forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    yes dear loss apko ek tajarba dyti ha is liye loss bhe hota to kafi time apko lesson dyta ha is liye first ap is mein kafi acha epxerience hasil kreen or loss sy bhe experience he hasil hota ha is liye loss bhe importance rakhta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      loss forex me hota rehta ha lakin har martba ap ko kush na kush learn karwata ha.loss k bagar ap 1 achy trader nhi ban sakty
      • #1233 Collapse

        Assaelam u alekum jee bhai thik kha apney loss humein wo sb sekhataa ha, go hm profits ky hotaee howaee nahi sekhpataee jesaee her haaer koe na koe sabak dekaer jaati ha, eik jeisy asaee he lose humain koch na lkuch sekhaa ky jaata ha
        • #1234 Collapse

          Yes her los app ko aek learn daita hai, gay agar aap lose ky bad apney trading kaa analyses krin to app ko saf pataa chaal jaey gaa ky aap ky aap nay kya mistake ke hai, aur aap ko asl mein kya karna chaey thaa jiss sy ab ko benefit hotaa ess traeh her loss keh bad aap ke learn hao gi aur lose kaam honaa shaoron hao jaey gaa aur aap kaa profits ziyada hao gaa.
          • #1235 Collapse

            forex trading main agar hum loss kar rahy hay to humay note karna chahiey keh kis waja say humay loss ho raha hay usko note karen kyun keh note karnay say he hum usko darsut kar sakty hay
            • #1236 Collapse

              forex trading main agar humay loss hota hay to es waja say humary pareshan nahi hona chahiey kyun keh jab bhi hum esmain pareshan hon gay to es waja say humay loss mazeed ho sakta hay
              • #1237 Collapse

                dear forex mai loss ki boht ziada importance hai kun k jab app ko loss hota hai app ye daikhty hain k mujhy loss kis galti ki waja say hoa aur phir app usko set krty hain jiss ki wja say app wo galti karny say avoid karty hain.
                • #1238 Collapse

                  Forex market mai loss bhe hotay hai likan agr ap forex market mai planning say gtrading krtay ho. tou es tarah ap ko jo bhe lossho gy tou wo kam say kam ho gy. en loss ko recover bhe kr saty ho.
                  • #1239 Collapse

                    forex kafi risky market hai aur iss mai loss sab traders ko he hota hai . Forex trading mai loss kafi reason ke waja say ho sakta hai . lakin traders ko yeh baat mind mai rekhne chaiye ke har loss mai in ke koi na koi mistake b hoti hai . ager traders apni iss Mistakes ko search karin aur iss ko dobara repeat na karin tu future mai in ke trading bohot he achi ho sakti hai.
                     
                    • #1240 Collapse

                      ye thk bat hai k insan galti sy he sikhta hai jub ap kuj galat kro gy to ap is sy sikho gy lose sy hi ap dobara wo galti nh karty ap mazeed mohtat ho jaty ho or hr km dehan sy karty ho or ap lose sy buch jaty ho.
                      • #1241 Collapse

                        lost hona is liay ho jata hai kay ap mistake karay aur phir ap is koz ayadah seekhay agar ap emo pe hi achi taraha say practice ko karay tu ap ost real account pe nai karay gay
                        • #1242 Collapse

                          trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur loss say bachny k liye market main planing karni ho gi tab hi hum sucess hono gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay
                          • #1243 Collapse

                            forex main loss ki bohat ahmiyat hasil hoti hai or agr positive wmaind se dekha jay tu hmara loss hmain kuj sabek zaror deta hai or hmain jis mistake ki wjah se loss hota hai tu hum os ko sikhny ki koshish karty hain
                            • #1244 Collapse

                              loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum market main earn kar sakty hain so hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience ho ga tab hi sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                Kisi b kam men nakami ek lazmi haqeeqat hai jiska kabi na kabi har kisi ko samna karna parta hai. Agr ap nak se ghabra kar kam chor dain gay ti ap ka b kamyab nahin ho sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X