greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    yes this statement is true that greed in forex is the anyme for any one. the better way is to protect from this anyme is to make a prper plan then start to do this forex trading . if you do work in this way then it will be good for your success.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      Yes That is actual That greed would be the greatest enemy of a one.In Forex trading individual is usually someone clean due to be able to rapacity.if sole earns realism next he comes in rapacity AND play a great big lot of their chapter ALONG WITH consequently he or maybe she get absolute going AS WELL AS they module not possibly be competent to continent almost any more
      • #693 Collapse

        yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon.
        • #694 Collapse

          yes dear greed an enemy for us in forex business because ager hum greed ki niyt say trading kery gay to kabhi bhi success full nai ho sakty success full hony kay liy hamy zaida say zaida mehnet kerni chahy or greed say door rahy
          • #695 Collapse

            forex business ma earning karna asaan kaam neh ha. hamian yhn par working k lye khd par control hona chaye. hamain greed nhe karni cahye. or small profit ko bhe accept karna chaye or order close kar dana cahye. ya business hamari life bana sakhta ha agr is ko proper way ma kya jaye to.
            • #696 Collapse

              Bhai jaan forex me jo bhi greed karta hai wo is kaam se kabhi bhi kuch bhi hasil nahi kar sakta kiyo ke greed hume kafi niche le jate hain jis ki waja se hume loss ho jata hai........
              • #697 Collapse

                yes dear greed to waqi bht bori hay ye insan ko bht bory kaam kerny per amada kerti hay is liye honestly apna work kein aur profit ki greed mt karein aur na dosron ko nuqsan dy is liye bht care karein or apna work mehnat sy ker k jitna marzi profit karein per greed mt karein ye insan k zehn ko kharb ker deta hay
                • #698 Collapse

                  T لالچ ایک وجہ greed.if ایک کو دھویا سفید ہو سکتا ہے کسی بھی one.In فوریکس ٹریڈنگ کی سب سے بڑی دشمن ہے سچ ہے کہ کماتا منافع تو وہ لالچ میں آتا ہے اور اس کا یا اس کے دارالحکومت کا ایک بڑا بہت شروع کریں اور وہ اس طرح حاصل مکمل نقصان اور وہ زیادہ continoue کرنے کے قابل نہیں ہو گا.
                  • #699 Collapse

                    Yeh baat to aap k apne oper depend kerti hai k aap forex ko kis tarah dekhte hain, aik respectable or genuine business ya phir koi lottery or gambling, traders ki negative soch or greed un ko iss field main loss kerwati hai or is ki waja se wo forex ko blame kerte hain.
                    • #700 Collapse

                      g han greed forex trading business main hamara enemy hay q kay forex trading business bht risky business hay or jab ham ic main greedyani lalach kartay hain to ye or ziada risky ho jata hay to hamain koshish karni chahiye takay ham greed say bach sakain.
                      • #701 Collapse

                        Dear app ki baat se agree karta hn forex me jb hmary andr greed ajaey gi tu hm hmeshah loss me jaeyn gyn is business me hmen aik bht hard work or smjhdari se trade karna chahey tb hi hm is me successful ho skaeyn gyn..
                        • #702 Collapse

                          according to me gree is always curse. greeding aik bohat buri cheez ha or is se bachna chaye. some time is business me ap ko kafi profit milta ha or ap zada ki lalch me a kar apna sara kuch invest kar dety ho or sath he market ki situation badal jati ha or ap ko loss ho jata ha.
                          • #703 Collapse

                            ji haan aap bilkul thk ka rha han gree humari traders ki sab sa bari dusmaan ha agr aap ko is ma kaam karna ha too ap ko is ma kamyabi sa kaam karna ho ga aur apni galtion ko thik karna hoo ga aap ko
                            • #704 Collapse

                              ha forex me greed sabse bada enemy hota hai koi bhi traders ke liye to aap jab fore xmeaate hai to aapko kabhi greed karna nahi hai kyuki fore xme aap earn kar sakta hai par aap sab kuchh ek din me kabhi hasil kar hi nahi skata hai aapko bahuthu wait karana bhi aana chahiye fore xme to success milta hai aapko
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                laluch kerny se trading mein loss hi hota he , jo log leluch kerty hen or zeada pesa earn kerny ka sochte hen to wo trading mein zeada risk le lety hen jis se un ko loss ho jata he greed is enemy to our success

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X