forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear me sach khukahu to islam me har cheez halal ahi or agar hume forex se paise kamane hain to is me kia harj hai so we can earn some good money through forex trading and than eat halal money..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: taabi پيغام ديکھيے
      assalam o alikum frnds, mjhy is bat ki cnfusn hai k forex islam ma jaiz hai ya nhi??? agar jaiz hai to kese?? jaiz nhi hai to q nhi hai?? plz detl se btayn:(
      bhai forex 100% pure aur reliable busniss hai is main sood aur haram ka koi concept nai hai kiun ke islam main asa buniss jis se apko sirf profit hi mille woh islam main na jaiz aur haram hai chaye us main bank ho ya duniya ka koi sa bhi busniss jab ke forex main hum yahan pe mehnat kar ke apna bonus earn karte hain aur usse jo hum trading karte hain to us trading main hamen loss bhi hota hai aur profit bhi to yeh hamare liye bilkul jaiz hai aur insta forex jo ke aik muslims account hai hamen apni mehnat ka profit deta hai.
      • #93 Collapse

        Mein bhi buhat waqt se is bat k ajawab dond rha hon mein ne youtube py bhi search kiya ta youtube mein aik video ti os mein mulana se isi forex k bary mein sawal kiya gaya k yeh islam mein halal he ya haram he. to os molvi ne kaha ke agr ap isko jua ki tarha se use krogy to haram he. yeh jo kuch minute's wali trading hoti he k ya to profit hoga bara sa ya phr loss hoga
        i think yeh wali trading jua he or joa islam mein haram he
        • #94 Collapse

          es bat ko lay kr main khud boht preshan hun k forex islam main halal hay ya haram lakin meri naqis soch k mutabik hr wo business jis main ap ko profit k sath loss bhe ho or koi chez fix na ho na loss na profit or jis main ap soud na dety ho or na interest lety hun wo business thek he hona chahye mazeed ap ko ksi mufti sahib say zaror puch lena chahye
          • #95 Collapse

            kehty hain aur suna hai keh forex trading haram hai liken main kehta hoon yeh kisay haram ho sakti hai jb hum postian kr ky bonus hasil krtya hian aur pir us sea apna time dy kr us main kam krtay hain pir profit hasil kr ky apni earning krtayh hian
            • #96 Collapse

              bhai jan forex k meri nazr ma 1 halal business ha vo is tarhan k is business ma hmain buht mehnat kerna perti ha is business ma expert honi k liye buht si stratgy bnana perti ha k loss sy bach sakain ye business haram tab hota k jab is ma sirf profit hota is business ma profit and loss dono sath sath han ye hala ha meri nazar ma
              • #97 Collapse

                islam me har wo kam jazy he jo mehnat se kya jaye or wo kam islamy had se bhir ho kar na kya jaye najazy method se na kya jaye to forex bhi is trha he ha ke ham log is ko mehnat se karty hen ye islamy lehaz se best he.
                • #98 Collapse

                  my dear friend forex ak bht acha business hy is ma hum sirf currency ko buy aur sell kart he aur apna monaifa late he is ma business ma huma loss aur profit hota rahta hy business ma b yehi chalta rahta hy mare kahyal se wo business haram hy jis ma sirf profit he profit ho aur forex ap ko free sawp account data hy mare kahyal se ye business thek hy jaize hy
                  • #99 Collapse

                    dear forex ak real online business he or boht se log samjte hen k forex ak acha business nahi he or is se aane wali earning bhe halaal nahi jab ke yh sab wrong he forex ak real way he or ham sab jante hen k hamko isme achi earning k liye boht zyad hard work karna parti he or phir market ka technikal analysis k liye boht zyad time k bad samj aati he or isme hamari mehnat lagti he toh forex se earning halal ho gi na k haaraam
                    • #100 Collapse

                      i do not think forex business has any contradiction with islam. gambling is haram in islam. but forex trading is not a gambling. so forex may not be haram in islam.
                       
                      • #101 Collapse

                        bhai is business me jin ko trading karna nahi ata hai or jo paise loss karte hain khud ke woh is business ke bare me kaii baten bolty hain ke yeh haram hai yeh fake hai lekin actually aisa nahi hai yeh legal and halal business hai .
                        • #102 Collapse

                          Any in which trading who are muslims many people desire in which buying and selling which can be the free from the eye along with buying and selling is halal inside islam in which in this particular we need to buy and sell one thing throughout forex trading.
                          • #103 Collapse

                            as forex is just a trading forum means yaha apna keemti wakat laga k tajrat ki jati hai.to tajrat to hamry payry Nabi (PBUH) ny b ki the so i think its not rite to say that trading is not good.or ye jaiz ni.tajrat ki ja skti hai by fair means.
                            • #104 Collapse

                              kitna muj pata ha forex islam ma jaiz ha ku k hum jb trading karta ha humary trading karna sy jo humary account ma payment hoti ha us payment sy kis chex ki hum na trading ki hoti ha vo purchase ho jati ha jo log ya khata ha trading islam ma jaiz nai ha vo is waja sy he khata ha un k khayal sy hum koi chex purchase nai karta is lia ya islam ma jaiz nai ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                mere khayal main friendz forex trading islam main halaal hai or jaiz bhi kiyun k hum ne yahan sirf buy or sale krna hai currencies but agr aap cuurencies k ilawah kisi company k shares buy krty ho or wo logon ko sood ya aisa karobar krty hain jis ki islam ne ijazat nahi hai then wo haram hai trade iss liye aap sirf currency main buy sale kr k rizq halaal earn krein
                                 
                                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X