forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex pe humein kuch doubts hein kay forex hilal he ya haram, es kay boht se pehlu hein agar to humeim trading undestanding paida or seekh kar karty hein tab to theak he agar nai karty to pher doubts paida hoty hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Jaha tak meri knowledge hai tu mai ye keh sakta hoon kay forex business islam mai jaiz hai, agar ye najaiz hota tu pakistan mai molvi hazraat fatwa jari kar daite. islam mai har wo karobar najaiz hai jaha per hm sirf profit kay shareek hoon. forex mai hum profit or loss dono kay equally partner hai.
       
      • #33 Collapse

        ye boht important factor hai aur ye boht acha topic hai muger main ye bata do interst ya riba islam main allow nhn hai aur app ko es amin ye dkhna hoga k ager app interst wala accout main kam karte ho tu ye islam amin allow nhnn hai app ye galt hai according to islam swap free accunt hona chahye hai
         
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: taabi پيغام ديکھيے
          assalam o alikum frnds, mjhy is bat ki cnfusn hai k forex islam ma jaiz hai ya nhi??? agar jaiz hai to kese?? jaiz nhi hai to q nhi hai?? plz detl se btayn:(
          Dear ap ki ka swal bhut he acha hai mery mind bhi iss baary main bahut confusion thi lekin main nay facebook per aik pakistani forex expert trader ki wall per forex main aik fatwa dekha jiss main yeh wazeh taur per likha tha kay forex aik halal business hai or agar mujh say ho saka tu main woh fatwa upload bhi karun ga.
          • #35 Collapse

            forex trading aik bohat acha business hai is mai ham apni mehnat sy earning karty hain or mery khayal mai ya deen e islam mai jaiz hai q k islam mehnat sy ki hoi earning ko ghalat ni kehta ham is mai jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain mai is mai ziada sy ziada hard working karta hun ta k mai aik kamyab trader ban sakun forex trading meri nazar mai jaiz hai
            • #36 Collapse

              Brother ap nea ek dam sahi swaal kiya hea mein iss kea bare mein yeh kehna chata ho eka yeh koi alata kam toh hea nai jo haram ho ga ya mana ho ga bhai yaha par hum log trading kar kea profit earn kar tea hea apna tym lagate hea aur apna wat de kar mehnat kar kea forex trading kartea hea yeh ek bhut acha aur ek profitbale busines shea aur islam mein mama nai hea .
              • #37 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: taabi پيغام ديکھيے
                assalam o alikum frnds, mjhy is bat ki cnfusn hai k forex islam ma jaiz hai ya nhi??? agar jaiz hai to kese?? jaiz nhi hai to q nhi hai?? plz detl se btayn:(
                dear forex islam main bilkul jaiz hy kyn k yei aik musalsal mehnat wala kaam hy tu mery khal main tu yei jaiz hy aur ager haram hy tu pakistan main is forum ko open kyn kiya gya hy?
                • #38 Collapse

                  dear ap ne acha question kiya ha aur ma ne bohat se logo se pocha ha jin k pass islam ka high knowledge ha mujy tu musbat jawab mila ha bas kuch ne thora dut dala ha par ma ne conform kar k yeh business join kiya ha aur ma ne tassali kar k forex business start kiya ha
                  • #39 Collapse

                    W/Saalam, Dear aap ka sawal kafi acha hy. waqai kafi Muslims es bat ko ly kr confused rehty hain k Forex Halal hy ya Haram.......
                    Dear, very simple sa answer hy es ka k hr wo business js ma aap ko Profit or loss 2no he hu rahy hun wo Islam ma Ja'aiz hy. forex trading ma bhe ye he huta hy k Pak Rs. sy apni amount ko Convert karty hain US$ ma or us sy aap buying ya selling karty hain other currencies ma. or us ma aap ko profit or loss bhe huta rehta hy. js ki wajah sy aap ka capital increase or decrease bhe huta hy. or ye bat Islam na btadi hy k js kam na Loss or Profit 2no hun wo Ja'aiz hain. tu mery bhai es rule ko mind ma rakh kr tread karen. INSHA'ALLAH kamyab he rahingy.
                    • #40 Collapse

                      islam mei wo business halaal hota hay jiss mei kuch fix na ho yani saaod na ho aur loss and profit dono ho so forex ess chez pe pura utarta hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain
                      • #41 Collapse

                        islam mai jaiz karobaar ka kaha gaya hai jismai app apni investment kar ke kama sakte hai forex trading mai bhi app ki mahnat hi hoti ai jis se app ne highest earning karni hoti hai lekin ye haram nahi hai is mai bhi apki hard orking hoti hai
                         
                        • #42 Collapse

                          yar bhai mughey abhi chiz ka bilkul pta nhi he me pta kr key ap ko bta donga kionkey me es me kud abhi nia hung ke ye jaiz he ya nhiap kisi molvi se pta karlo
                          • #43 Collapse

                            forex islam ma jaiz ha ya nai is k bary ma muj be nai pata wasy to hum forex par be kam he karta ha kam kar k he earning hasil karta ha par ya kha jata ha forex ma humara hand ma koi chez nai hoti this ko hum sale karta ha just is lia kha jata ha forex islam ma jaiz nai ha.
                            • #44 Collapse

                              asslam o alikum dear's forex islam ma as tarha jaiz ha agar app forex sy profit mahnat kar ky mkamaty ha oaur agar app forex sy profit 2 number tariky sy hasil kary gy to as tarha forex islam ma jaiz nhe ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear mere khayal se forex islam main thek business hai kue k hamara islam yahi kahta hai k jis be karobaar main profit or loss hota hai wo thek business hota hai es main koi ghalt baat nai hoti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X