forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    loss her ik business main hota hai laikin is main kis tara say khud ko is loss say safe krna hai ye maloom krna or is ki planning krna ik trader kay liay sub say zada important hota hai tabi ye kafi zada khud ko loss say safe kr saqta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      forex tradign bzunees main huamre klie yahun apar buahthi zyda imported hy ;oos kun kah si main hum,aroi kosish yahi hotio hy kah hum logun ko si bzunees main loos nahimn hoam cahey
      • #1218 Collapse

        waisy to dear ko banda b forex traidng main loss ko bear nahe karna chahta . balky her bandy ki koshish hoty hai k wo bahter se bahter perform kar k profit earn karin per phir b forex main loss ho jata hai or hamain forex ka loss se worry honey ki zaroorat nahe hai. forex ka loss bejain hamain forex ko end karny k forex main zyda mahant karnay ki soch paida karata hai . is lai forex ka loss bohat aham hai
        • #1219 Collapse

          forex trading ma new trader humisha loss kerty hy aor ye loss in k leay bahoot important hota hy kyn k is sy trader bahoot kuch seekhta hy ap aulisy kaho k loss kamyabi ke traf qadam hota hy
          • #1220 Collapse

            forex trading my ham ko jab loss hota hy tab hi ham ko apni galti ka ehsas hota hy kio k jab tak insan ko thokr na lagy tab tak samaj nai ati hy sahi sy is liya forex my jab ham ko loss hota hy to ham ko is my bhter lerning krny ko milti hy our hamy pata chall jata hy k ehsa krna galat hy our agar ham who galti dobara nai krty hy to ham achy trader ban sagty hy
            • #1221 Collapse

              i agree with you, kisi bhi business main loss bohat importance rakhta hy, jb bhi forex trading main kisi ka loss ho tou usy chahye k wo wo us loss ka pta chalye k kesay hua or apni mistakes sy sekhty huy next time esi strategy bnaye k dobara us waja sy loss na ho
              • #1222 Collapse

                Forex main loss aur profit dono bohat aeham hain loss bhe ap ko as a teacher kuch sikha ke jata hai aur positivity yeh hai ke ap apne loss main se bhe positivity dhonden apne galtyan note karen aur try karen aends repeat na hoon
                • #1223 Collapse

                  forex trading men ap ko stop loss ko use kerna chaiey ager ap stop loss ko use nahi keren gay tu pa ko pher zada loss ho sakta hia forex market ka koi pata nahi hota ha k kis traf or kitni speed se move ker jaey is liy stop loss ko use kerien
                  Success is the Best Revenge
                  • #1224 Collapse

                    dear loss se ap ko sikhny k liy milta hai ap ko pta chal jat ahai k ap ne ab kis terhan se kam kerna hia or kis terhan se market se ap ne profit ko gain kerna hai or apniu mistake se learn ker k ap zada earning ker skaty hein
                    • #1225 Collapse

                      bilkul Forex mein lose kaafi hotaa hein agr ap nyi waquaee me mistake se lesson nahin lia to app kaafi lose kr daay gey aor ap phr baaed mein yah kahaey gey ky is mein lose hi hotaa hein.
                      • #1226 Collapse

                        Forex mei loss kee ahmiyat bi bohut hai lekin ager ham Forex kaa kaam apney taza zehan ky saath kraein to ham loss say buch saktay hay r agyr hmary pass iss ky mutlk tajurba aor info bohut more hao to hum Forex mein zeada lose nahi hao gaa.
                        • #1227 Collapse

                          Forex tradings mein lose a jaata hai, lykin humain essa nahi sochnaa chaehe khe ab bus hum thaek gai hein aur hamen koee special munafa nhee mill sakta hai, aur kaam chaor den eisa na kraein blkih koshish kraein profits milay gaa.
                          • #1228 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: amanbhola پيغام ديکھيے
                            Forex tradings mein lose a jaata hai, lykin humain essa nahi sochnaa chaehe khe ab bus hum thaek gai hein aur hamen koee special munafa nhee mill sakta hai, aur kaam chaor den eisa na kraein blkih koshish kraein profits milay gaa.
                            gee haan bhai hmein apne forex trading mein loss hota he aur hmein loss apne ghltieon ke waja se hota he es lie hmein apne trading mein ihtiat se kam krna hota he aur hm apne business mein ghlt kam na krein aur apne business mein ache traeeqe ko follow krein aur apne trading mein sahih experience se apne trading profitable krein
                             
                            • #1229 Collapse

                              Koi b aisa barame se bara treder nahi ho ga jis ne loss na kia ho aghar hai tu woh treder hi nahi aapko iss main lazmi loss ho jaya karta hai apko iss loss se bachne k lia zarori hai k aap iss main learni g kare loss ko recover kren mayoos hone ki bajay imiss se apne aap ko groom kare. Ta k aap iss main kamyabi apni galtion se sekh sekh k hasil karte jai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                Buhat

                                FOREX MEIN TRading loss ki importace buhat badh jati hai kiyon k iss se hum sub ko buhat preshani ka face krna parta hai jub humara account wash huta ya nuaqsaan huta nzar aay thanks good psost

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X