forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Asslam O Alaikum han gee bilkul forex trading may loss ki bohat importance hoti ha agar humay loss hota ha toh humay bohat afsoos hota ha.........esliye humay kabhi loss ho toh kabhi afsos nahi kerna chhaye...its my opinion
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Forex trading me loss ke yehee importance ho sakti hy ke jab aik trader apna qeemti investment loss kr deta hy tau wo dukhhi hota hy aor tension me hota hy sath sath me wo os point ko yad krta hy jis ke waja sy os ny loss kya tha tau phir wo future me trading krta hy tau os mistake/point ko repeat na kryn tau he aap ke leye loss aik important ho sakta hy.
       
      • #408 Collapse

        lose is the most difficult for the novice trader, if we can use stoplose trading means it's ready to be a trader but if it does not or can not use it segabai stoplose trader still in doubt
        • #409 Collapse

          ge brother forex trading ma jo log loss se nahi sekhte wo kabi be achin trading nahi kar skate is liye forex ma loss jo ke bohat c reason ki waja se hota ha agar hum loss ki cause ko nahi samjhe ge aru mistake se nahi seekhe ge to trading ka phir koi faida nahi.
          • #410 Collapse

            agar aap koi bhi kaam kerte hai tou agar aap ko loss hota hai tou app koish kerte hai ke aap dobara wo galti nahi kerhe forex mai bhi yehe hai ke aap aisa koi bhi galti nahi kerhe jis se aap ko koi bhi loss ho.thanks
            • #411 Collapse

              loss ki importance yahi hoti hai ke hum ko jab loss hota hai to hum pehly se ziada carefully trading karne lagty hain or mehnat karne lagty hain or jitna hum se ho sakta hai humj mehnat karte jaty hain or loss se bachne ki koshish karte hain
              • #412 Collapse

                there are very importance of loss in the Forex trading who instruct us that close minute be mend sonorous when you start the trading be careful but practice can cover the loss at any quantify so be positive and try your best to recover the loss at any cost.
                • #413 Collapse

                  Forex may loss say bachnay k liye ap ko chahye k pehlay demo account par practice karian is tarha ap risk ko kam kar sakty hain. real account may loss karny k baad apko apni mistake note karni chahye aur agli baar osay ignore karna chahaye.
                  • #414 Collapse

                    g bilkul i agree with you trader apni mistake se he sekhta hai boht se kamiyab trader hain jinho ne apni mistake se sekha hai or aj wo kamiyab hain
                    • #415 Collapse

                      G han agr loss ho to humein himat ni harni chiye q k try try again humein sai se learning krni chiye tb he sucess hon gae
                      • #416 Collapse

                        jb hum trading krty hain tb hum ya nhi janty hain k hum loss main jay gy ya profit main kiu k hum apny luck pr trading krty hain to mery khyal sy loss boht importance rakhta hai apni jaga py is sy hum boht kuch seekh jaty hain
                        • #417 Collapse

                          mery khayal mein forex trading ke business mein loss ki importance itni he hai ke jab humy loss hota hai to hum us se sabik sikhty hain or next wo galti nahi karty hain.
                           
                          • #418 Collapse

                            dear wasy to forex mein koi bhe loss nahi karna chahta lekin agar ho bhe jaye to apny loss par bhe learning hasil karna chaheye kis wja sy loss howa is lye achi practice k sath ap next achi earning kar k apny loss ko bhe pura kar sakty ho
                            • #419 Collapse

                              yes dear i agree with you hum sab say pahla dekhi hum mistake kayaa karte hain or uss mistake ko dobara nahi karain iss ka matlab hai hum ne forex say lern keyaa.hum ne mistake say be lern keyaa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Jee bhai wesy to loss ki forex trading mein koi importance nahi hai lekin aik dafa mistake kar kay hum agli dafa wohi galti repeat nahi kartay ye he loss ka faida hai aur hum apni mistakes se he bohat kuch seekh b saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X