lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    g janab greed ziada nuqsan dene wala element hy q k jub hum forex me laaluch se trading kereinj ge to humein ye to pata ho ga k laalach buri balaa hy ye khoof se hum nuqsan ker sakte hyn or market me hum success hasil nai ker sakte, iss liye dono se bachne k liye humein in ko use nai kerna chahye taa k hum kisi nuqsan ko face naa kerna parre
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      lalach or khof may deffrence to bhot hay jab dil may lalach a jata hay to phir nuksan ka khof bhe pada ho jata hay hum is bat ko samajtay he ni hay or khatay hay is galti ko dubara kartay hay shaid ko fida ho jay phalay nuksan howa tha
         
      • #1818 Collapse

        Meray khayal say lalch aur emotion dono ek he zamray main ati han.lalch bhe nuksan ki tarf lay jata ha aur emotion bhe..agar him khauf khain gay tab bhe humain nuksan he ho ga.es liyay humain trading itmanan say krni chahiyay.
           
        • #1819 Collapse

          forex main agar hum lalach karingy to jaldbazi say kaam laity huy ziada earning karny ki khuahish main ulta apna nuqsan kar laingy jab k agar hum main forex trade k doraan fear ziada hoga to hum extra concious hojaingy jis ki waja sy hum forex main right time pay right action nahi laingy.As a result humko loss hojayga.So i think both are dangerous but greed is a bit more dangerous
             
          • #1820 Collapse

            mere khayaal sy lalch aur khoof dono hi khatarnaak hain mgr lalach zayaada khatarnaak hai kyun keh jab insaan zayaada profit ki laalch karta hai tou wo pehle sy earn ki hui money ko bhi trading main lagaa deta hy aur phir besabri ka muzaahirra karta hai aur uss ko loss ho jata hai.
               
            • #1821 Collapse

              bhai khoff hamen sahi trade karne se rokta hai hamare zhen men bas ye chalta hai ki hum blkl loss me na chale jaen or greed hamen sedha loss ki janib le jati hai to mere khayal se greed zyada nuksanda hai trader ke liye...
                 
              • #1822 Collapse

                in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff

                main to yahi kahoonga keh 2nu he nuqsaan deh hain aur hamain in ka khaas khiyaal rakhna chahiy aur apni field ko fit rakhain .
                   
                • #1823 Collapse

                  bhai je hum ko lalach say zeyadh nuqsan dayat hay aur na k khof but meray kheyal mein hum ko anexpereince aur market kay barray mein knowladge na hona hum ko zeyadh nuqsan dayta hay aggar hum forex ko sahe samajh aur seikh kar kareen gay tu hum na tu khof ho ga aur na he hum es mein zeyadh lalach kar kay apna nuqsan kareen gay
                     
                  • #1824 Collapse

                    dono he nuksan dy han na zayada lalach karna chahey aur na he zeyada darna chahey forex sy ager is main sy kuch earn akrna ha to is main wohi earn kar saktha ha jo na he lalach kary aur na he zeyada daray
                       
                    • #1825 Collapse

                      Mere khyaaal se lalach ne humesha logo ko nuksaan he dia hai jab k khoof kabhi kabhi humay humari mistakes se bacha deta hai is lye lalach bur bala hai
                         
                      • #1826 Collapse

                        i think lalach ziyada nuqsan dy hai kun k khof se trading krny se trading me itna loss nahi hota jitna aap lalach me aa kr wrong investment ka decision le lete hain.
                           
                        • #1827 Collapse

                          i think lalach ziyada loss lalach se hota hai kun k khof se trading krny se trading me itna loss nahi hota jitna aap lalach me aa kr wrong investment ka decision le lete hain.
                             
                          • #1828 Collapse

                            Lalach aur khauf duno sucess k dushman hain q k in duno se insan bound hojata hai lalach se sub kuch jaldi hasil karney ki chakkar ghalat kam kar jata hai jub key khauff ki waja se insan himmat he ni karta to duno mai trading karna na mumkion hojata hai
                               
                            • #1829 Collapse

                              lalach ur khoff main say sub say ziyada nuksan jis chez say hota hai wo hai lalach khoff to huna chaye thora bohat etna ni kay hum khoff say trading he na karyn
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                Jaisa k San janty gain k laalach buri bala hair air the vary bark ko kha jati hai is I tarha agar ko banda forex mei laalach Mary air trading k dotaan laalchi ban kar zayada profit k peechy bhaagta phiry to uska raha saga profit bhi Loo's mei convert ho Santa hai to force mei laalach bilkul bhi nahi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X