Ap forex ko din mai kitna time dete hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
    Mai traders se pochna chahta hun kay jaisa kay forex mai bas buy and sell karna huta hai tu 5 min diye jayn wo tu tab bhi hu jata hai laikin achi trading kay liye ap ko din mai kitna time lagana parta hai?
    Jessica Sab traders ko pata hai ke Hame trade Lagan Mein Paanch Che Saath mint Lagte Hain Lekin trading Ko Dekhkar Lagan Mein kaafi time lagta hai aur beta given Kuch Kuch der baad trade co zaroor dekhna padta hai mein zaroor dekhta hoon
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      forex ak boht hi best buisness hai is main plane kar k hi trade karni ho gi au kisi bi waqt trade kar k boht hi acha bonus hasil karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay ta k loss kam ho saky ga
      • #1938 Collapse

        bahi ma forex ko kam az kam 3 gahnty da bata hu lakin mujy ya bhut kam time lag raha hi ma cahta hu kay ma forex ko zeadha say zeadha time da sako awor as say ma kafi knowledge hasil kar sako mager mara kam ka masla hi as laya ma as ko kam sa kam time da sakta hu
        • #1939 Collapse

          forex trading main ziada say ziada time daina chahiey aga hum ziada time dain gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiey kyun keh time dai ar he learning karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
          • #1940 Collapse

            Dear me to job holder hun ziyada time nai day pata. Ziyada tar log jo ghar main free hotay hain wo sb say ziyada time detay hain. Meray jesay aur job holder log forex ko ziyada time nai day patay kyun k unka ziyada time job main guzar jata ha aur kuch time family k sath to un k pas itna time nai ata
            • #1941 Collapse

              forex trading ko agar hum ziada say ziada time dain gay to he hum esmain achi earning kar sakty hay es business main humay seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he hum market mains afe earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiey kyun keh time dai kar seekh kar kam karnay main he faida hota hay
              • #1942 Collapse

                Asal mn ap jitna ziada time den gay market ko ap ka itna ziada experience aor knowledge hasil ho ga aor ap ki din mn taqrbn 5, 6hours zarur den tah ap ki achi tarh trading seekh saken
                • #1943 Collapse

                  forex main plane kar k hii hum achi trade karein gay aur is forex main enter hony k liye experience hasil karna ho ga aur kisi bi time main trade kar k boht h i acha earn kar skaty hain aur is say hamain bi faida ho skay ga aur earning ho
                  • #1944 Collapse

                    g bhai bht acha swal forex aik aisa buisness h kih ap is ko jitna ziyada time den gey is s ap bht kuch seekh saktey hn lakin is mn time ki koi pabandi ni hoti ager ap ko mayari or achi trading chahiye to ap ko chahiye kih ap is ko achey tareeqey 2 sey 3 ghantey dn jis s ap mayari trading ker saken gey or achi earnung bhi.....
                    • #1945 Collapse

                      Assalam o alikum dear friend jatna gur utna metha ap forex ko jtna time 2 gy apko he faida hy. posting me apki typing speed jtni hogi ap utna jaldi he posting kar pao gy. or baki time ap trading me lga do.
                      • #1946 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum forex trade ko time data ha to per hum ko profit be increase hoga es leya hum ko trade ko zeyada time dana chaheya to per hum kuch earning melage warna hum loss ma jayaga.............
                        • #1947 Collapse

                          Mera main business forex business nahi hai is liye main is me zeyada time nai deta hon kyun ke main is ko part time karta hon is liye is ko main day me 2 se 3 hours hi de pata hon kyun ke yeh business part time bhi kiya ja sakta hai aur full time bhi.
                          • #1948 Collapse

                            is forx main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is forx main time ko fix kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k bary main knowldge hsail kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga
                            • #1949 Collapse

                              is main hum apni marzi say time day sakty hain is forex main kam karny k boht say faidy hain is main hum kisi bi waqt kam kar k boht hi acha earn kar skaty hain aur hamain is main kam karny main bi koi msuhkail na ho saky gi aur earn ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                is forex main hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil naho saky gi aur hamain is k bary main trend ko use karna ho ga it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X