forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1306 Collapse

    aap ko is ma loss honay par mayos nhe hona cahay q kay jab aap ko loss hota ha to is sa faihd be to hota ha aap ko smj ate ha kay aap nay is ma loss ka ha aap nay is ma mstak ki ha our aap ko is bat ka indaza ho ga kay aaop nay is ma kio aik mstak to ki ha jis sa aap ko loss ho ga ha is liay seekna zaroore ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1307 Collapse

      forex mai jab kam karty howe hum sy koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain lakin jab hum next time apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain is traha hum apne galtiyo sy learning hasial kar lety hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain
      • #1308 Collapse

        forex trading main loss ki koe importent nhi hay meray khayal main demo account hay hi is liye kay apni tamam ghaltion ko khatam ker kay live account open kia jay. lakin ham log demo per trade kratay nhi hain aur live per jab direct trade kertay hain to forex account wash ho jatay hain q kay hamen trade laganay ka pata hi nhi hota to trading live acount per ker rahy hotay hain.
        • #1309 Collapse

          Forex business mein loss ki boht si reasons hein jin mein kuch aapki mistakes hoti hein jo control ki jaen but loss se aapko seekhny ka moka milta hai,next trade pe aap woh mistakes repeat nahi krty aur aapki trading mein improvement aati hai.
          • #1310 Collapse

            jab forex mai kam karty howe hum koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or jab hum next time kam karty howe apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum loss ko avoid kar dety hain or hamy bonus be acha mil jata hain hum apna galtiyo sy learning hasial kar sakty hain forex mai loss ke bohat ahmeyat hain
            • #1311 Collapse

              jab hum forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or jab hum apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain or ache earning hasial kar lety hain forex mai loss ke bohat ahmeyat hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
              • #1312 Collapse

                Re: forex trading me loss ki importance

                ji bhai jaan apne bilkul thek baat ki hai ke aghar humen loss naho to humforex tradinge ko majed nehi samaj sakte or loss hone ki waja se hum ye janane ki koshash mein ke humen loss keun hoa hai hum forex tradinge ke bare mein majed malomat hasil kar letey hain
                • #1313 Collapse

                  Re: forex trading me loss ki importance

                  hum jab bhe kse bhe new bussines me ate han to as se hum ko loss hota hey js se hum apne loss se two side pr kam krte han ek wo jo dil chota kr ke as bussines ko chor dete han ak wo hote han jo apne mistake and apne loss se acha sekhte han ye loss hum ko achi teach krte han agr hum an se acha sekhne ke koshsh krte han to ye hum ko bohat he best knowladge dete han as me hum expert ban sakte han jab hum ye krte han to as me hum kamyabi ke tarf jate han
                  • #1314 Collapse

                    Re: forex trading me loss ki importance

                    Loss kse b business Ka hesa hy,, hum ko loss sa dispiont nae hona chya bulkul loss ke reason ko find out Kro or ose mistake sa learning Kro,, loss ap Ke will power ko strong krta hy,, jb tk ap ko loss nae ho ap ko learning nae ho ,,loss ke Waja sa ap Ke learning continued learning hoti hy
                    • #1315 Collapse

                      Re: forex trading me loss ki importance

                      forex main kam karny k liye learning karni ho gi ta k achy say trade kar skaty hain aur loss say bachny k liye learning karni hogi tab hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur is forex main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora karny k kabil ho sakty hain aur is forex main experience hasil kar k hi hum real main is forex main run karein gay
                      • #1316 Collapse

                        Re: forex trading me loss ki importance

                        market main loss say bachny k liye learn kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain real main sucess ho sakty hain aur is forex main knowldge hasil kar real main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main profit hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main earn ho gi
                        • #1317 Collapse

                          Re: forex trading me loss ki importance

                          loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k achy say trade kar skaty hain aur har jeet tou hoti hi rhti hai hamain sbr say hi trade karni ho gi tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur market main planing kar k hi hum real main profit hasil karny k kabil ho sakty hain aur markt main trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain
                          • #1318 Collapse

                            Re: forex trading me loss ki importance

                            loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur is forex main rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar skaty hain aur is forex main kamyab trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is say earn ho gi
                            • #1319 Collapse

                              Re: forex trading me loss ki importance

                              G Bilkul bro loss ki bhe importance hai loss ap ko ek lesson de jata hai or boht se chezain ap ko sikha jata hai or ap ko khabrdar kr diya jata hai ke aagye ap alert ho jaty hain tu har ek loss se lesson sekhna chahye or dobara wo mistake kabhe bhe duhrana nhe chahye then ap future main profit earn kr paye gyen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1320 Collapse

                                Re: forex trading me loss ki importance

                                market main is k bary main hard work karni ho gi aur loss say bachny k liye learning karin ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main is k up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is say fiada ho saky ga ta k earn ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X