forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    forex treding biznees min humre lie loos hi sab se zyda importent hy tabhi hum us biznees m8n kamyab hyn ye bahteen hy min is biznes min buhat hi zyda best hun
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      loss ka hona is baat k sath link krta hai k hum nay market ko teek say study nahi kia hai jis say ye trade ko hum nay sell krna tha laikin is ka order hum nay buy main laga daity hain is cheez ko hum teek nahi kr saqty hain laikin is loss ko hum minimize kr saqty hain is option ko use kr k jis ko hum nay stop loss ka naam dia hai
      • #1158 Collapse

        My bro aap ko ya pat hona cahay Kay AGR aap ko loss horah ha to aap ko profit be hota ha aap ya bat Jan lay Kay loss our profit har business ka Hess ha AGR aap loss kartyha to profit be earn kartyha our forex ma loss ki be important nas ha is liay loss ko be him agnor nhe kar saktyha......
        • #1159 Collapse

          humain is main agr kam karna hay to huamin is main profit or loss ko dykhty hoye kam karna ho ga ta kay huamin maloom ho skay kay huamin is main loss b ho sakta hay so full focus karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #1160 Collapse

            humain is main aik aim ko set kar kay trade main kam karna ho ga ta kay humain loss km ho saky or humain is main practice kar kay demo ko use kar kay kam karnay main achi earning hasil ho gi
            • #1161 Collapse

              aik successful trade kihistory man buhut say losses hotay hain ju oc nay forex k start man face kiye hotay hain loss honay k baad hi wu planning experience or strategies ku time daita hai jis k baad wu success gain kerta hai
              • #1162 Collapse

                forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karna seekhen agar ap is mein losses ko manage karna seekh jayenge to ap zaroor kamiyab hosakte hian.
                • #1163 Collapse

                  humain market main learning kar kay kam karna ho ga jab hum is main leanring nai karty hin to huamin trade main loss hi loss hota hay agr hum hard work kar kay trade main aty hain lto sai hay
                  • #1164 Collapse

                    dear forex mai aik loss ka bhi bht bra faida hai wo iss trra sy k jab tk app ko loss nahi hoga tb tk app ko pta bhi nahi chly kisi gatli ka iss leay jab bhi loss ho ye daikhain k ye kis galti ki wja say hoa phir wo galti thek karin aur agian loss hony say bachain.
                    • #1165 Collapse

                      dekhein sab loss ko negative side se sochtey hy ky loss ho gaya ab kia karey etc etc but humein chayein hum is ko is tarha lein ky hum apni galti ko analyze karey aur is tarha humein chayein ky hum apni us galti k zarye kuch na kuch new zaroor sakhey
                      • #1166 Collapse

                        aik bohat mashhoor kawahat hy k insan ko jb thookar lgti hy to tab hi seekhta hy to is liye forex ma b insan ko jb loss hota hy to bohat kuch seekhnay ko milta hy or hmain apni ghaltion ka amdaza ho jata hy jis k hu, apny trades ko un ghaltio ay seekh kar behter andaaz ma chla skty hain.
                        • #1167 Collapse

                          G han ap bilkul theek keh rahay hain k jab bhi loss hota hay to kisi na kisi reason ki waja say hota hay ya to ap nay koi na koi galti ki hoti hay ya koi galat strategy apnai hoti hay ya ap lalach me par chukay hotay hain ya phir ap k pass knowledge ki kami hoti hay lekin ye ki hoin mistakes insan ko trading me bohat kuch seekhaten hain in say seekhny k baad hi ap aik achay trader ban saktay hain
                          • #1168 Collapse

                            Forex trading business mein loss se bhi sekh sakty han kiok forex trading business mein jab loss hota hy tu kise mistake ki waja se hi hota hy aur hum jab us mistake ko cover karty han aur phr dobra us mistake ko nhi karty han tu forex trading mein phr profit hota hy agr mistake ko bar bar karty han tu loss hi hota rahen ga
                            • #1169 Collapse

                              jee han Forex main loss ki b kuch importance hay kabi loss kisi wajah se hota hay aur kisi wjah se hum future main ager in causes se avoid krain to hum trading main expert ho sektay hain aur future main loss se bech sektay hain aur profit earn ker sektay hain ager hum apni mistakes ko again kertay hain to hum Forex ko ache treeqe se ni ker sektay aur na he is se fiada hasil ker sektay hain asi trading ka koi faida ni hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                ye ap nay nay theek thread kiya ha k loss ko ham kafi importance day rahy han kyu k ham forex may earn karny k lye atay han but ismay ham loss kar k chalye jaty han ye bohat he hamary lye afoss ki batt ha ham earn karna chahsty han
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X