timing of a trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    g han dear apne tehk kaha per agr ap short term trading karna chahte ho to ap ko chahye k ap 1 din k time frame ko dakho or per 4 hours or per 1 hours k time frame ko or is k bad trading karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      forex mein aap loss aur profit both kartay ho aur aap forex mein aik successful trader ban saktay hain only effort aur mind sy work kiya kary aur basic learning enough hai studnes ky liye yeh business bohat easy hai aur aap bi is mein much money make kar saktay ho.
      • #603 Collapse

        assalamu aylakum dear friend g bhai trading main trade ki important bohut hoti hain.har kam main time par hona bohut zarori hain aur ap is mea time day kar ache earning kar sakte h a.
        • #604 Collapse

          timing in a currency market is obviously very important,so open your trade when you see that market trend is in your favour.
          • #605 Collapse

            No dear tradeing k liye koi time nahi hota ha hm jb chahye tb kar sakty hain trading lakin agr hm daily ka time bna kar tradeing karen gyn tu hmara is tarah waqt bhi bachy ga or hmari roz ki routine bhi achi ho jayee gi is business mee..
            • #606 Collapse

              success hasil krny ky liy trade krny ka perfect time ka pata hona boht zarori hy q ky jub tk ap ko trade krny ka perfect time pta nahi ho ga ap forex men success hasil nahi kr sakty or na hi achi earning.
              • #607 Collapse

                yeah! brother agar hum trading ki timing py tuwajo nahi de gy tw humara bhot bara nuqsan bhi ho sakta hai so trading karny sy pehly agar hum trading karny ki timing py twajo zyda karty hain tw ya humary liye hi zyda s zyda best hai or faida mand hai
                • #608 Collapse

                  forex me jab bhi aap trade karte hai to aapko bahut hi sahi timing ke sath trade karna oga aapko oi bi trade karneme jaldbazi nahi karna hai aapko bahut hi hard work karna hga to hi aapko forex me scces milta hai warna nahi milta hai
                  • #609 Collapse

                    j bhetiem apko millay yaper ap tardinger skate hini slk leey koi beh tiem frame fix nhi hia jis per ap kaam kren,.is eleyjub beh muka millay tarding kren,.
                    • #610 Collapse

                      Forex trading main sab say best time mery khyal main sham time ka kyun keh es time main market main tezi hoti hay aur hum market say jaldi profit earn kar sakty hay so humay market ko theak sy daikhty huway he trade lgani chahiey.
                      • #611 Collapse

                        meary khyal main is forex forum main treading karny ka koi time nahi hay seway chuti k agr hum chuti k elwa jis din chaiy is forex forum main treading kar k acha earn kar sakty hay is liay zahrori hay k ap markeet ko chaek kar k treading kary ta k apko is forex forum main say loss na ho aur ap acha earn kar skay aur loss say bach saky.
                        • #612 Collapse

                          jee han tradeing main timing bohat important hai wrong time per trade lgane se ap ko bohat ziada loss bi ho sekta hai ap her waqat per trade ker to sekte hain but 2pm se 9pm ka time trade lgane k lie best hai.
                          • #613 Collapse

                            forex wahin market hai jiss main hum ko time ki limit ni hai hum kisi b time mai inter k trade kar sakte hain or profitearn kar sakte hin
                            • #614 Collapse

                              In my opinion that we are open the trade on the evening time.
                              In this time the market movement is good and peoples are earn the money good
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                mery khayal mein to ap kisi bhi waqt trade kar sakty hain us k liye ap k pas knowledge aur experience hona chahiye k ap market ko analyize kar sakien k market ka kya trend hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X