forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay
    dear friends mn forex trading k tmam traders sa kehna chahta hon k kbi bhi ziada profit k chakr mn overtrading na kren aur hmesha aik waqt mn aik he trade lgayn keun k jo log profit k lalach mn overtrading krtay hn to jb trades loss mn jati hn to jald he account bhi wash ho jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

    Bilkul dear aapki baat sahi hai kya Humko kabhi bhi award trading Nahin Karni chahie Kyunki dear Forex member aur trading se Hamara apna hi nuksan hota hai ismein Ham kabhi bhi achcha profit Nahin Le Sakte Kyunki dear Forex member overtrading se Ham double mind hokar Rah Jaate Hain jismein Hamen Hamari market ka Kuchh Idea Nahin Hota aur Hamen apni trade ka bhi Kuchh Idea Nahin Hota isliye Hamesha koshish karen ki ismein safety trading Karen aur kabhi bhi ismein power trading na Karen.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
    • #3 Collapse

      Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

      Ji han bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ke forex trading mein kabhi bhi overtrading nahin karni chahie balki hamesha soch samajh Kar aur Puri planning ke sath hi trading Karen aur kabhi bhi overtrading mat Karen into aapko loss ka samna karna pad sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men over trading nuksan ki jarh hey kiun k iss men agar daily profit ka target set karen aur agar target jaldi poora ho jay tu phir mazeed profit k lalach men new trade open nah karen kiun k iss men next trade men loss bhi ho sakta hey aur profit zaiya bhi ho sakta hey iss liay over trading se avoid karen aur jitna profit bhi milay foran withdraw karen aur apni amount ko safe karen
        • #5 Collapse

          Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

          Yes dear forex member aapane bilkul theek baat share ki hai agar Ham forex aaram mein kamyab trader ke taur per profitable trade karna chahte hain to hamen undertrading karni chahie overtrading se avoid karna chahie apne bonus Jani ke investment ke hisab se trade karne chahie taake ham apne a circle mein rehte hue kamyabi hasil kar saken aur achcha profit hasil kar sake
          Agar Meri Posts Achi Lageen tu THANKS Please
          • #6 Collapse

            Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

            assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun per ek bar humse achcha profit hasil kar rahe honge aur kamyabi ko apna muqaddar bana rahe honge main aap sabhi use ek baat share karna chahta hun ki hamen trading mein kabhi bhi overtrading nahin karni chahie hamen soch samajhkar trade karni chahie trading ka kya matlab hai Ham bhi to ki trade karte hain market to analyse nahin karte market ki movement ko nahin dekhte aur battu ki trade laga dete Hain isase hamara bahut hi jyada nuksan hai
            • #7 Collapse

              Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

              Assalamu Alaikum dear forex members. Forex trading ko soch samjh ker kerny ki zrorat hoti hy is liye koi bhi asa kaam nhi kerna chahiye k jis ki wajah sy trading mein risk badh jaye is liye aik wqt mein aik hi trade ko open kerny ki zrorat hoti hy ta k hmein kisi bhi kisam ki preshani ka samna na kerna pady or ham apny account ko safe rakhty hoye acha profit earn ker skein or loss ko bhi face kerny sy bach skein. Aik wqt mein aik hi trade ko open kerny ki koshish kerein aik sy ziyada trade open kerny sy ham mushkil mein phans skty hein is liye lalach sy pak ho ker hmein trade ko open or close kerny ki zrorat hoti hy. Ager ham apny balance ko safe rakhna chahty hein to over trading sy bachein.
              • #8 Collapse

                Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                Ji dear darasal overtrading aik trader ki greed ko zahir karti hay. Jab trend samjh a jaye to big lot ka use karna waqi he appreciated aur profitable ho sakta hay. Laikin jab hamain market ki samjh na a rahi ho ya ham tired ho chuky hon to tab small lot say trading bhi unnecessary trading ya overtrading he kehlati hay jo hamesha loss main lay jati ha. Is liye sensible trading kay liye overtrading say bachna bahut zaroori hay.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                  Amit karta hun sab khairiyat se honge aapane kabhi bhi overtrading nahin karni mata ka aap se training karenge aap jarur kamyabi over honge to overcome apna bataiye kaise aur aapko hai pass se a giri honge aur acchi training
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                    forex trading men hamen over trading nahin karny hoty hy kun kay agar hum as men over trading karen gy tu hum kamyaby hasil nahin kar saken gy balkeh hum nakam ho jayen gy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam anhin karna chahey balkeh hamen forex men saber kay sath kam karna hota hy tab ja aky hum achy earning hasil kar sakty hain warna hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                      Assalamualaikum Bhai jan ap ny bilkul sahii kha hy kh forex trading mein kabhi over trading nhi krni chahye q kh dear forex ap achi trh janty ho humein trading sy rogers mly ga or wo profet humein tb mly ga jb hum mehnat sy kam kryn gy or humein koi experience bhi ho ga to es ly dear forex humein chahye kh over trading sy door rahna chahye q kh es k loss bhut bury hain to es klye humein over trading nhi krni chahye q kh es sy humra hi loss ho ga q yh loss ki Waja chor
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                        hamen forex trading mein about reading bilkul nahin karni chahie power trading karne se nuksan hote Hain Ham jab 88 Karen To hamen chahie Ham soch samajh Kar Karen jab Ham soch samajhkar trade karenge To Ham job 88 karenge uska sahi faisla karenge aur ham haridwar entry hogi vah bhi hogi Jo hamen achcha pakde kar jayegifaisla bilkul theek hai vah karte Hain kyunkijab Ham Jahan honge kamyab nahin Hota hota hai Ham Jo Bhi nahin Ki baat aati hai To hamen bilkul soch samajh Kar ke sath Naam Lena chahiepareshan Ho jaate Hain To hamen hona chahiehamen chahie hamen apni mistakes ko dur Karen aur apna kyon lo sota hai usko Lal Meri khabar karna chahie FIR Ham kamyab hongekamyabi hamesha main ke sath milti hai WhatsApp per Karne wale insan ko milti hai gam ki subah Karne wale insan hamesha fresh mint hokar ki faisla karte hain aur trading karta hai to forex trading mein kharab juna chahte Hain To pahle aap ke mat hona chahie nahin Hota kabhi Bhi nahin hoti
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                          Assalamu Alaikum dear forex members. Forex trading ko soch samjh ker kerny ki zrorat hoti hy is liye koi bhi asa kaam nhi kerna chahiye k jis ki wajah sy trading mein risk badh jaye is liye aik wqt mein aik hi trade ko open kerny ki zrorat hoti hy ta k hmein kisi bhi kisam ki preshani ka samna na kerna pady or ham apny account ko safe rakhty hoye acha profit earn ker skein or loss ko bhi face kerny sy bach skein. Aik wqt mein aik hi trade ko open kerny ki koshish kerein aik sy ziyada trade open kerny sy ham mushkil mein phans skty hein is liye lalach sy pak ho ker hmein trade ko open or close kerny ki zrorat hoti hy. Ager ham apny balance ko safe rakhna chahty hein to over trading sy bachein...
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                            ji han dear friends Forex trading mein hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie jab ham confuse hokar aur trading karte Hain to ham nuksan mein chale jaate Hain hamen Apne emotion aur apne lalach per kabu kar ke kam karna hoga aur hamen confusion ko control mein rakhna hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading mn kbi bhi overtrading nhi krni chayay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                              dear friends mn forex trading k tmam traders sa kehna chahta hon k kbi bhi ziada profit k chakr mn overtrading na kren aur hmesha aik waqt mn aik he trade lgayn keun k jo log profit k lalach mn overtrading krtay hn to jb trades loss mn jati hn to jald he account bhi wash ho jata ha
                              Ji han bilkul Forex trading Mein Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Agar Ham Forex trading Karenge To Hamen nuksan hi Hasil Hoga Hamen overtrading Se Bachana chahie Kyunki overtrading kabhi bhi achcha fayda Nahin de sakti overtrading se Ham lalach karte hain Lalach se nuksan hota hai nuksan hone se Hamara account wash ho jata hai isliye overtrading ko ignore karne ki koshish karne chahie overtrading se kabhi bhi achcha Paida Hans Nahin ho sakta overtrading Hamen Itna nuksan Degi Jitna Ham Aise kabhi bhi achcha aur perfect result Hasil nahin kar Sakenge aur Hamen kabhi bhi acchi kamyabi Hasil Nahin ho sakti power trading Hamare liye nuksan de sabit ho sakti hai aur Hamen Apne account ko bachane ke liye prapt per mehnat aur Tawajjo ke sath kam karna hoga Taka Zyada Se zyada profit Hasil Kiya jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X