forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    Jo professional ya successful traders hotey hain woh loss ki importance ko samjhtey hain aur is sey nahi ghabratey. Woh loss ko bhi learning process ka aik hissa samjhtey hain aur mistakes ko control krney ki koshish krtey hain. Agar aap loss sey ghabra jayen gey to aap key loss main aur ziada izafa ho jaye ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      dear is buiness mein loss ho jata hai lkein ap ko loss sy bach k kaam krna hai warna ap ka account wash bhi ho sakt ahai ye aik good kaamhai is ko kahin bhi kia ja kst ahai ye aik real kaam hai
       
      • #1173 Collapse

        loss ki main reason to ye hi hai k is ko seekh kar nahee kia jaata aor bagar learning k hi ham forex main trading start kar dete hain aor is tarah sirf losses hi face karte hain is liye without learning forex ko start naa kia jaae to behter hai
        • #1174 Collapse

          Forex trading mamhum apni mistakes sy aor seniors ky share keay gu experiences sy sekhty hen forum humen aik knowldgeful invoirnment provide krta hai jahan hum apny seniors ki baton sy knowldge hasil krty hen guideline lety hen aor trading ma agy brhty chaly jaty hen jub humari basics strong ho jain to humen bhi profit hony lgy ga.
          • #1175 Collapse

            mera ye mana hai k jab tak ap loss ni krn gy apko apni ghalti ka pata ni chaly ga aur jab apko ap apni ghlti ka pta ni chly ga to ap ek successfull trader ni ban skty
            • #1176 Collapse

              loss hota hay to humain maloom hota hay kay humain kahan mistake ki hya humain practice karni hoti hay ta kay humain market main achi earning haisl ho jaue or loss m ho sakay
              • #1177 Collapse

                Is main loss bi hamain hamari hi waja say hota jai aur is main hamain trade karny k liye hamain is main is k rules ko follow kar k kam karna ho ga ta k loss kan hi ho aur him earn karein
                • #1178 Collapse

                  loss ki koi importance nhe hoti q k loss nhe profit important hota ha har trader k liay but agar ham lesson hasil karen loss se to hm ko aik best lesson milta ha ham apni mistakes ko darust kar sakty han jo loss ki reason bani han.
                  • #1179 Collapse

                    Forex tredung buznees min hum logun ko loos ki koi bhi importents nahin hy is lie nahin hy kun kah hum logh forex min mony hasil karna buhat hi zyda importet samjhte hyn jnab mere bahi
                    • #1180 Collapse

                      loss ki waja se he accounts profits nahi kama pate or earnings karna alag baat insan apne loss me he phans kar reh jata hai agar loss ho jate hain to un ke lye recovering me market ki achi condition ka wait karna or phir ziada soch samajh kar kaam karna he loss ko cover karwa sakta hai .
                      • #1181 Collapse

                        Buth important hy forex ma loss kun k loss him tub krty hain jb koi galti hoti hy ,,,or galti ap ke teacher hoti hy Jo ap.ko sabak dati hy or Jo sabak galti dati WO.bola nae ja sakta,,,ap ko.2eo ke galti or loss aa b learn krna chya jb ap ko loss ho ga tu ap treading learn kro gy orjs reason ke waja sa ga osy dor kr do gy ya buth br adventure hy
                        • #1182 Collapse

                          Bhai g forex trading mai looss ke bohat zaida importance hy kun ke jub tak ap looss sai seekho gy nai tu ap looss kerty rhao gy is liya ap looss sai seekho jitna zaida seekh sakty ho is ko
                          • #1183 Collapse

                            Dear meray khayal mein to forex trading mein loss ki bohat importance hy kyun k jab ap ko profit hota hy to ap learn nahi karty aur jb loss hota hy to phir sochty hain k kyun loss hua hy aur ap apny loss say learn karny ki koshish karty hain jis say ap next time loss ko profit mein convert karny ki koshish karty hain
                            • #1184 Collapse

                              forex main loss hota hi hai es leyeh humy chahiyeh loss sy soch samj k kary tubhi kamyabi mil sakti hai or jitna loss hu ga utna hi kamyabi ka chance hai tubhi kamyab hu sakty hai jo ghaltiyo sy sikhta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                trading me lost ka hona bi kabhi kabhar ho hi jata hai aur jub lost hona hota hai tu bi apkay liay ye aik bohat ih bari learning chora jata hai kay apko kaha pe ksi type ki learning ko rekh kay apnay trade ko next karna chaiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X