lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    Hello Forex , my answer of this question is i think Greed is very bad in business kyun k apko agar lalach business ma aee tou ap bhoat loose kar sakte han kyun kabhi bhi business ma lalach naa kia karo bus easly kaam karo
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      yes dear lalach apka her business ko tabaha kar deta ha. is lia forex ma to khas toor pa greed ki trf ni jana chya kun k greed sa ap zyda profit k chakar ma zyda loss karwa bethata o
       
      • #1833 Collapse

        humray leay forex main ziad nuqsan denay wali cheez hai lalach because agar humray dil main ziad profit hasil karnay ka lalach aa jay ga to main yeh smajhte hun k tab hum bohat sa loss kar jaty hain aur khoof humain us waqat forex main nuqsan deta hai jab humray pass is ka knowldge nahe hota hai aur hum trdaing satrt kar detay hain
           
        • #1834 Collapse

          g han is kam ma kisi ko b kisi kisam ka b lalach nai akrna chahya is ma agr ko lalach karta ha to wo loss kar bathta ha k is lay is tarhan ki har chez sa bach kar hi kam karna chahya is ma har kisi k lya hi ya bat ha
          • #1835 Collapse

            in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff

            i think my dear the both the things are the most dangereous if you will not left both the things then the success in the forex is impossible if you want the success then my friend i think you should trade without the fear and greed
               
            • #1836 Collapse

              greening is the mane reason for loosing if you traded with greed than yo have loss all time . forex is not so easy you have proper knowledge and experiences . so learn and practices in demo account than start trading in real account
                 
              • #1837 Collapse

                Dono batain yani lalach or khauf apni apni jaga bohat nuqsan deh hain laikn greed ziada nuqsan deh hy q k jub hum forex trade main lalach say kaam laity hain to over confidenent ho k jald bazi kar jaty hain or forex main jald bazi say kam leny ki wjah sy nuqsan hota hay
                   
                • #1838 Collapse

                  yar nuksan to dono say hota hay janab g but i think lalach zada nuksan day hai kyu kai lalach say jo nuksan hota hay is aay insan pashtata hay n khof k nuksan say regretion nahi hoti
                     
                  • #1839 Collapse

                    bhai lalach zyada nuksanda hai mere hisab se kyu ki khoff se hum trade start karne se darte hain or isi waja se hum bht diyan laga kar analyses karte hain per lalch hamen sedha loss ki taraf le jati hai...
                       
                    • #1840 Collapse

                      yes bhai forex trading men agar ap lalach krty hen tab bhi loss hoga or agar market men utarny sy darty hen tab bhi ap galti sy galt order place kr den gy jis sy apko loss hota hai.
                         
                      • #1841 Collapse

                        mare dost mare khyal me forex trading business me app ko dono ko hi karab ni ahny dan chay mare dost lalach aur khoff hi loss datey ha mare mare dost forex trading business me lalach zada nuksan dati ha is se dore raho mare dostu.
                           
                        • #1842 Collapse

                          forex kai chahye alach karoo ya apko khof aye ap apna paisa zaya kar do gay jub tak apk pas training na ho is chezo se bachny kay liye apko pas forex ka skill hona lazmi hai phir apko kisi khof ya nuqsaan ka zara bhi dar nahi hoga.
                             
                          • #1843 Collapse

                            According to my poin of view ke greed sub se zeyada harmful haijo traders bhi greed kerte hain unhein zeyada losess hote hain is liye sub ko apne greed per control ker ke trade kerni chahiye
                               
                            • #1844 Collapse

                              Dear both lalach and khof aik trader kai liyai threat hai. Lalach tab hoti hai jab daily target achieve ho jata ha lekin profit kai chakar mai a kar trader ghalat orders laga leta hai and then lose. And kof aik trader ko trading karnai nahi deta. Woh loss honai kai khoff mai opportunities avail nahi karta and risk nahi leta, and is ka outcome bhi loss hota hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                main Samajhtaa hon K Dar Wala factor tou zehan sy nikaal he dain Coz Wo tou har insaan main ek level tak hotaa he hai.. forex Trading main lalach zyada buri Sabit hoti hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X