forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex aik acha business hai yahan per hum konsa na jaiz kama rhy hain mehnat e kr rhy hain na jiska hmain profit milta hai or wo sub hmari mehnat ki wjha sy hai na k hum yahan haram kama rhy hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bahi jan forex islam main jaiz hai kiyn ke yeh lain dain ki tajarat hai aur ap is main mehnat kar ke kama rahay ho forex main aisa nai hia ke koi b is main pesa kama sakay jo is ko seekay ga wohi kamay ga.
      • #183 Collapse

        forex islam ki roo say jaiz karobar hay q k myn ny aik molvi sahb say pocha to unhon ny btaya k agar is myn nafa aur nuksaan paya jata hy to wo islam ki roo say jaiz ha han agar is myn sirf nafaa hi naffa hy to phr jaiz nh to is say saaf zahir hota hy k forex ki trading jaiz hay is k liy ap swap free account banayn phr to ap sood say bilkul paak ho jayn gay
        • #184 Collapse

          bhai ap forex ma market ko dekh kar trading karty hai to ye juwa nhi hai jo ap undekh karty haoi wo juwa hai wo islam ma jaz nhi hai mery khyal ma forex theek hai age kesi ko kuch or bhi ilm ho to wo lazmi share kary...
          • #185 Collapse

            assalam o alikum frnds mare khayal mn ye masla aysa hy k ager hum kud discus karin tu shaid hal na ho lehaza behter hy k is bare mn kasi mufti se pocha jae.
             
            • #186 Collapse

              fores aik business ha per islam bhe aik business ha agr ap pehly islam ko time do or fr ap apny business ko time do to bhut ache bat ha keu ky sab sy pehly haq islam ka ha
              • #187 Collapse

                forex is a very good business. i think there are no contradiction between forex business and islam. gambling is completely haram in islam. but forex is not any gambling.
                   
                • #188 Collapse

                  mjy b is baray may jan'na ha q k mjy b is k baray may information nahi ha k hum jo kam kar rahy han uss sy hasil ki janay wali earning hamary lye halal ha ya nahi. jis ksi ko b maloom ha wo detail may smjha dy
                  • #189 Collapse

                    bhai humara islam bhot he zyada waseh hai aur mjhay nahi maloom k aap kesay keh saktay hain k humara islam kesay ejazat nahi deta hai me nay abhi tak wesay is pay search b nahi ki hai.
                    • #190 Collapse

                      nice brother boht ahca question hy ap ky trading islam my jazz hy qun ky ye bi ayk tjart hi hy is my bi agr ap other business ki trha buying and selling kro gy to ap ko profit ho ga na or ye ayk business hi hy ap agr is ko teak trha sy kro gy to ap ko teak earning ho gi
                      • #191 Collapse

                        Mere khayal sy forex trading krna islam mein jaez hy kyun k ye aik type ka business hy and ye methnat sy milta hy free nae hota.
                        • #192 Collapse

                          mary bhai forex trading islam main jaiz hy. kiun k yahan hum mukhtlif mulkon ki money mian trading ytani tjaraat krty hian. or tjarat humary mzhib main boht achi nigah sy dakhi jati hy. is liy forex trading Islam main jaiz hy
                          • #193 Collapse

                            I have contact with any moulana in this regards, but as per knowledge and understanding forex should be legal in islam, because only those business are HARAM in islamic point of view where as we are only partner of profit. but in forex business we are equally partner of profit and loss.
                               
                            • #194 Collapse

                              islam mai bussiness karne par koi pabandi nahi hai kion ke app bussiness kar rahe hain app ne is kam par hard work karna hia aur jis par app ne hard working karni hai aur jo profit hoga wo halal hi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                bhi main to is job main new hoon mujhe koi khas patt nhi he lekin suna he keh jaiz he lekin baht se log kehte hain ke jaiz nhi he koi khas patta nhi he ap kisi alm din se rabta kr k pooch lain shaid apko sahih jawab mil jay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X