lalach in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    dear friend lalich aik buhat buri bala hay insan jab kisi cheez k lalich may parr jata hay to phar us ke khwaish may izafa hota chala jata hay aur insani khwaishaat kabhi khatam nahe hoti is liya lalich nahi kna chahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      Dear, forex trading aik acha buisness hy so is men lalaach nhe kerni chahye , ku k laalach krny sy sirf loss he hota hy
      • #1803 Collapse

        i think khoaf zyada nuqsaan daita hai and i think patience and dedication is a important feature of a trader that would help him in trading. You can not get profit all the time, you may have to wait and be patient until the right moment has come.
           
        • #1804 Collapse

          mere khyal men khoof zyada nuksan de he kun k khoof insan ko kamyab nhe hony deta or lalch bhi buri bla he or zyada lalch krny se risk hota he
             
          • #1805 Collapse

            lalach sub se zyada nuqsan deti hai aap aik chiz ka lalach kerte hein or aap ka dil kehta hai k aik he din mein sara kama lon to ye mumkin nahi
               
            • #1806 Collapse

              mare khial main khouf ziada nuqsan deh he lalich to waise bhi insan krta he lalich he forex ko ziada mufeed sabit krta he lalich nhi krain ge to forex ka kam nhi ho sakta.
                 
              • #1807 Collapse

                lalach ur khoff main say sub say ziyada nuksan jis chez say hota hai wo hai lalach khoff to huna chaye thora bohat etna ni kay hum khoff say trading he na karyn
                   
                • #1808 Collapse

                  Dear mery khyal main to greed sy avoid karna chahiey. kun k khoff sy zayda to greed dangerous ha. humn is sy bachna chahiy. agar hum greed kary gy to jo profit humn ny get karna ho ga to wo bi hum greed ki waja sy hum hasil ni kar sky gy. is lie jo profit hum easily hasil kar skty ha usi main hi raza mand rehna chahiey.
                     
                  • #1809 Collapse

                    in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff

                    lalich aor khoff donon chezain trade main nhi honi chahue. trade k lliy statified aor experince able hona chahe. tak ap achi trah tasli sy trade kr skain . to sb chezain is main must hain.
                       
                    • #1810 Collapse

                      meri nazar me to yeh dono cheezien hi zada nuksaan de hai equally samjhta hoon me lalach karna bhot mehnga pata hai and khoff zada rehna matlab koi risk le hi nahi sakenge aap khof zada ki waja se yeh 2no cheezine apne khatam karni hogi agar yeh busienss karna hai to
                         
                      • #1811 Collapse

                        Forex trading main lose hony ke bary waga kam information or experience or zaida earning ka lalch aap ko zaida tar lose he hota ha
                        • #1812 Collapse

                          janab mere khayal mein lalach zeyada nuksan deti hai treding mein lalach nahin karna chahiye ager hum ne lalach ki to humy bohat bara loss ka samna karna pare ga is liye kehty hain ke lalach buri bala hai
                             
                          • #1813 Collapse

                            i think khof se zyada lalach buri cheez haii..because jab hum apniinvestment karte hein to loss ka to fear hota hi sub ko but zyada profit eran karne k chakkar mein lalach hamein marwati hai aur hum bht nuqsaan kar jate hein..:(
                               
                            • #1814 Collapse

                              lalach or khof dono he nuqsaan deh h.. lalach se insan nuqsan karta h apna... or khif se woh business kar nh payega forex mai lalch n khof dono he na hoo to ek acha trader ban sakte hen...
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                meri nazar main to dono he nuksaan deti hain lekin lalach aisi cheez hai jo app kay profit ko bhi loss main convert kar deti hai isi liye ager app ko yahan long time earn karna hai to lalach se duor raho.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X