lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff

    yas sir i am newbie in the forex i think that Meray kheal main humain lauch zeada nuksan pohnchta hy it was very difficult to leave this one yani easly ni chort ha
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      Lalach and Khoff dono ap ko nuqasan de sakthe hia trader ko chahye kah wo apne lalach per qabo karee and bala khoff trading karee es se wo ek acha trader ban sakta hia
         
      • #1773 Collapse

        yar meray khayal mein lalach zayada nuqsan deh hai forex market mein kyun kay zayada say zayada pesay bananay kay chakar mein banda over trading karta chala jata hai aur nateeja hamesha nuqsan mein hi hota hai.
           
        • #1774 Collapse

          bhai jaan ap sai keh rahy ho k lalach is business main hamara sab se bara dushman hai and agar hum is ko ignore karain to hum is business main daily unlimited earning bhe kar sakty hain so we have to work hard.
          • #1775 Collapse

            we look at how the market moves lest we actually forced myself to open a position with which we doubt our existing mind like gamble because we still doubt with our analysis
               
            • #1776 Collapse

              in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff

              mere khayal say lalach itna nuksan day nahi hai jitna khoof hai kiun k khoof say hum trrade lagatay nahi hai aur ager lagtay hain tu wo zaya ho jati hai kiun k wo ulti trade chalanay lagti hai
                 
              • #1777 Collapse

                Dear mere khiyal say forex may in dono chezo ka use karna nuksan de hy forex may agar hum lalach karte hain ya phir khofe say work karte hain to hume ziyada tar loss hi ho ga forex may work karne kay liye knowledge ka hona bohat zarori hy.
                   
                • #1778 Collapse

                  In my opinion lalach ziada nuqsan de hai kiun k jese jese profit barhega hamari lalach aur barhti jaygi aur yehi lalach hamein bara nuqsan bhi desakti hai jab k khouf hamara temporary hota hai jo k kuchh dino me khatam hojata hai aur hum confident hokar trade karte hain.
                     
                  • #1779 Collapse

                    forex ma ap ko lalach zyada noksan date ha trader ki koshissh hote ha agr profit ha raha tu wo trade close nai kare ga or zyada profit lene ke lia loss ma chala jaye ga.
                       
                    • #1780 Collapse

                      bhai meri kheal se lalach aur khoff dono hi zada nuksan deta hai par lalach hi sub se nukhsan deta hai kyun k app jab tread se profit karte ho to agar app tab zada se zada tread karke zada profit karna chaye to apko is lalach hi apki loss ka karan ban jata hai
                         
                      • #1781 Collapse

                        g haan forex main ager hum lalach kary gay pher hamin loss ho ga ager hum is main lalach say kam nahi kary gay pher hamin loss nahi ho ga is main loss tab hi hota hai jab hum lalach kart hain is main hamin chahiye k hum lalch nahi kary loss sai bach kar hum apny dreams ko pora kar sakty hain....
                           
                        • #1782 Collapse

                          g maray khaiyal se 2no he nuqsan day hain laikin lalach khof se zayada nuqsan day chez hai.kiun k main khud apna 2 martaba full loss karwa chuka hoon srif lalach ki waja se.khof se admi kuch kama nahe sakta jab k lalach kamaya howa b wapis lay jati hai.
                             
                          • #1783 Collapse

                            forex mein trade k doraan khauf utna nuksaan de nahin jitna laalach hai is ki misaal aisay hai ke ek insan nein kuch currency buy ke uski price thodee see ooper he gayee to us trader nein k price neechay na aa jae woh bech dee is khauf ke waja say us nein kam profit kamaya,jabkeh aisee he situation mein ek aur insaan nein zyaada munafa k laalach mein itnee zyyada der intazaar lkiya pricew aur barhnein ka k asal price say bhee down ho gayee woh currency to laalach ke waja say us nein nuksaan uthaya.
                               
                            • #1784 Collapse

                              Khof aur lalach 2no he nuksan deh hain, kyo k agr aap mein khof ho ga to aap market ko sahi tareekay sy learn nahi kr payen gay aur trading mein loss ho ga aur lalach mein b aap sirf honay wali earning k baray mein he sochen gay, lalachi trader short cut wala rasta apnata hay aur phir usko loss hota hay.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                i think greed is most dangerous thing while you trade. if you have greed then you can loose all your money within few minutes and its very difficult for people to control it and fear is very easy to control.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X