse

              bhai jan yes apne bilku theak kaha hai forex trade business me trade karne k liye apko kabhi bhi shortcut nehi karna chayee apki hard work karke hi trade market ki bareme analysis karke hi trade kare to app loss se bassakte hai aur profit kar sakte hai...
              • #607 Collapse

                janab apki post pe pehle to men yeh kahoon ke yahan scalping se apki kya murad he zara ise wazeh kijiye,doosra yeh ke shortcuts kisi bhi tarah ke hon hamesha kisi bhi business ke liye shortcuts nuqsan da hi sabit hote hen.
                • #608 Collapse

                  G han mere bhai aap ne theek kaha hai mai aap ki baat se agree karta hun forex mein humain shorcuts use nahi karne chahain is se humain loss ho sakta hai scalping k use bhi humain mehnga per sakta hai is liye humain is mein mehnat se kaam karna chahain aur forex ko cheat nahi karna chahain.
                  • #609 Collapse

                    je han hamay forex trade may short cut say door rahna chahye kyon kay agar ap short cut kay chakar may parh gaye to ap ka account bhe band hosakta hay is liye short cut kay baray may mat sochay balkay mahnat say or apnay experience say earning karain
                    • #610 Collapse

                      g han janab g ma ap ki bat sy agree karti ho k forex ma shortcut way chor dena chaheya kiun ye eak pure business hai or es business ma kamyab trader bana k liya shortcut nai chal sakhta hai.
                      • #611 Collapse

                        mare pyare dosto je han hamay forex trade may short cut say door rahna chahye kyon kay agar ap short cut kay chakar may parh gaye to ap ka account bhe band hosakta hay is liye short cut kay baray may mat sochay balkay mahnat say or apnay experience say earning karain...
                        • #612 Collapse

                          I think forex pe trading bohat complicated he yhaa shortcuts ko use krna boht mehanga prta he, short cuts se hm temporary success to gain kr skte henn but long term succes k liye hard work or complete concentration ki zaroort hoti he. Yha hmme bright future or success k liye proper planning ko use krna prta he..
                          • #613 Collapse

                            forex may short cut ko avoid kerna chahay kion kay is say app ko nuqsan ho sakta hay kion kay zeyada ki lalach may or short cut apnanay say kabhi kisi ka faida nahi howa hay mehnat kero is kay leay chahay app ko zeyada waqat lag jay:p
                            • #614 Collapse

                              yes i m agree with u shortcut kay zariya nuqsan k hillwa koch hasal nahi hota or forex ahk sabar wala trade haa iss liya iss ma scalping ya kisi b or tariqya sa jaldi earning karny ka nuqsan ho saktay hain is sa avoid karna chaya nahi toh ap ka account band b ho sahkta haa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                yes brother you say right that k hum ko forex trading ma short cut use nae karne chaye because hum tab hi short cut use karte hai jab hum ko trading ma greed kar te hai aur greed to humre enemy hai firex trading ma jis ki waja se hum ko loss ho jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X