timing of a trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    aap nay bilkul theek kaha k is main aap ko trend k mutabiq hai is main trade karna chahiye is say aap ko is main loss nai hota hai or aap is main loss sya bach saktya ho or is main erning kar saktay ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Bhai lalach tu insani fitrat me hoti he is liay ye khatam nahi ho sakti lakin hum is ko control zaroor Kia ja sakta he kio ke ye trading ke liay bohot nuksan da he.
      • #648 Collapse

        brother forex tarding eak oneline business ha ya market 24hours open rati ha.aap kasi b time tarding kar saktay ho. but ya market sham k time zayda move karti ha us lia aap ko chay k aap aapna time set kar k tarding karin. aor aapna target set kar k work karin.
        • #649 Collapse

          bro wase trading jo hy ye 24 hours business hy or ap is ko kesi be time kar sakte ho ye app pa depend karta hy kay ap kis time free ho jab app free hote ho to os time app trading ko use karte ho wase ache bat hy kay jab news ane kay time ho to app os time is ko use karo
          • #650 Collapse

            Koi bhi trade open karne se pehle market analyse karen. Jab koi achha trend mil jaye to aap trade open kar len.
            • #651 Collapse

              Dear treading kay liya sahi wakat koi nahi hota sahi wakat wo hota hay jab kay wo market ko analyzing kar layta hay or phir jahan tak market kay flow ka taluq hay to wo sirf news kay time par hi hoti hay.
              • #652 Collapse

                my dear ye ak 24 hour onnline market hai is par hum jab chahay tread kr skte hai or apna bonus kama skte hai or me smjhta ho is internet par is se acha onnline business nhi dekha mene
                 
                • #653 Collapse

                  my dear,forex mein jo bhi acha acha trader hain wo forex mein right time mein trading karta hain kyun k agar hum forex mein right time mein trading nahi karta hain tu per hum ko loss bhi ho skta hai
                     
                  • #654 Collapse

                    Assalaam o alaikum g bilkul trade mein timing boht important k haamil hai k sei waqt par sei trade lagana tim ehai ya nei trade k iss baat ko madde nazar rakh k trade lagana bohut zururi hai then hi kamyaab hopaoge trade mein issliye trading bohut eham hai mere liye timimg k bharose aur timeing k uper nirbhar hai yani k depend hai .
                    • #655 Collapse

                      This business is twenty four hours business,you can do it at any time during twenty four hours,therefore,do business with out any difficulty of time,if you are spare time at night then do at night,it is your choice when you are free and then you can do to this business,this is risky but good business.
                      • #656 Collapse

                        forex to is best entry per entr hon parhta hy market to 24 hours he on hoti hy as forex ko dekh ker trad kerni chahy wesy to time forem to 4 h wala besy hota hy ...
                        • #657 Collapse

                          g han forex ka bussines main aik waqt ata hy jab ap ko trade karni hoti hy aur koch dolalr kamaana hota han ap ko sirf ous waqt ka intazar karna hota hy
                          • #658 Collapse

                            forex ke timing k leye humare pass time bhot km hai trade me koi zyada trade krta h zyada earn krne k leye jab us ko nokshan hota hai t s pay gozarte hai jab ap ko trade lagane me mushkil pash a rhe hai to ap 24 me lagate rhe tab ap kam ho jai ga.
                            • #659 Collapse

                              my dear jo log trading time say kiya kartay hai its means wait kiya kartay hai our wait k bad wait kartay hai tu who log success hotay hai our posting ka wait kiya kartay hai our jo log trading may wait nahi kiya kartay hai who log loser hotay hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                trading me trade ki timing boht important hoti hai ,, ghlt time pAy trade lagny se ap ko boht nuqsan ho skta hai ,, ec liye trade lagny se phly ap ko market trend ko smjhna chayay aur phir trade lagani chayay wrna ya boht risky ho skta hai
                                trading mein timing ki koi bat nahi hoti, agar apky pas technical knowledge ho ga to ap market ko kisi bhi waqt analyse kar saken gy or jab apko koi better trend mily to ap trade open kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X