forex and islam
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    i think marey kahyail say jha tak ma samjhta ho foraex islaim may jhaiz hai kew kay yae koi ghalt cahize nai hai bilky yae har kise ko rizk dati hai jo is par kam kar raha hai ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      maine bohat se logon se pocha hy lakin sub kehte hen k ye haram nai hy ap is may apne zehan se mehnat krte ho or mehnat kaise haram ho skti hy is liye muje tu ye theek he lgta hy
      • #333 Collapse

        well main aap ko aik baat clearley bata dun k forex trading mukammal tor pe halal hai es main aap ko profit bhi hota hai or loss bhi or mere khyal main duniya ka koi bhi aisa kariobaar nhi hai jis main nafa nuqsaan nhi hoty
        • #334 Collapse

          forex aur islam myn mayn yeh kehna cahta hoon kay forex trading islam myn jaiz hay keun kay jis business myn loss aur profit dono pay jayn to woh business islam kay nazdeek sahi aur jaiz ho ta hay
          • #335 Collapse

            se pocha hy lakin sub kehte hen k ye haram nai hy ap is may apne zehan se mehnat krte ho or mehnat kaise haram ho skti hy is liye muje tu ye theek he lgta hyam main jaiz hain.yeh jaiz kam hai is liye sab isko kartey hain agar yeh jaiz kam na hoto muslim isko ni kar saktey.jo bhi forex use karta hain wo apna account main swap free kar ly.swap ka matlab sood hain....
            • #336 Collapse

              dear,jahan tak mera khayal hai to men samjta hun k forex hamary liye ek halaal buisness hai kiu k is men ham trading karte hen aur ham mehnat karte hen aur is k sath ham skills ko b use karte hen is buisness men
              • #337 Collapse

                Offcourse bro forex trading aik good business hai is mein koi shak nahi hai forex trading aik profitable business hai is mein hum kisi b wqt or kahi b ho work ker sakte hai yeh hume bohat kam wqt mein bohat zaida money dey sakta hai yeh aik great business hai tamam business se.
                • #338 Collapse

                  islam me jaiz hai ya nhi is bat ki confermation to nhi hai par is me hum strugggle karny k bad kmae karty hain jo k haq halal jesa hai is liye jab hum itni posting karty hain apna waqt lgaty hain then dimagh lga kar profit and loss bear karty hain to ye islam me jaiz hai k ap mehnat sy kma k khaio
                  • #339 Collapse

                    islam me halal rozi ka hokam dya gya he aor forex me es tara se he pesy nahe a jate bahoot hard work krna prta he bahoot time lagta he os ky bad wo be kabi loss aor kabi profit agr account create krne ky bad account peso se bahr jata to fr islam me haram tha aor khod decide kr lo ky account banane ky bad kya koch krna prta he os ky bad profit ata he khod soch kr fesla kr lena
                    • #340 Collapse

                      dear if you want clearly fore jaiz in Islam or not, answer is not because forex trading is the new name of gambling so gambling is hram in Islam totally. According to Islam physical existence is necessary or a business and normal profit applicable but forex allows unlimited profit with small investment.
                      • #341 Collapse

                        assalamu alaikum dekhin bhai mein seriously batao to mjhein is bat ka bilkul idea ni hain.or mene jin jin logo se is ka barein mein janne ki koshish ki hain mjhein un ki taraf se koi perfect jawab ni mila koi kehta hain jaiz or koi is ki mukhalfat karta hain..so i didnot give any sugestion about that.
                        • #342 Collapse

                          Daikhen brother as a muslim hmen sub se pehle yeh daikhna chaie k forex ka islam ma kia hukum hy to bhai forex buznes hy jahan pe profit aur loss dunun ho sakte hain .to jahan ye dunun chezen hn .us ku islam haram ni kehta .aur phr hmari mehnat pe bhe depend krta hy .k hm kitna profit yahan se earn krna chahte hain
                          • #343 Collapse

                            forex ek tijarat hai ye na to juwa hai or nahi hi koi or ogo ko deko tu is main be app logo ko losee be hotha hain or is main profit be hotha hain tu yi kaam be galat kaam or tijarat islaam mein jaiz hai is mein koi mumaneat nahi hai is mein loss or.,.............
                             
                            • #344 Collapse

                              mere khayal me to ye ap ki mehnat k natije me ap ko jo profit milta he wohi ap hasil karte ho ye to nahi he k ap kisi ka haq us se cheen rahe wo to guna he is me kiya guna he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Forex islam mein jaiz business hey kunki is mein buy sell hey or is mein ab to swap free account bhi hey jis mein hum interest free trading ker sktay hein is liye yeh ek sehi bsiness hey jis ko hum kahin bhi ker sktay hein lekin hard work boht hi zeroori hey is field mein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X