Hum forex mai kab perfect hunge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Forex trading ek huge business ha our humi trading main quite perfect trader bana ka liya bht huge time spend karna parta ha our huge experience hasil karna ka bad hu hum perfect trader banta ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      well business mein profit aur loss dono hi hota esaa nahi hoskta k sirf profit hi profit ho har jaga esa hi hota hai jis chez mein bohat zada faida hota hai us mein kuch nuqsanat bhi hotey hain
         
      • #468 Collapse

        dear ager ap chaho k ap ko her trade py profit ho to aysa mumkin nahi hy ha ap monthly trade k hisab sy profit me ja skty ho ya weakly trade profit me ho skti hy but every trade profit me nahi ho skti
        • #469 Collapse

          trading mai all time profit earn karny k lia hamy ziada sy ziada hard working karna ho gi is mai ham jitni hard working kary gy hamara experience utna hi ziada ho ga jis ki waja sy ham trading mai all time profit earn kar sakty hain
          • #470 Collapse

            Aesa mumkin ni k koi aesa shaksh ho jis ko sirf forex main profit he ho aur loss na ho. jesa k apne kaha k ap ne 2 month tk continuously profit earn kiya he aur ab loss ho rha he to i think k ais ki waja ap ki concentration ka na hona he kyun k continuously profit k baad to experiece ho jata he to aese main losses kam hone chahe.
            • #471 Collapse

              agar ap forex mein humysha profit chahyte hain to is ky liye ap ko zada sy zada practice karny ho gi kisi bi chiz mein hum practice ky bagar perfect nahi ho shakty and forex trading mein practice and hardwork hi ap ko perfect karta hy .
               
              • #472 Collapse

                agar ap forex mein humysha profit chahyte hain to is ky liye ap ko zada sy zada practice karny ho gi kisi bi chiz mein hum practice ky bagar perfect nahi ho shakty and forex trading mein practice and hardwork hi ap ko perfect karta hy .
                 
                • #473 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                  mai askar trading kar raha huta hun aur 2 mahenu tak continous profits milte hain laikin phir suddenly losses start hu jaty hain, tu kia koi aisa hai jo forex mai perfect hu aur all time profit mai hu?
                  hum foex mein tab tak perfect trader nahi bans akty jab tak humary pas forex ki proepr learning nahi ho gi or hum is mein tab tak successful nahi bans akty jab tak hamary pas poper knowledge nahi ho ga forex business ka.
                  • #474 Collapse

                    mere dost loss toh business ka hissa hotay hain, important baat ye hay kay aap apni ghaltion say seekho aur un ko dubaara repeat nahy karo, is tareekay say aap ka experience bhy barhega aur aap ahista ahista perfect bhy hogay
                    • #475 Collapse

                      ye buisness hi aysa hai kbi profit aur kabi loss ager aap ye soch kr buisness start krty ho k aap ko profit hi ho to ye aap apki soch galat hai.apne mind me pehly loss rakho phir profit
                      • #476 Collapse

                        jee aise bhut sare log hien jo ke forex mien profickt hein
                        lakin kuch log aise bhi hein jo ke andaze lagate rehte hien mgar onka kai bar andaza galt ho jata hy
                           
                        • #477 Collapse

                          insan kabhi b kisi cheez me perfect nhi ho sakta and if i talk about forex to hamesha aap ko new cheezain seekhne ko milain gi, and improvement ki zarorat her jagha rehti hy hamesha
                          • #478 Collapse

                            I think Trading Forex is so much risky because in this work we have to face loss if we greed ,become emotional etc , so if we minimize these mistakes we can minimize our loss ratio in the Forex market
                            • #479 Collapse

                              trading mai all time profit earn karny k lia hamy ziada sy ziada hard working karna ho gi is mai ham jitni hard working kary gy hamara experience utna hi ziada ho ga jis ki waja sy ham trading mai all time profit earn kar sakty hain is mai ham jitni learning kary gy hamri earning utni hi ziada ho gi nobody perfect in the field of forex , i have heard many successful trader that they are still in learning process, so always be a learner and keep on learning.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ham log forex me us time he perfect ho sakty he jis time hamry pass is business ka acha knowledge or experience hoge or ham log trading ke doran apny emotion ko control me rakhy ge or saber se kam le ge us time he ham log is business se success hasil kar sakty he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X