greed an enemy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    greed aap ka sub se bara enemy ha trading main jo aap ke success ko failure main change karta aap ke strategy ko flop karta aur aap ke capital tak ko khatam karne ke waja ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      g han bhai greed aik trader ki buhat bari dushman hai aur greed ki vaja se aik trader theek tarha se apni trade k baray mein plan b nahi kar sakta kyn k greedy traders sirf profit kamane ka sochtay hain. agar koi trader profit kamane ka na sochay bul k yeh sochay k apni trade ko kamyab banana hai tau yeh ziada achi bat hogi kyn k trade kamyab honay se profit tau khud hi ho jaye ga.
      • #708 Collapse

        forex trading ma greeed itni buri cheez hy k aap apni mahinoo ki kumai ko chand mintoo ma berbaad ker sekty hoo..yeh mera zati tajruba hy ky itna profit kumany k baad lalech ma aa ker aap kuch asi trades ker jaty hoo jo k aap ky profit ko bhi loss ma badel dati hain..
        • #709 Collapse

          g bhai mai yaha apki baat say agree karta hu g ha maine b yaha per aise students dekhe hai jo greeds ki waja say he apna account b kho behte hai and mai samjta hu humay aisa har giz nhe karna chahe pehle humay yaha per learning he acche tarha say kar leni chaiye to hamare liye acha he hoga
          • #710 Collapse

            kisi bhi bisnis main agar ap lalch karay gay to hamisha apka nuksan hoga ku k ham lalch mian a k boht say ghalat steps otha laytay hay jo rools k against hotay hay or ham lalch main a k olta apna nuksan kartay hay lalch hamaray bisnis ko nuksan pohnchati hay hmari dushman hay hmay bechna chahye
            • #711 Collapse

              Greed sy murad yahan Forex forum par 2 matlab nikalty hen...
              1) ham log bina sochy samjhy din rat alto falto posts karty rehty hen ,,, comments karty hen ju topic se relate nahi karty aur jab ham dekhty hen ke 200 sy oper ho giya accumulated bonus then hota kiya hy bonus milta 200 hy kion ye rule hy limit hay. ak tu ye nuqsan howa.
              2.) greed ye hay ke ham jab trade kar rhy hoty hen tu ham ziyada sy ziyada profit ak hi time main earn karny ki koshish karty hen... ke bus lagy raho aur hazaron ak ghanty main kama loo... pata chalta hay g firs 20 min tu behter thy bad main down ho giya sab aur losssss.
              • #712 Collapse

                bhai jam ksis b kam me agr lalch ki jay to us ka nqsan hi ha aur is waja se us ko loss hota ha aksr log forex pe kam krty han aur jaldi se tradding ko prefer krty han aur loss hota ha to pher sochty han k un ko pehly kam sahi tara seekh lena chahiy tha meri un wo bs ye opinion ha k wo greed se kam na ly
                • #713 Collapse

                  bohat se log forex pe hard work nahi karte is liye unhen loss kaa dar hota hai phir wo dosron ki greeding start kar dete hain profit earn karne ke liye greed karne se waqti toor to unhen kuch hasil ho sakta hai but wo zyada der tak profit earn nahi kar sakte or unka account block bhi ho sakta hai.
                  • #714 Collapse

                    G han forex trading main greed hi traders ka sb say bra dushmn hay traders jb iss mind set kay sath trading kerta hay kay wo aik hi deal main ameer ho jay ga to wo iss cheez say hi loss uthhata hay.kionkay wo forex ka basic rule money mangement ko forget ker kay greed kay dam main phns jata hay.
                    • #715 Collapse

                      jee bhai aap ne bilkul thek kha greed bohat bori cheez hai hum jhan se easy earn ker sktey hain per wahan pe loss greed ki waja se khod hi moul lete hain hamein chahey k market ko samaj ker trade karein or lalach main na aein or jitna mil jaey us pe sabar se kaam lein ....
                      • #716 Collapse

                        ye baat to sach hai ke forex trading main greed bohat buri chez hai ager hum trading main greed karein ge to humy loss ka samna karna pare ga is liye trading main greed se bachna chahiye.
                        • #717 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: j4umuj
                          Yeh baat to aap ny bohat e piare kahi, kaye apne oper depend kerti hai k aap forex ko kis tarah dekhte hain, aik respectable or genuine business ya phir koi lottery or gambling, traders ki negative soch or greed uon kou iss field main loss kerwati hani or is ki waja se wo forex ko blame kaerte hain.
                          greed forex trading ko deemak ki tarhan chat laiti hey or ais say ap ko loss bhe ho sakta ey bohat he ziada q kah jo trader trading akrtay waqat greedy ho jata hey to woh forex trading may kamyab nahe ho pata hey q akh forex trading may kamyabi just us he trader ho he hoti hey ho greedy nahe hota
                          • #718 Collapse

                            greed insan ki sab sa bari enemy ha opr khas to pa trade ma tu ya bht hoti ha lekin ak achi knowlegde wala kbi greed nai kary ga wo mehnat sa kam kary ga or jo log greed karty ha apny ap pa bht garor karty ha to wo loss ma h jaty ha kbi kamyab nai hoty
                            • #719 Collapse

                              han jee 100% right k laluch buri bala hy jis sy aap kbhi bh faida hasil nh kr sakty hn trading ko bht achy tareqy sy soch smjh kr krna chaehy or laluch bilkul nh krni chahiey ta k profit ho loss nh ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Greed is enemy of a trader and as greed factor is very much in most of traders so we should great care of greed and trade without greed factor in order to get profit from the market and become successful. Always trade with market trend to become successful in trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X