forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    Kisi b kam men nakami ek lazmi haqeeqat hai jiska kabi na kabi har kisi ko samna karna parta hai. Agr ap nak se ghabra kar kam chor dain gay ti ap ka b kamyab nahin ho sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      loss trading main ye mumkin hota hai kun kay isi say sabik milta hai or hum koshish krty hain kay next time agli bar humy is trade say nuksan na ho or is kay liay humy hard work krna hota hai is trend ko maloom krna hai jis main trading ko krna hai
      • #1248 Collapse

        forex ma loss aap ki mstak sa he hota ha our jab aap mstak karty ha to aap ko loss hota ha our aap ko mstak sa seekna cahay our un sa sabk hasil karna cahay our is ma knowlged our experinec ki zaroorat hote ha
        • #1249 Collapse

          is ki ahmeeaty boht zada ha q kay aik mint ma aap kay saht ka sa ka ho jata ha to aap ko loss ko kam karnay kay liay is ma mstak ko kam karmna ho ga our is ma mstak sa seekna ho ga
          • #1250 Collapse

            Jo bi traders forex trading main trading k doran ghlti krta hy aur phr us ghlti ko dibara kbi bi ni dohrata to wo trader forex trading main faida uthata hy kio k wo apni sabqa ghlti sy seekg chuka hota hy aur jo ghlti sy seekhta hy wo kbi bi nakam ni hota
            • #1251 Collapse

              Forex trading me losses apko apki galti btaty hain aur sikha bhe jaty hain k aagy es tarha ke galti py qabo kesy pana hy es apko jo chez ka nh pta hota wo bhe chal jata ht jis sy apki skills me izafa ho jata hy
              • #1252 Collapse

                loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur market main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum market main achi trade karny k kabil hn gay aur emotino ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur profit hasil ho saky ga
                • #1253 Collapse

                  Loss hony ki bhot ari bri bari waja hoti hy loss bhot sari waja sy ho sgta hy our jo new new logo ko hota hy us zeada 2 ho waja bnti hy ya lakach jis ki waja sy bri lot laga lyty hy to wash ho jata hy ya phr lerning ka na hona
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #1254 Collapse

                    Los Hamari learning ko increase kar sakta hai Los se aap ko bahut kuch market mein learning karne ke liye Milta Hai 9 se aapko apni mistakes ka idea Hota Hai aur aap ke andar Jo job karni hai aap apne on Kami ko pura kar sakte hain Los Insaan Apne learning ko Jyada Se Zyada kar sakta hai Jab Bhi loss hota hai aapko Ek lesson Milta hai aur us lesson se agar aap sahi tarah se learning Karle toh bolo Sab Ko bahut jyada profit De jata hai
                    • #1255 Collapse

                      mery dear brother, forex trading mn loss ke he to asal importance h. loss ni ho ga to ham mohtaat kaisy hon gy. loss ni ho ga to ham mehnat kaisy karen gy. loss ni ho ga to ham forex trading ko full time business smajhty hoy is k bary mn ziada sy ziada study kaisy karen gy. So loss he hamen profit hasil karny ka saleeqa sikhata h
                      • #1256 Collapse

                        forex main trade kar k hi hum run kar skaty hain so hamain market main plane karna ho ga ta k loss kam ho skay aur haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain market main practice kar k hi hum market main profit hasil karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur up aur dwn ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karine gay aur earn karien gay
                        • #1257 Collapse

                          forex trading main agar hum theak say money management nahi karen gay to es waja say humay market main loss ka chnace hota hay aur humay chahiey keh esmain loss ki reason ko kill karen tab he hum forex trading main apna future bright kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain money management khass tor par karen
                          • #1258 Collapse

                            market main kbhi profit hota hay or humain agr profit hota hay to kbhi is main loss b ho sakta hay magr loss karny say humain dill nai chota karna ho ga is main humain kafi mehnat karna ho ga jis say ye hota hay aik point ka pta chl jata hay humain kay is main kun loss hota hay agr hum study kar kay kam karty hain to loss next nai hota hay
                            • #1259 Collapse

                              Forex trading mn agar ap ko loss hota ha tu ap k lie is mn aik lesson ha k ap apni planning aur apni strategy ko mazeemazeed achi karen aur ap jab bi koi trade karen apni strategy ko behtr bana kar karen ta k ap ko mazeed nuqsan na ho aur isi tara ap ka kam bi behtar tareeqe se ho sake ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                Forex trading mein loss ke boht aihmiyat hy kyo k loss hamen boht kuch sikha dety hain aur hamen sab sy ziada knowledge esi sy ata ht

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X