forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai jan asa jese aap apni aam zindagi me cheezein khareedte hai agar wese hi khareed rahe hai to thk hai lekin agar aise khareed rahe hai k aap ne amount kam pay kari or zada maal khareed k use bech bhi diya wo galat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      forex islam halal ha forex good for muslim people can doing this working in home forex can gaving us money from there people like it
      • #138 Collapse

        yaar ye business islam mai n jaiz hai kyun k iss main loss bhi hota hai or profit bhi hasil hota hai or jis business main losss or profit donu hoon woh business islam main jaiz hai.
        • #139 Collapse

          walaikom salam .dear neche eak bhi Qaisar sab ne jo likha he woh 100 % thek he me is baat se ittafqa karta hon ,ye sach he k ye eak tijarat hi he k ap kharedte bechte hen ab apki kismat ke apko fayda ho ya nuqsan ho .dosto is bussness me yahi tu khobi he k ye bilkul islam k khilaf nai he balk akbi kam kabhi ziyada munafa our nuqsan laga rehta he ,dosri bat jab ap trading k liye insat pe apna acount banate hen tu os me eak option ata he jo ham muslim k liye he woh he swap acount ka option .,so jab ap acount banyen tu swap acount banyen swap ka matla sood free acount hota he ..is k elawa ap amujse poch sakte hen Alham do LILLAH me ne dars e nizami kia howa he our me is me kam kar raha hon me ne bhe bohat tehqeeq kar kar k shoro kia tha so i am agree .
          • #140 Collapse

            Dear friends aap ne bilkul dursat kaha he k ye aik tijarat he tijarat mein agar aap sirf ore sirf faida lete hen tu ye thek nhn he es mein aap apni hathoon ki kamaie karte hen yaeni mehnat se kama rahe hen ore bat ye he ke aap loss ore benifit donoon mein barabar ke sharik hen hn.
            • #141 Collapse

              bro mery kahayl say to ye halal hai islam main khun kay is main ap apny paisay invest karty han aur bht hardwork karty han aur trade karty han soi think kay halal hi ho ga
              • #142 Collapse

                Wa Alaikum Aslam bhai jan..dekho forex islaam mein bilkul jaayz hai..iss mein ko sood wgaira ka chakar nhi hota..jo hum trade karte hain uss pe hum ko profit milta hai jo k fix nhi hota issi liey ye jaiz hai..
                • #143 Collapse

                  Forex is halal trading business in all over the world, it makes us strong with the passage of time for doing this we have to get the great knowledge and also need long time struggle then we can expect the success in the forex, so forex is halal in the Islam.
                     
                  • #144 Collapse

                    Walycum salam bhai ap ka sawal blqul thkh hy q k mind men so kism k sawal aty hen k khen men haram kam to nhi kar ra q k Alhumdulilaah hum muslman hen or humen ye dykhna chahye k hum jo kam kar raey hen aya wo halal hy ya haram , to Alhumdulilah ,Forex men apni mehnat darkar hori hy ap jtni mehnat krogy apko utna ajaar milega ,or nafa b hy or nuwsan b phe haram kysy , or wesy b wo rizq haram hota hy jismen 5 wqt ki nmaz na parhi jaey , to Alhumdulilah is kam men hum jab chahen ja skty hen or namaz b parh skty hen to mery khayal se to Halal he hy 100%
                    • #145 Collapse

                      In Islam business is Halal way.so i think it is also halal business.the money should spend in good way.but swap is Haram in Islam.So we should work hard and don't take swap any where. we should follow where is our wrong and try it to solve.
                      • #146 Collapse

                        asal men jo log forex k bary men mukamal tor pr nahn janty un ke ray forex k bary men negative he hoti hai forex islam men bilkul jaiz hai kuon k ye tijarat hai aur hamary pyary nabi (saww) nen is ke takeed ki hai sirf aek ansar aesa hai jis ki waja sy log samajty hen k forex halal nahn hai wo hai zyada profit lekin jahan hamen zyada profit hota hai wahen humen zyada loss b to ho skta hai kuon k yahan profit aur loss donon ka myar aek jaisa hai aur interest bilkul b nahn hai is liye mery khyal sy forex islam men bilkul jaiz hai
                        • #147 Collapse

                          Forex is legitimate business in islam, Forex ma hum koi chori ya daaka tau nahy dalty, dear brothers this is 21st century, world is tooooo close, Forex is an online business es ma loss bee hota hy aor proit be dono cheezyn invole hyn agr loss ya profit he hota tau sochy ke batt thee,, ye tau selling buying hy online easy way to business, so forex is legitimate.
                          • #148 Collapse

                            dear mere khyaal se to forex ak jayez business hai or islam mai ye kaam jayez hai trading ka matlab hai tijarat ham tijarat hi to kar rahe hain or islam mai tijarat jayez hai
                             
                            • #149 Collapse

                              dear forex islam mai bilkul jaiz rozgar hai ................. forex ek bisness hai or bisness mai loos bb or profit b jis bisness mai loss or prifit 2no hu wooo bilkul jaiz huta hai or esy bisness ko islam mai kiya ja sakta hai or jis mai losss hu e na woo islam sy baher hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                in my opinion forex ka business islam main jaiz hai q k app form fill karty wqt without entrust option choose kart han r ye k ham apni mehnat sy ye ka karty han r mehnat ka sila hamen profi k zarye hamen milta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X