forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    g brother..Forex main loss par hume himmat nai hrani chahye balke ye loss tou hume mauka deta hai ke hum apni ghaltiyon se sekh sake 8is liye loss se faeda utha kar apni learning ko aur barhjana chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      Forex can lead to a significant loss and learn how to overcome the loss because of Forex tough business and I think it's hard to succeed where he easily for hard work
      • #453 Collapse

        Bai mery hisab s tu loss k koi imporatnt nahi ha kiu k loss tu loss hota ha ager humy ziayda loss ho ga tu hamry liya acha nahi ha wesy ek bat tu ha ajb b humy loss hota ha tu humy us s koi new cheez seekhny k milty ha
        • #454 Collapse

          forex mein jb start y jb ham trading krty han to hamin bohat loss hota ha is mein loss hona must ha phr jb ham is mein experince hasil ke lety han to hamari is mein loss ki ratio kam ho jati ha is mein ye koi nahin keh skta k is mein loss nahin ha
          • #455 Collapse

            brother loss ki kayi wajohat ho sakti ha forex ke lye self confidence ka hona buhat important hai lekin ager se self confedent over confedent mai change ho jaye to ye trader ke lye buaht nuqsan deh ho sakta hai ... aur es se trader high risk laita hai aur samajta hai ke mai ye kar sakta ho aur baad mai wo loss kar jata hia es lye over confidence ko avoid kar laina chaheyai lack of knowdge or lack of experience be ek waja ho sakti ha
            • #456 Collapse

              loss hojata ha loss bhi hisa hota ha market ka business ka forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading 038uyut mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye kaam karnay ki hard work bohat cheez hoti ha kamyabi learning mei meahnat ky bad ap ko kamyabi mile gi
              • #457 Collapse

                agr hamin loss hota ha to hamin buhat sari knowledge de kr jata ha jiss sa ham dosri bar profit hasil krty han or agr ap ko loss ho bi jae to ap mauoos na hon balkey ap koshish krtey rhi=an pir hi
                • #458 Collapse

                  forex trading me loss ki importance bhot zaid hai q k aap aap ko jab naqsaan nai hoga to aap samjhdari ka mozaira nai kr pain ge ,forex trading mein loss profit ko yaqini banata hai ,is lye aap sab samjh bohj kr trading krain ta k aap kp kamaz kam loss ho .aor aap sth daily rate bhi chak krain.
                   
                  • #459 Collapse

                    bhai jan har bnda starting me har karobare me ghaltya karta ha lakin ek acha business man wahi ha jo us ghaltyo se buhat khuch sekhta ha or ainda se wo ghaltu ko nahi karta or ek acha trader ban jata ha....
                    • #460 Collapse

                      Loss or profit iss business ka hissa hay agar hum loss krtay hain to iss main bhi humari ghlti hoti hya.koi bhi loss hota ha to hamin buhat sari knowledge de kr jata ha jiss sa ham dosri bar profit hasil krty han or agr ap ko loss ho bi jae to ap mauoos na hon balkey ap koshish krte
                      • #461 Collapse

                        g han dear loss he forex mein fast ha lekin profit bhe itna he fast is lye agar ap kam experience or greed k sath work karo gy to loss kar sakty ho is lye acha experience ap ki life change kar sakta ha
                        • #462 Collapse

                          mein khud janna chata hon k forex trading mein naqsan se kese bacha ja sakta hai .aor humain trade krte hoye kin kin chezon ka khaya l rakhna chaye ,forex trading mein wo basic kon se chaizian jin k istamal se hum loss se bach sakte hain aap pleas samjhain.
                           
                          • #463 Collapse

                            forex trading main loss ki bohat importance hai kun ke loss ki waja se hame experience hasil hota hai or hame apni mistakes ka pta chalta hai jis se ham apni mistakes ko khatam kar sakte hain
                            • #464 Collapse

                              Bhai jaan jaha tak mera khayaal hai loss hi hume seekhata hai ke agar seriously kaam nahi karo ge to kabhi bhi achi earning nahi kar sakon ge lalach kario ge tab bhi achi earning nahi kar sako ge loss hi hume mazboot business man bananata hai......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                aik successful trader banne ke liye aap ko mistakes ka samna karna parta hai jitni loss hone ki mistakes se aap seekhte hai utna hi aap apni agli trade me un ghaltion se seekh kar experience ko istemal karte hue acha profit earn karsakte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X