forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    forex drading may loss say bhi hamay sekhnay ka moka milta hay kyon kay jab hamay loss hota hay to hamay us ghalati ko dekh kar dobara us say bachnay ki koshsh karni hoti hay or ham us ghalati say buhat kuch learn kartay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      Forex Trading mein loss ki importance yay hai k apko pehlay trade krkay assani say apko achay paisay kamanay ajatay hai q k mein acha krna ajata hai
      • #498 Collapse

        g dost agar hamen loss hota hai to hamen buhat sari knowledge de kr jata ha jiss sa ham dosri bar profit hasil krty han or agr ap ko loss ho bi jae to ap mauoos na hon balkey ap koshish krtey rahen phir hi ap kamiyab trader ban sakte ho.
        • #499 Collapse

          loss ki importance sirf in logon ko ho ge jo is ko as a learner use kar rahy hon gay ,yani k loss k bad wo is ki learning karen k ye loss hua kiun nai to loss ki importance earning walon ko kabi nazar nai ati.
          • #500 Collapse

            Ji dear ap nay bilkul sahe kaha hai jb tk ap ko loss nahe hoga ap seekh nahe saktai hai loss say ap seekhtai ho jo ap mistake kartai ho us he ki wwaja say ap ko loss hota hai tu ap ko seekhnay ka moqa milta hai is say k ap ko yah galti nahe karni hai next time is say seekhna chayah hamai hamaisha....
            • #501 Collapse

              g bilkul ap ne theek kaha hai loss humy bohat kuch seekhata hai or hum apni ghaltiyon se hi aik ache trader banty hain is liye trading main loss ki bohat importance hai.
              • #502 Collapse

                forex aik aisi field hay k jis may loss ki importance bht ziada hay .. hum jitna is field may loss karay gay hum utna is field may lessons hasil karay gay ... is liye zrori hay k apni galtio say sekha jai takay future may wo galtia na ki jai
                • #503 Collapse

                  jee doston yeh kaam he aisa hai keh is ki trade ka start he loss say hota hai,aur agay apki lagai hoi trade pe monhasir hai keh ap ny kis noeeyat ki trade lagai hai,agar market ko dekh kay kaam kartehein tu apki lagai hoi trade faida de skti hai,nai tu loss ho skta hai
                  • #504 Collapse

                    well bat tu thek hain agr hum ney kisi kaam ko kerna hain tu us me loss tu hon he jaata hin hum ko bua apni mitake ko samjnaa zaroori hain pher hum buhaat he agy ki tarf nikal jaty hain bus apni galtion se seekna zaroori hain
                    • #505 Collapse

                      my freind forex mein loss ki bohat bohat ziada imprtance hai because loss hee humein apnii mistakes k baray mein sikhata hai agr humein loss nai hoga to hum greedy hojaingay and overconfident hojainga jo humein bht bada nuqsaan karaskta hai
                      • #506 Collapse

                        Forex tarding main loss ki bht ahmiat hay kion kay aap apni mistakes say seekhty hain or next time kay liay or zyada muhtat ho jaty hain taky loss say bacha ja saky.Mistakes sy seekh kay he hum ak achy trader bun sakty hain..
                        • #507 Collapse

                          Agar app ko forex trading mein loss hota hai tu is mein himmat nahi harni chaieh. Balky ap ko us baat ka analysis karna chaieh ky loss q hoa hai aur is kia kia wujuhaat han. Zarori hai ky loss ki waja pata hu takky app future mein is tarha ki mistakes ko repeat na karn. Loss hony sy ek acha trader khabi nahi rukta balky aur agay barhta hai.
                          • #508 Collapse

                            G han mere bhai aap ne theek kaha loss se humain bohat kuch seekhne ko milta hai wo log is mein kamyab hai jo is mein apne loss ko learn karte hai aur apni mistakes ko point put karte hai aur un ko door karne ki koshas karte hai wohi is se achi earning karte hai.
                            • #509 Collapse

                              forex tarading main loss ke koi importance nahin bus ye hamen ek lesson dy jata hy k ap n wo ghalti dobara nahin karni hy............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                mere dost hum ko tarding loss to hoty hein rhant hein is liye hum ko tarding mein loss ke wage denkhan cheny or hum ko apny mistake se kunch senkhan cheny hum ko denkhan cheny ka hum ne konse mistakr khan pher or kesy ke pher hum ko donbera when galtion karn se banchen cheny hum ko loss zayed greed ke wage se hot hein hum ko greed per contrly karn chen...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X