trading main agar hum short trade karen gay to ye tariqa bohat acha hay kyun keh esmain humay market ka ziada wait bhi nahi karna parta aur hum market main thory tmie main acha profit earn kar lety hay aur humari es trha ki trading scalping kehlwatai hay aur hum es traha ki trading main kamyab ho sakty hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим