lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    Dear meray khayal say to trading main lalch zayada nuksan data ha agar aap khuf khain gay k yeh trade nhe lani chahiyay yah zayada ki lalach main aap ka khauf mana kray ga lakin lalach kahay ge trade lo agar aap trade lay latay han ho sakta ha aap ki trade phanse jay aur aap ko kafi loss ho jay.to pher aap ko khuf yad ata ha k kash main yeh trade na lata.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      Greed and emotion both is very harm for a trade and I believe that It is an enemy of a trader and that's why a greedy trader can not make a success trader and he allows get loss.
         
      • #1788 Collapse

        forex tarding main lalic aur khooff dono he achi cheezy nahe hai khoof ager loss ka ho tu per acha hai but greedy tu bohat he zayda loss ke waja banti hai forex tarding main
           
        • #1789 Collapse

          Meray khayal meon laalach aur khuf dono he equally nuksaan de hain kyoonkeh laalach bhee sahee timE per faisla nahin kernein deta aur kauf bhee koi faisla timeper nahin kernein deta jiski waja say insaan nuksaan uthata hai
             
          • #1790 Collapse

            mery khayl ma laklich zaid nukasvn dehy hayn khoof sa phr b ap loos sa buch jaty hyn kse na kse thra mgr laalchi jtne krn ga utna hi nuksan ho ga ,
               
            • #1791 Collapse

              Brother ye question bohat acha pocha hai humari society mein both things are worse lekin lalach ko bohat bura mana jata hai lalach kahin kisam ki hoti hai bazoqat ye achi hoti hai agr agr insan bohat zayda lalach karey tu ulta nuksaan hi hota hai khoaf lalach ke badley kaam nuksaan hota hai
                 
              • #1792 Collapse

                gee mery bahi jaan forex aik business hai or is mein humy lalalch or khuf dono say bachna chaheay kuen kay ye dono effect hee loss ka sabbab banty hein is leay humy in dono say bachna chaheay
                   
                • #1793 Collapse

                  mere khayal mai lalach ziada nuqsan de hai q k lalach mai insaan ka poora account khali hojata hai or khauf mai insaan lalach nahi karta hai jis ki waja se wo market trend ko dekhte huwe trade karta hai or hamesha faide mai rehta hai.
                     
                  • #1794 Collapse

                    main samjhta hoon ke ye dono cheezen hain ap ko nuksaan deti hain greed karna ap ko loss karwa deta hai aur khoff main ap jab hote hain tu koi bhi trade open nahi karte aur ap ko profit nahi milta yani greed ap ko loss karwata hai aur khoof ap ko profit nahi lene deta
                       
                    • #1795 Collapse

                      dear brother donoo he nuksan de hain magar khoff ek fitri cheez ha or lalac bori bala ha is lye mere khayal se lalach zada nukssan de ha is lye lalach se bachna zada zarori ha
                         
                      • #1796 Collapse

                        i think the greed and the fear are both the to dangreous thing in the forex if you will trade in the forex with these things then you will never get the success in the forex ,the forex is the business that give the profit if you trade with the confident and without the greed
                           
                        • #1797 Collapse

                          mery khayal main lalach insaan ko ly dubta hai aur yehe ziada nuqsan dy hai..khauf bhi zindage main bohot jaga py nuqsan dyta hai leken agar khauf hoga to aap trade kesy kr sakpo gy...lalach na he ho to acha ha
                             
                          • #1798 Collapse

                            lalach ziyada nuksan deh hai q k jub treder lalch karta hai tou ziada invest kart hai par jub khofzada hota hai tou kam invest karta hai or treding phoonk phoonk k karta hai .ziyada greedy treder he loss karta hai.
                               
                            • #1799 Collapse

                              Forex ma 2no hi nuksan da ha la lch be or khof dono nuksan da ha is liya hum ko chaiya k hum is work ko lalcl sa nai amandary sa kary ga to ap ko profit ho ga .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                dear friend lalich aik buhat buri bala hay insan jab kisi cheez k lalich may parr jata hay to phar us ke khwaish may izafa hota chala jata hay aur insani khwaishaat kabhi khatam nahe hoti is liya lalich nahi kna chahiya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X