greed an enemy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    main greed enemy ke bare main ye kahoon gha ke is ki limit kya hai ye to mare senior loag hi bata pain ghe aap ko aur main to is se bachne ki hi koshish karoon gha Allah ne chaha to ok janab bye.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      Greed really is the enemy of anyone in the forex market because of greed could Akhosrk more money and profits and could be the reason for the bris high in this market it is possible that Akhosrk whatever possessed of money
      • #738 Collapse

        humian greed kai chakr mai ni parhna chahiye yh humain bht zada loss mai lai kr ja sktiu hai casue greed aise chz hai jo kai har trader kai liay nuqsan dai hai is ko karnay sai bht loss ho jata hai
        • #739 Collapse

          forex trading main greedy hona matlab apney apney sath hi dushmani karli forex trading ek business hai jahan apki investment ka apko share lena hota hai leqin relax aur cool mind k sath trading k zarye forex tradng k principals ko apply kar k hi ap kamyab trader ban saktey hain.
          • #740 Collapse

            Boss Yeh baat to aap k apne oper depend kerti hai k aap forex ko kis tarah dekhte hain, aik respectable or genuine business ya phir koi lottery or gambling, traders ki negative soch or greed un ko iss field main loss kerwati hai or is ki waja se wo forex ko blame kerte hain.
            • #741 Collapse

              g is bat main koi doubt nai hai and main apnee experiencee se yee bat kar sakta ho k greed see app ko zayda tar loss hee hota hia nad kabee kabee eabning bee ho jatee hai but ye app ka enemy hai
              • #742 Collapse

                dear me to ye manta ho k greed her kam me ap ko nuqsan deti hy or ap ki sari mehnat py pani pher deti hy is ly khas tor py trading me is sy bachye
                • #743 Collapse

                  Greed ki waja say aksar nuqsan hota hay to is ko agarhum apna dushman hi samjen to ziada behtar hay kion kay jub bi hum koi trade karny lagty hain aur us main humin profit hota hay to more and more kay chakar main aksar loss kar jaty hain....
                  • #744 Collapse

                    bhai aap ne bilkul theak kaha hai k greed is an enemy, agar aap forex main kamyab hona chahty ho to aap ko chayea k lalach na karen or koi b kam karen is ko mehnat or lagan se karen kio k lalach buri bala hai is main aa k aap loss b kar sakty hain
                    • #745 Collapse

                      G ha forex trading me greed humara bhot ara dusman hai humye chahye ke forex trading me greed nhi karni chahye aur apnye experience aur knowledge ke mutabiq traxe karni chahye
                      • #746 Collapse

                        g haan bhai thek kaha ap ne ye lalach bahot bori cheez hai ... insan ko niche gira deti hai.... humen trading karte waqt khayal rakhna chahye k hum apne dil mein kisi bhi kisam ki lalach ko na ane den... agr hum is mein kamiyab ho jate hain to hum hamesha har cheez main kamiyabu hasil kar len ge kiyon k hum imandari se kam karen ge to ALLAH bhi zaror sath de ga....
                        • #747 Collapse

                          Isse use karna chahiye dear for maximum profit. And greed is no way gud in trading waqayi me ye sarkon pe le aati hai apko. Iss se bachain aur fair trading pe yaqeen rakhein issi se app rich hote hain aur satisfied bhi.
                          • #748 Collapse

                            Hi mey aap ki bat sey itfaq kerti hon trading mey sb kuch janchny k lye huemy interent per reserch kerni chyee chyee or is k lye zarori ha k aap ko computer or interent ki bht knowledge ho
                            • #749 Collapse

                              g brother forex trading main lalach he sub say bara dushman hay aur jo insan lalach karta hay us kay hath kuch naie ata aur lalach naie karna chahy kyoon kay lalach profit ko loss main badal data hay is liya lalach bure bala hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                bilkul bhai jan main ap ki bat say 100% mutafiq hoon forex main greed lay doobta hay is liay bather hay ap pahlay to market ko dhayan say read karo aur entry point par hi entry lo us kay bad jab ap profit main ho to apnay tah karda limit say zayada profit na lo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X