timing of a trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    forex buseinss main koi b entry point nahi hota hai is main ham kisi time enter ho skte hain is main aisa koi masla nahi hai magr jab hamen is main entry level nazr aye tb hi hamen is main enter hona chahye..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      es min timing ki koi limit nhi haa ap jab chye kar sakty haa timeki mitation nhi haa sirf sundy our sturday ko market off hotihaa warnaa kh0li rhti haa jab dil kre krsakty haaa hum ye achaa bsness haaa har koi kr skta haa
      • #753 Collapse

        Assalamo alaikum brothers and traders, timing of trader bhai jan ap pakistani time kay mutabik ksi bhi time ap trading kar sakty hain kyun kay forex ki marktet pakistani wqt kay mutabik rat 2 bje open hoti hai aur agli rat 1 bje close hoti hai aur best time paksitan time kay mutabik sbhua 8 am se 5 am takk ap trading main acha khasa profit bana sakty hain,
        • #754 Collapse

          g bhai trading is the perfect business, lekin isko agr smjh kr kiya jay or iski timing ka pta ho hmen k kis tym trade lgana best hy. tb ja k hm ek achi beneficial tradnig kr skte hn.
          • #755 Collapse

            main ny jo para hai wo to y hai ky ap rat time trading krain jab pakistan main night hoti hai tab forex ,markit main day hota hai is lia trading ki speed bht fit hoti hai ...or jab yahan day hota hai to wahan rat hoti hai or forex markit i think colose hoti hai ap zeda tar rat ko hi trading krain taky apkjo koi nuksan na ho......
            • #756 Collapse

              Humaray mukk pakistan me trading k liye ziada acha waqt sham 4 se rat 12 bje tk ka hy is waqt markeet me ziada utaar charrhaao hota hy.or short time frame walon k lite te waqt ziada mozoon hota hy
              • #757 Collapse

                Forex trading main time ko bary ehmyet hasil ha agar asp ke trade asp jo profit De rahy ha leken aap es ko time pe finish nahi karty to wo aap ko lose be De sakty ha
                • #758 Collapse

                  aap na 100 % theek kaha hai trading karty time dahi time par trade place karna bht hi ziada zaroori hota hai ku kai usi time main hm yaa too earning kar sakty hai agar wooo time say pahly yaa bad main ham trade ko place karty hai then hamain loss ho hota hai oor hamar kafi ziada nuksaan joo hm ko recover karna hota ha ho jata ha
                  • #759 Collapse

                    baie mary jahn tak main tade ko sikha ha e main yahi hota ha k sham time trede colsing hoyi ha 5 say 7 bajy k dirmiyan wo wala time asal hota he ggg
                    • #760 Collapse

                      jee han timing us wakt matter kerti hai jab hum trade mein trend ki situation dekhy bgahair he andhon ki tarah trade laga dety hain halanky hamein jab bhe trade krni chahye hamesha trend ki movment mo maddenazar rakhty huye kerni chahye
                      • #761 Collapse

                        Forex haw to ak acha online profit able business dear aap ki jo bi trade open ho wo exact time pe hi hni chaahiay agr aap ne time se pehlay trade open ki to wo loss me bi jaa sekti ha .aap ko trade open kernay se pehlay bi wait kerna chaahiay ore trade close kertay huay bi wait kerna chaahiay forex sy hum bohat sa profit hasil kar sakty han.
                        • #762 Collapse

                          saalam bhai jee app forex mein kaam akrna chahtyahin tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kam karin yaah app kaay liye acha hai nahi tu appko loss ho ga app forex mein kabhi bhi trading kar saktay hain
                          • #763 Collapse

                            two important the forex trading market . time and trade is most important the trading market , it is very risk business so you two subjart is most important . i now the risk is comman the forex trading market
                            • #764 Collapse

                              saalam bhaijee app forexm ein kaam akrna chahtay hain tu appko is mein timing dekhna ki zarooat nahi hai app ka jaab dil karay app forex mein kaam kar saktay hain is mein koi paabandi nahi hai ???????????????????????????????????????
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                yes trading k waqet time or market situation ko nazer mein rakhna buhat zarori ha agr hum aisa mnahi kerty tu buhat loss ho sakta ha is liy trade kerny se pehly market ka analysis kern

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X